UV tempered glass not remove (uv tempered glass removal) #shorts

preview_player
Показать описание
I am going to show to apply UV tempered glass and how to remove UV tempered glass removing solution.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

It's not tempered
It's permanent 😅

paxant
Автор

Vaise toh kehte hai ki UV tempered 2-3 month ke period me change kr lena chahiye.
Vaisa krnese yeh problem nahi atii.
Pr maine 16 months ke baad nikala aur voh toh badi araam se nikal ayaa bilkul smoothly.
Aur meine mere dusre phone mein bhi ek UV tempered lagayi thi pr uska glue cheap quality ka tha aur voh toh 1.5 month ke baad jab Tempered thoda damage hua tha tab mein usse shop le gaya aur voh nikalneka naam hi nahi leraha.
TOH BHAI KEHNEKA TATPARYA YEH HAI KI GLUE ACHA LAGAYE AUR UV ACHESE PHERE.

isahilm
Автор

Curve display wala phone hi mat that's why s24 ultra meh flat display kar Diya

afk
Автор

Thanks for bringing this information out in public. Curved screen k liye tempered glass bane hi nhi hai, demand ko pura karne k liye kachra product bana diya hai manufacturers ne. Itni videos dekhi maine kahi bhi ye UV tempered glass pyaar se nhi nikalata. TPU screen protector ya PET Screen Protector best hai curved screen k liye. Utni protection na de par ye ek disadvantage toh hai curved screen ka par UV tempered glass k removal se 1000 times better hai. I hope logo ko kuch akal aaye.

jainakhil
Автор

😂😂experienced this with note 20 ultra. From that time using a normal self healing rubber type protector which works very well. Using since last 2 years . Even after scratch it will recover itself. Only problem is that spen doesnt works smooth 😢

harish
Автор

hello sir uv glass compulsory 3 month ke bad badalna padta hay .nahito wo permanently fix hota jata hay.ye sach hay kaya.
agar wo glass film protector par lagye to chlega kaya

differentthought
Автор

Plzzz
Bhai uv tempered jyda din ke baad hone se sahi nikalta nhi h to kya main company screen plastic ya membrane ke upar ise lga skta hu? kyuki is se ise nikalna asan hoga kya.
Aisa hi main vivo s1(but flat screen) ke sath glti se kiya tha plastic ke upar tempered lga diya tha but screen finger print achha kaam kiya

AbhaySingh-tdvw
Автор

Bro meri screen break h phone ki to uv glass lgana safe rahega liquid folder k under to ni jaega plsss reply ..

CuteBoy-gvit
Автор

Which one to use, jisame screen quality kam na ho

veer
Автор

Temperd chadhane ke bad ise kitne din mein change kar sakte hain

zeetalentmoviechannel
Автор

Main har roj 30 se 50 GB temple lagata hun aur maine abhi tak 10 se 15000 Yuvi temple Laga Diya hai per Aisa problem mere sath bhi bahut bar hua hai to ghabrana nahin hai bahut hi aasan tarike se yah temple nikal jaega bus ek kapde mein thinner ko display ke upar lagakar ragadte rahe ragadte rahe 2-3 bar karne se temple nikal jata hai

MrMrsRehan
Автор

Try removing with c-22 solution with cotton it will help

Vlogs_by_artist
Автор

I think the glue can be very safely cleaned with Isopropyl Alcohol. No need to worry.

debankur
Автор

Abhi 1 ghanta pahle hi apne naye phone pe lgaya hu uv tempered glass, kaash pahle video dekh liya hote

ASHUTOSHKUMAR-ynzh
Автор

4month se jyada bilkul bhi mat rakhna wo screen guard display pe, kyu ki glue pura display pe chipak Jaye ga, guard alag ho jayega but glue alag hi nahi hoga.
Mera pehle phone ke sath hua
Baki uv lagane se pehle khud gher se jo phone ke box me stickers( black strips box ke ander hi diya gaya hai ) di gayi hai laga lena side ke buttens, speakers, mic me taking liquid ander na jayee yaa phir tape lega Dena side me and phir dunkaandar se lagwa Dena guard
Kam price ka mat legana minimum 300rs ka hona chahiye .
Baki 3-4 month baad utar Dena duard ko warna muskil hogi .

SomExplainer
Автор

Bhai ye sirf old samsung ke phone me hota tha
Lekin ab jitne bhi curve phone aa rahe hai un sabka uv glass bhut asani se nikal sakte hai

Faisal
Автор

Uv glass lagan display ko koi problem to nahi hai na corve display hai iqoo z9s

PrinceKumarmaurya-ky
Автор

Bhai bhot simpal he opener thoda water lgaw bhot fast hat ta he

aabidkhatri
Автор

Waah aapki video openion bahut acchi hai.

sanketamdalli
Автор

Bhai uv tempered glass thiner sa easily nikal jata ha

Ravisingh-vkrx