Woh Meri Neend Mera Chain Lyrical - Hum Hain Rahi Pyar Ke | Aamir Khan, Juhi Chawla | Sadhana Sargam

preview_player
Показать описание
Relive the feeling of heartbreak, with the song 'Woh Meri Neend Mera Chain' from the movie 'Hum Hain Rahi Pyar Ke' starring Aamir Khan and Juhi Chawla. Sung in the soulful vocals of Sadhana Sargam.

Stay updated with latest videos from Tips Music, Subscribe on below link

Available on:

Set 'Woh Meri Neend Mera Chain' as your Mobile Callertune (India Only)
Vodafone Users Dial 537651649
Airtel Users Dial 5432111067566
Idea Users Dial 56789651649

Song Credits:
Singer: Sadhana Sargam
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Graphics : Prem Graphics PG.

Movie Cast & Crew:
Producer: Tahir Hussain
Director: Mahesh Bhatt
Cast: Aamir Khan, Juhi Chawla

Song Lyrics:

Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do

Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do
Woh Mera Pyaar Mera Dard Mujhe Lauta Do
Neend Jitni Bhi Maine Khoyi Hai
Chain Jitna Bhi Maine Khoya Hai
Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do
Woh Mera Pyaar Mera Dard Mujhe Lauta Do

Ek Maasum Dil Hai Aur Sitam Hain Kitne - 2
Is Muhabbat Ke Siva Aur Bhi Gham Hain Kitne - 2
Mere Ishq Ka Imtahaan Yun Na Lo
Tumhen Hai Qasam Meri Jaan Yun Na Lo
Khwaab Jitane Bhi Mainne Dekhe Hain
Yaad Jitana Kiya Hai Maine Tujhe
Woh Mere Khaab Meri Yaad Mujhe Lauta Do
Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do
Woh Mera Pyaar Mera Dard Mujhe Lauta Do

Ye Meri Bhool Thi Jo Maine Tujhe Pyaar Kiya - 2
Na Milne Wale Mohabbat Ka Intazaar Hai - 2
Ye Kya Rang Laai Hai Meri Wafaa
Mili Hai Mujhe Kis Liye Ye Saza
Teri Chaahat Ki Pyaas Thi Mujhako
Tujhako Paane Ki Thi Umeed Mujhe
Woh Meri Pyaas Woh Umeed Mujhe Lauta Do

Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do
Neend Jitani Bhi Maine Khoyi Hai
Chain Jitana Bhi Maine Khoya Hai
Woh Meri Neend Mera Chain Mujhe Lauta Do

Woh Mera Pyaar Mera Dard Mujhe Lauta Do
Woh Mere Khaab Meri Yaad Mujhe Lauta Do
Woh Meri Pyaas Woh Umeed Mujhe Lauta Do!

#AamirKhan #JuhiChawla #SadhnaSargam #WohMeriNeendMeraChain #HumHainRahiPyarKe

Join Us On
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

*Kon Kon Ye Song 2024 Me Bhi Sun Raha Hai* 😢😢😢

TigerAshishYT
Автор

Ye meri bhul thi jo maine tujhe pyar ki, 🥺💔🥺, This line has been touched my heart ❤️💘💔

RobiulIslam-uxhf
Автор

Wo meri neend mera chain muje lauta do yaar sachi mein lost sleep lost everything 😭😭

lovelyashy
Автор

Na milne wale mohabbat ka intajaar kiya 😢😢

heenashaikh
Автор

Even today this song will be in the favorite list of 90% of people.

antimgupta
Автор

Ek masoom dil hai aur sitam hai kitne its just a magical words that touched my heart .... i love these lyrics, music, voice everything.... wonder song

sattarshaik
Автор

Na milne wala mohhbatt ka intezar kiya🤣

rambesra
Автор

Ek Masum dil hai aur sitam hai kitne 🥺

ishita
Автор

Teri chahat ki pyass thi muzko, Tuzko pane ki thi umeed muze, just a mind blowing line yrr, it's killed it my heart

sarfarajsheikh
Автор

हज़ार फेरे लगाए उसकी गली के
लेकिन कोई किस्मत वाला 7 फेरो
में ले गया😢😢😢😢😢🌷

todMurphy-bedd
Автор

Sidhe dil bale larka to pyar ke layak nahi hota kyuki unko larkiya gali Or dhoka dono deti hai. Uper se sari galtiya unko he thopti hai.

kanhaiyasingh
Автор

Ye meri bhul thi jo mene tujhe pyaar kiya ❤️ super line👍

latashrivastav
Автор

Ye meri bhul thi jo maine tujhe pyar kiya 😢😢😢😢😢😢

saliniyadav
Автор

‌बर्फ का वो शरीफ टुकड़ा जाम में क्या गिरा..
बदनाम हो गया..
देता जब तक अपनी सफाई
वो खुद शराब हो गया

NADAAN_PARINDA-bv
Автор

💔میری زندگی بھی اس قبرستان کی طرح ہے💔
💔جہاں لوگ تو بہت ہیں مگر اپنا کوئی نہیں💔Silent life

msalman
Автор

Aaj kisi ki bahut yaad a rhi hai 😔 I miss you 🥺😭💔💔

shabnammalik
Автор

😢😥🤤😭 bahut accha kahen Beautifully explained the sadness of love

FunWithAnam
Автор

Love you s...❤






S..




S....




S..❤love you..❤s..

riteshkumar-gbtp
Автор

Yeh meri bhul thi jo maine tujhe pyar Kiya-Favoutite Line.

raeesahmad
Автор

I am Super fan of Sameer Sahab. Kya Golden Era tha wo.

arman