Zakat Ka Hisab Karne Ka Asan Tarika | Islamic Information | Mufti Akmal | ARY Qtv

preview_player
Показать описание

Zakat Ka Hisab Karne Ka Asan Tarika | Islamic Information | Mufti Akmal | ARY Qtv

#IslamicInformation #ARYQtv #MuftiAkmal

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Very good brilliant perfect straight to the point … amazing … from Manchester uk …

annisaurangzeb
Автор

M hamla hu or delivery k din nzdeeq h koi agr mre madad krna chahy to plz

collectionworld
Автор

Mufti sahab business se aaye hue Total turnover se zakat niklegi ya only jo Profit hua hai usse niklegi?

Armankhan-urfn
Автор

Agr sona kam ho 7.5 to cash zada ho to kia sirf cash par zakat di jaa gi?

sidraghaffar
Автор

زکات دینی ہے سونا وغیرہ ہے لیکن اس وقت کیش نہیں ہے تو کیا کروں کیا کچھ مہینوں کے لیے آگے کر سکتا ہوں اور کیا ہر ماہ ایک اندازے سے زکات نکال سکتا ہوں

ikramrana
Автор

Or agar kisi ko deny ki garz sy pesy rakhy ho.jaheez wagera ky lea to.kea us par bi zakat hogi

sidraghaffar
Автор

Kyaa hisab laga kar hum paisy dskty hai?

IqraAli-qr
Автор

Ye Syed. KO q Nai Dy skty agar wo haqdar he to kia iss Ka koi evidence he ya sirf Pakistan mein Syed KO Nai dia ja skta

basitalitechnicalknowledge
Автор

Assalam o alaikum Janab Sayed gareeb hain toh kya woh gareeb hi raha jaye

shakirabegum
Автор

Zakat aurt 4 lakh tak azad kun ky 7.5 tola sona aur chandi mila kr kya 1:05 khyty ulema deen

farooquesheikh
Автор

Agar mere pass itna maal rakha hai jitne pe zakat dei jaa sakti hai lekin kuch mahino se mtlb Maan li jiye 7 8 month se mere pass 1 rupye ki bhi earning nahi ho paa rahi he to kya mujhe us maal me se jo rakha he pele se usme se ab bhi zakat nikalna wajib hoga please bata dijiye

BilalKhan-tpgw
Автор

Gandum ki amount 2 lakh ho to 40 sy divide kr k 5000 Banta h right ?yehi zakat deni h na

najamkazmi-gfrs
Автор

CPF(jo amount salary se kat kar companies save kar k rakhti hai)per LIC par Zakat nikalna hai ya nahi

anwarulansari
Автор

Kya share bazar me invest Kiya huwa paisa ka bhi jakat nikalna chahiye

nazmulhussain
Автор

Agr bchun k jahyz k liye sona rkha hoa ho tu us ki zkat ho ge kia????

AbdulHadi-cehr
Автор

Mufti sb mera joint acount h bank me husband k sath tu kia me zakat un peso pr de sakti ho ya mere husband hi de ge

amnaurooj
Автор

Is tarh hr aurat 4lakh ki milkiyat rakh sakti hai

farooquesheikh
Автор

Main akeli tane tanha hun mera Koi kamane wala nahin hai jo maine job ki thi usmein se jo Paisa tha vah maine homework mein rakhva Diya usmein se jo kharcha hota hai vah main kharcha Karti Hun to usmein se main shikayat de sakti hun kya

naheedkafil
Автор

Jis tarahse Sayed ko zakat haram hai kya Hashmio ko bhi haram hai ya nahi ?

faizanrasheed
Автор

Mufti sahab 1 lakh p kitni zakat farz h

MuhammadBilal-tlbv