Looking for medal🏅 in Sasural 😛Kar sewa tey kha mewaa...But Sasural mein sirf sewa hi sewa hay

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Quran is the solution to every problem
Before learning it my mom was the servant of her mother in law still she was ungrateful to my mom after learning Quran my mom doesn't do much for them just little for the sake of Allah and her mother in law loves her respects her and protect her from her own family madness
Allah is the controller of hearts
Quran is the solution❤
Read the book of Allah
How is it possible that Allah will not help

_Pretty_flowers
Автор

Apna dil bhi chir kr rakh do phir bhi tarif nhi hoti bs hr waqt sunte raho meri beti aisi meri beti waisi

arshiyajamshed
Автор

😂😂😂😂😂😂😂 bechaaari aurten idhar duniya ki tareef k liye sasuraal walon ki khudmat kar rahi hain.. 😎😎😎😎 meri ammi ne to sikhaya hai k beta har kaam har khidmat sirf allah ko raazi krne k lye krna...
Or alhumdulillah mai jitni khidmat krti hu.... 🎉🎉🎉🎉 Allah mere utna hi kareeb hota jata hai. ❤
Meri ammi ki tarbiyat pr muje fakhr hota hai.

dawahAk
Автор

Qsm sy yar ... Bhaar main jaye tareef jisy hasil krny k liye bnda apny aap ko nokar bna dy wo b na shukry logon ka 😢

amnaadnan
Автор

Betyon ko rukhsat krty waqt itna zaror kahen ..hum ny insan dekh k shadi ki hy agr wo janwar nikl aae to wapsi k darwaaze khuly hn .. betyon ko qurbaan mat kren Aabad kren

Girly
Автор

Allah sab bety ke naseeb ache kare ameen ya rabbul alamin

nargizshaikh
Автор

starting mein tareef se khush hojate hai. Baad mein granted lete hai. Only do as much your health can. Focus and give time to kids more. Give them priority. nobody will say much then. And don't keep much expectation once you have seen people. Just do your work, don't take it on yourself just focus on yourself kids

ha-nyqx
Автор

*i am INDIAN*
شادی کا لڈو ایسا ہی ہوتا ہیں، جسکے لئے لڑکی اپنے والدین بھائی بہن کو چھوڑ کر نئے گھر یعنی سسرال میں آتی ہے اور خاص طور سے شوہر کے طرف سے پہلے جیسی عزت نہیں ملتی تو اس لڑکی کی زندگی اچار سے بھی غیر گزری بن جاتی ہیں، اگر کسی کی بیٹی کو اپنے گھر لاؤ تو اسکی عزت کرنا چاہئے یہ گھر کی عزت ہوتی ہے کوئی نوکرانی نہیں ہوتی

Tech_Warss
Автор

Allah aapko khidmat karne ka jazaye khair de... Aameen

shahvarbagwan
Автор

Allah paak sabka beti ko ek acha sa hashbend de

shahnawazkhan-zboo
Автор

Sahi hai susral ma koie izaat nhi karta bs kaam karty raho.

hurain
Автор

Mai smjti ti sirf mery waly aisy jai mgr yaha to hr behn ki yahi dastan hai.apna ap bhool jao in nashukry logo k leay mgr ohr b khush nae hoty

hameedgul
Автор

Exactly mewa nahi hai sirf sewa hi sewa hai

ayeshaashi
Автор

True 😢 aur susral Waly phir b nhi Khush hoty bahoo sy chahy bahoo apny bachy rul dy ☹️🥺

muhammadelahi
Автор

Believe me jb koi amal khalis Allah k kiye kia jae to samraat bht jald nzr aaty hain r agr is liye kro k log khush hon to believe me kbhi khush nhe hongy, agr yahi khidmat Allah ki raza ki khatir ki jae to kaam bhi asaan hojaty hain r Allah susraal walon k dilon main narmi bhi paida kr dyty hain ❤❤ zaati tajruba hy

roojjbaba
Автор

Meri halat yehi hai same situation..joint family hokebhi aise Krna pdta hai😢😢

anjumsameerbotiyal
Автор

Jisnay video banaee h usko kaho bacha utha lay phir aata goundh lena behen😅

labaikyarasoolallah
Автор

Main tu alag e hogyi alhamdulillah ❤time py alag hogyi jub dil kare oth jati jub na kare leti rhti baby k sath koi fyda ni sath rehne ka batain e sunty aye ajj tk 😊

princesshibba
Автор

Sahi baat he ke umr bhar so na sakenge 😆😆😆😆😆

ansariakram
Автор

Sabar karo allah sabar karne walo k saath h inshallah ek din hamare bhi din badlenge

taskeenshaikh