filmov
tv
Manual Testing vs Automation Testing| Certification-Salary-Scope in 2024
Показать описание
Manual Testing vs Automation Testing| Certification-Salary-Scope in 2024 Software testing I explained Manual Testing vs Automation Testing - What is best ? Aaj testing ke 2 type Manual aur automation testing me difference ke bare me baat karenge. Janege kaise ye ek dusre se alag hai aur aur kaise isme aap apna career bana sakte hai.Kaun sa certification karna sahi rahega, scope kya hai, aur kitani salary mil jati hai manual aur automation tester ko.Kya manual testing ek dead career ha ? sab kuch to pura video dekhen.
1 – Automation pe aa jate hai to Automation Testing me automation tools ka use lkiya jata hai test cases execute karne ke liye.
Wahin manual testing me test cases human tester aur software dwara execute kiya jata hai.
2- Automation testing process kafi fast hota hai wahi manual testing process kafi time leta hai.
3- Automation testing kafi reliable hoti hai quki ye tools and scripts se perform ki jati hai.
Wahin Manual testing bahut jyada accurate nahi hoti hai quki ye manually human dwara perform ki jati hai.
4- Programming knowledge hona bahut jaroori hota hai automation testing me aapko language aur scripting aani chahiye. Wahin manual testing me programming aana jaroori nahi hota hi.
5- Automation testing tools se perform hoti hi joki accurate hoti hai aur aap bored! Nahi hote.
Wahi Manual Test execution baar baar karne se error aane ke chance badh jate hai aur ye boaring bhi ho jata hai.
Watch full video-
#career
#Testing
#YourIndianHr
Watch all software testing video -
Check playlist for more interesting videos.
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Follow me on Instagram -
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Educational and motivational videos
About this channel -
My name is Ashish and i am in Human resource/ recruitment manager in organisation working from 5 years. Motive of this channel is to help people with educational videos,motivational videos , how to earn online and how to earn offline and i will suggest you best career and growth.

Комментарии