Company Cancellation Nahi Kar Rahi Visa 😥 Resignation Deya Ap Nee ? Big Issue Of UAE Residents

preview_player
Показать описание
#dubai #mydubai #uae #burjkhalifa #downtowndubai #dubailife #visitdubai #viralvideo #sharjah #burjkhalifa #thearticialman #dubailife #dubaiblogger #uaelife #hiring #love
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bahi ap ke ya bat boht اچھی lagi ky کمپنی ky log bhot سینے ہوتے ha .bai good working.

umairakram
Автор

Great work brother.
Bold brother ❤️❤️❤️ Veera 👍

rehanrocks
Автор

Q k dusri company waly bolrahe hain jald sy jald cancellation paper lekar a jao ham ap ka agla veza Shuru Karen

naseerstudio
Автор

Bhai same mera bhi yahi hai mera visa July me end ho gaya lekin abhi tak cancel karne nahi kiye company ne

SanjeevKumar-
Автор

Aoa sir mughy duri compni mn a6i job meli hy mn ne rezain mara hoaya hy taqreban 6dys ho gay hin main ni to inhain jaldi cancal karny ko bola hy

naseerstudio
Автор

Same thing happened with me 50 day after region still at room not yet cancel visa😢

mohammadsufiyanfarooqui
Автор

bhai agr cancal ho jany us k bad campany kitny din thk room m bitha skti ha plz Bata skty hn kia

muhammadaaamza
Автор

Assalamoalaikum Sir mein 7 month SE UAE mein hun company nah job dy rahi nah he salary dey, mene finally Labour court mein case file Kiya tha, waha SE mujhey tasheel NE Kaha k app ko cancellation letter dedengy

yasirtariq
Автор

Sir plz reply
I am an indian
Mam
If my company wont cancel my visa
Then govt(mohre) will cancel the visa.

Plz reply sir
I reported to mohre.
Plz reply sir

DheerajNihaan
Автор

Sir resignation submit krne k baad kitno dino k under passport company ko dena chahiye last or visa cancellation paper kitno dino me dena chahiye

armansahil
Автор

Bhai kuch aisi compny hai jo kisi bhi law se nhi darti. Or employer pe or bada azab nazil ho jata hai
Or ministry bs counter 1 to 30 bs round lagwati hai

AamirKhan-ngte
Автор

Sir mere ooper lebaor ban hai..
Aur ab kafi Dino k baad company ne visa cancel Kar Di hai..
Aur mujhe Ban remove karane ke liye passport chahiye .aur company vale bol rahe hai ke tickets Kara Kar laao aur aap Ka passport Hamm airport par hi denge
plzzzZ help me..🥺🥺🥺

shahbazhashmi
Автор

مجھے یو اے ای میں ائے ہوئے دو مہینے ہوئے تھے میں نے اپنی فیملی بھی اسپانسر کرکے لے ایا تھا ابھی ان کی ویزا پیسٹنگ نہیں ہوئی تھی کہ کمپنی نے میرا لیبر کارڈ کینسل کر دیا

miannaveedsikander
Автор

Shey bat hai sir char bar notice deya

MuhammadYasir-wyzl
Автор

Sahi aa g buhat kam madda kardi company rab v hai nahi atte

jaspallalka
Автор

Bhai appne Labours ke favor mai to baatadiya achi baat hai but UAE bhut sarey company ke owners Labour ki waja se safar kar rahe hai, Jaise hi company ne visa lagayi wuney company chor kar dusri company join karni hoti hai 200-300 Dirham ke chakar mai jo company ne inhe pehle visa lagayi wuski to lag gayi kyunke ekk visa lagane mai company ko 5000-6000 kharch hota hai aur agar employee 6 month ka probation ke bad chor raha hai to legally wo Sirf notice period serve karke Nikal jayega aise logo ki waja companies her labor ke sath sakhti karti hai agar contact sing karke join kiya hai to contact pura karo nake 200-300 ke chakar mai bhagte raho

mohammedmoyeenuddin
Автор

Bhai aapka vidiyo sahi laga sunke lekin kitna nambar par kidar kamplen garnega bayaygato achha hoga

ombahadurmalla
Автор

Hello sir mai abhi india se aaya hu ajent ne 2 month employees visa pr aaya hu magar company sahi nhi hai isliye mai visa lagwana nhi chahta hu magar company 2200 aed visa ka charge mang rahi mai already india me hi 64000 de kar aaya hu visa aur ticket ka paisa de diya hu

Industrial_electricalEngg
Автор

Bhi me 15 sal se company me kam kar raha ho.abhi 16 mahine se meri company ne .apni dosri company me visa lagya hi.mere ko end service bhi nahi de .abhi me cancel jana chata ho.2 mahine se letter diya hi .nahi kar rahi

manojkumawat
Автор

Bhai hamari company me sunday ki chutti hoti he or lekin ye duty dety hn aj sunday 8/10/2023 me nahi gya to foreman ne meri 2 chutti cut ka message kiya company group me kya btay gy me complain kar sakta hu is issue me ya ye koi rule he uae ka

malikhamid