Pakistani Maulana Tariq Masood Quran Aur Nabi ki shaan Mein Gustakhi ki video Viral public Angry

preview_player
Показать описание


Pakistani Maulana Tariq Masood Quran Aur Nabi ki shaan Mein Gustakhi ki video Viral public Angry

#tariqmasoodGustakhivideoviral
#maulanatariqmasood
#nabikishaanmeingustaki
#pakistanimaulana
#nabi
#quran
#tariqmasood
#islam
#muslim
#musalman
#allinonenews

Disclaimer : Please don't go out of your way to or hate on anyone I talk about in my videos, this channel is to entertain people and I usually focus on joking about what the people are doing not the individual themselves, please don't go spreading hate it's all for laughs

★Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.,
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Galti Har insaan se hoti hai magar Jo galti ki mafi mangta h o Sab se bada hota hai ❤Allah bhi Tubah karne ke bad maaf kar deta hai😍

allinonenews
Автор

Galti kiye the aur maafi mang liye to maaf kr dena chahiye.baki Allah p chhor do

childsecretsuperstar
Автор

बेहतरिन सख्स ओ है जो गलती करकर माफी मांग ले ❤ पर कुछ जाहिल समझे तब न
👉 Alhumdulillah mai tarik masood sb ke sath hu 🥺

tufaniboyshortvideo
Автор

Insan hi hai koi farishta to hai nahi galtiyan to sab se hoti hain

faizanahmad
Автор

This Man should be punished for blasphemy.
He is thinking he is above Allah, finding faults in Allah's words i e our Holy Quraan.

zyk
Автор

Insaan hi to hai galti kisi se bhi ho sakti hai

shaista
Автор

Moulana tarik jamil sahab ne kya farmaya tha……ke wo insaan hi nahi jisse galti na ho…..or wo insaan hi nahi jisse gunah na ho….hamare nabi ke alawa…..bhai galti har insaan se hoti h…..or ye zamana nahi h aapas me ladne ka….dushman ko mouka mil jaega….

sasqvlog
Автор

Gair to badnam kar hi rhe he islam ko islam ki kami to nikal hi rhe he (ye pade likhe molvi bhi islam ke bare me ulta putla bol de rhe he kaisa hal bna liya he muslamn kuch bolne se pahle islam quran hadis nabi pak hajr bar socho phir net pe uplod kiya kro koi bhi molana ho es se kafiro ka or man bad jayega jb ek muslman khud kami nikal rha he quran me nabhi me kafiro ko moka mil jayega wo or mjazk bnayege to kuch bhi bola kre aap sabhi muslamn islamic bate to soch smjh ke bola kre gairo ko moka n de hasne ka

SultanSultanboss-bk
Автор

❤ maafi accepted....ok bade bade alim hoon sab see husakti hai

mohammadabid
Автор

Mufti Tariq Masood shab Nabi ki shan byan kr rahe the or kbhi kbhi alfaz glt nikal jate h waise unhone gustakhi ki nhi h pr be ehtiati hui h is liye mafi bhi mang liye Mufti Tariq Masood zindabaad ❤

mozammilansari
Автор

مفتی کا کہنا ان کے لحاظ میں نے غلطی کی ہے مگر اپنے لحاظ سے انکو غلطی نہیں لگتا ہے یہ کہاں کا توبہ رجوع ہوا ہے ۔

hamidsofi
Автор

Bhai unhone maafi mangli he our unka gustakhi ka koi irada nhi tha

saifansari
Автор

tariq masood ghalti par hai ab bhi....dikhaawe ki maafi hai...har saal koi new gusatkhi karta hai. kabi hazrat ali ko astaghfirullah (manhoos) kaha aur maafi maangi.kabhi mufassareen ko kaha ke bhaar mein jayen mufasareen...aur kabhi kaha ke hazrat ali ne tind karwai matlab baal katwaye....kia sahaaba ke liye (tind) lafz bolna gustakhi nhi....inho ne imaam husain r, ke liye kaha ke jab koi gunaahgar b khailfa ban jaye to us ke baad koi nek admi bhi khalaafat haasil karne khada ho to usey qatal kar do....aur phir inho ne masjid ke mimber ko lateefey sunaane ki jaga banai hui hai. jabke masjid ke mimber ka khauf...maut ka dar...aur gunaaho se ro ro kar mafi ki targheeb sunaane ki jaga hoti hai. isi member pe beth kr ye khar khar...kich kich kar ke hans rahe hote log inko support kar rahe hain wo inkey lateefey pasand karne waale tamaash been hain unhain nabi ki hurmat kiyaa maloom

shahidzafar-qjih
Автор

Allah mufti sahab ki hifazat kare aameen🤲

ammarkhan
Автор

Maafi ke baad baat khatam ho Jani chahiye

mohammedsunasara
Автор

Shyd lfjo ki kmi rhi hon..khena ka kuch or mtlb ho aisa sbke st hota h sunne wale t shi sunte h pr bolne wala ki niyt rb jnta h...or mafi t rb ki trf se h ise kym rkho

rubyparveen
Автор

Bhai har Banda India me famous ni hota Pakistan me be famous hai our Tariq masood ne Mafi mang Liya bas bat hatam to zeyada bolo ne ke zarorat ni samja

SheezanKhang
Автор

Galti mein aur Gustakhi mein farq hota hai, 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳 Allah Mufti sahab ki Hifazat farmaye .

hstmediapower
Автор

Kisi bhi insan ki 99 percent achchaee dekh kar 1 percent buraee nahi dekhi jaati hai aur unhono maafi bhi mang li hai lekin unka maqsad ye nahi tha

A.HFarooqui
Автор

Koi air galti karta to maaf kar b sakte...Huzoor SAW aur sahaba, ahlebaith inke baare me koi Galat Baar karta hai to maaf nahi kar sakte

Asim