Procedure where dispute concerning land or water crpc section 145 to 148 explain karantube crpc

preview_player
Показать описание
COMPLETE IPC KE LIYE APP DOWNLOAD KIJIYE

karan tube android play store app

karan tube iphone app
ORG CODE = COPZB

iphone/wab

explain chapter 10 with example and sections

CRPC 145. Procedure where dispute concerning land or water is likely to cause breach of peace
CRPC 146. Power to attach subject of dispute and to appoint receiver.
CRPC 147. Dispute concerning right of use of land or water.
CRPC 148. Local inquiry.

crpc 125 maintenance se bachne ka 100% solution

section 9

free main divorce kaise le sakte hai

msg me on instagram

all ipc sections playlist with example

all crpc section playlist with example

#section145to148
#karantubecrpc
#law
#chapter10
#crpc
#crpcnotes
#crpclectures
#crpc1973
#crpcbykarantube
#karantube
#lawclasses
#ipc1860
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Very nice and good, Suggestion, Information and Adviced, Necessarily Awesome Awareness State, National people's.

kamleshbarot
Автор

Bohot achhi narration he aapki
Very nice way presentation 🙏

adarshlaw
Автор

बहुत बढ़िया है, आप बहुत अच्छा पढ़ाते हैं, सीआर पी सी, आप की नई वीडियो नहीं आई,
कल आ जाएगी क्या, ?
धन्यवाद बहुत-बहुत धन्यवाद

JaswinderSingh-itox
Автор

Sir uthkrsh classes lete usme smjh nhi aata aapka video dekhte ek bar smjh aa jata h tysm sir 👍❣️

laxybhanwarsingh
Автор

Sir ji bhu Mafia jiska jameen bhi nahi hai vo jabardasti mere jameen par kabja kar rahe hai kaun sa crpc hoga

Ajit
Автор

145 सीआरपीसी किस अध्याय कीधारा है बताने कीकृपा करें

PrinceKumar-zblk
Автор

Sir mere prosi aage se hai usi ke jamin se Mera rasta hai vah rasta ko band kar diya co 147 ke tahta rasta ki anusansa v ki hai to rasta kab Tak chalu ho jayega

amarjeetpaswan
Автор

Sir executive mag of Subdivision Mag are the same...? Because in crpc the term mag is used for Executive Magistrate in sec 146 and u used the term Sdm... pls clarify

vinaytyagi
Автор

Sir ji agar kabja karnny valyi k pasc kooch bhi kagaj nhi h, fir bhi sdm usko hi kabja deta h to us kya liy kya kary, aaj risvatkhori h kooch bhi ho sakta h

RamsinghBharti-tlll
Автор

bhaiya new kanoon pr pura vidio banaeye khaas kr police ki invstigation ko lekar .. charsheet aur arest kb kr skti h police kin dharao me arest kr skti h new kanoon se .. pls jankari dijiye

vishnukashyap
Автор

Sir please
155 to 176 crpc videos link

PradeepKumar-mfzx
Автор

Me Jamin ek bandane kobja kiya aur civil courtme case kordiya, 3 salse case cholarahahe, iska pas ek unregistered kagojhe Jo usne ek tisre admise khorida, aur Mera Jamin se uska koi relation nahi. Ya jamabondime dusra kisika naam nahi, is halat me wo admi aur jaminko dire dire kobja korahahe, meine SDM ko complaint kiya, police report manganeke baad hearing hua aur documents dekhke bola uska document ka koi value nahi, baadme demarcation ke liye Circle officer ko likha saathme 145 crpc keliye bola. Ishalatme kóa me isjamin ka possession le sekunga? Kanoon kóa kehtahe?

SabirAhmed-dplg
Автор

Sir hum 2 Bhai he aur mumy mere bade Bhai ne makan Apne name rajistri Karwa li he mumy ke name bhi nhi karwai ab wo mumy AUR mujhe Jane ko bol rha he makan se plise help

SanjaySaini-iyqy
Автор

Hamara case civil court se Puri tarah mere hak mein mere hit mein ho gaya hai degree bhi ho gai hai uske bad bhi mere Tony mere property ka kabja nahin chhoda kya karna chahie main DM sahab ke yahan application lagaya tha property Khali karne ke liye tu mere samne ek bar mujhmein per FIR partition suit ka case dobara se dal diya ab

ms.rathourms.rathour
Автор

Sir hamne argi ki the dono ko bulaya lekin uske baad 4 mahine ho Gaye koi karvahi nahi hue ab Kay kare?

pravinzala
Автор

Jiski lathi uski bheja h aaj risvat ke dam par koi bhi fesla ho sakta h

RamsinghBharti-tlll
Автор

Sir ji for us vivadit jamin par kabja to kisi ka bhi nhi hona chahiye, sarkar ke kabjyi m hi rahana chahiye, agar koi 1 paksch ismy kabja karta hi rahata h to fir mardar hi hota h.

RamsinghBharti-tlll
Автор

sar, meri maliki ki jamin par padosi ne kabaja kar diya he USKO hatane ke lie kya karu

lalitbhai
Автор

Sir agar koi jameen ki boudry ke sath chhed chhad kare to kya karna chahiye

RavinderKumar-ribj
Автор

Aur Agar mere vipakshi team ne SDM ko Upar Niche Se paise coach De to, Aise Mein To vah, Usi Ke hi Sunta Hai na fir, Kyunki hamare pass to Itna Paisa rahata nahin hai ki Ham usse Jyada De kar usko Apne Taraf kar sake, to Fir Aise situation mein kya karna chahie😕😕😕😕😕

akkha.bhai-zjgo