Functions of Museum

preview_player
Показать описание
2nd topic
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

treasure trove act india me 1878 me aaya. jisme kaha gaya hai ki agar kisi bhi aam admi ko kisi tarah ka bhi treasure yani ki khazana milta hai jiska mulya 10 rupye se kam ho to veh usey apne pass rakh sakta h. par agar uska mulya 10 rupye se adhik hota hai, toh usey administration ko inform krna zaruri hota h. aisa nhi karne par uske against koi legal action liya ja sakta h. yani museum apne collections ya toh kisi se purchase kr sakta h, ya to vo museum ko mila ek gift ho sakta h, vo loan ho sakta h, ya vo kisi dusre museum se exchange kiya hua object ho sakta h, ya vo khazane me mila koi artifact ho sakta h.

COLLECTION: museum jis objective ke sath established hua hai, veh apne collection me bhi usi objective ke artifacts rakhta h. if a museum is representing evolution of railway, then it will keep artifacts regarding railway, if its for science and tech then it will keep artifacts regarding science and tech.

bhumikau
Автор

Please more video about archives and museum 🙏

dontcare
Автор

Plzz add info about appraisal of records .

ammarlari
Автор

Mam Museology ke baare mai thodi or knowledge btaao kyuki entrance exam h Museology ka to kya kya aayega usme

combat