Zakhm Chupana | Mir Hasan Mir Nohay 2022 | Muharram 2022/1444

preview_player
Показать описание
Zakhm Chupana | Mir Hasan Mir Nohay 2022 | New Nohay 2022 | Muharram 2022/1444

#ZakhmChupana ‪‎#MirHasanMirNohay #Nohay2022

Noha | Zakhm Chupana
Recited By | Mir Hasan Mir
Written By | Janab Mir Takallum
Composition By | Raza Shah
Audio Mix & Master | ODS Karachi
Video & Editing By | Ali Arman - TNA Production
Translation | Ahmed Virani (USA)
Creatives | Yousuf Haider ☆ YH Creative
Chorus | Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan,
Amanat Ali Khan & Ghulam Abbas Khan
Special Thanks | Janab Khurram Murtaza (Lahore), Janab Akbar Abbas Sahab, Janab Shabih Jafri

|Watch More Videos|

► 2022- 1444 | Nohay Album


► 2022 - 1444 | Ya AbalFazl (as)

► 2022 - 1444 | Mah e Muharram (Chand)

► 2022 - 1444 | Bekasi

► 2022 - 1444 | Khususi Kalam

► 2022 - 1444 | Tedi Masooma (sa)

==============================
Follow Us On Our Other Social Media Channels: -
==============================

************************
●Official Announcement Mir Hasan Mir Official©:
Uploading any of our audio & visual content on any website, channel and on social media without our permission is a copyright violation which is a criminal offence and penalties include fines and prohibited as these all are registered under MirRecords© Under Section Copyright Content Act. Mir Records will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues.
All rights reserved with MirRecords ©

●Graphics Section ©
Copying of all Other Social Media Graphics Work Which Included Posters , Banners , Flyers & Logo's are registered under Sar Creative © Under Section Copyright Content Act. Mir Records will not be responsible if any of your website channel or social media platform will be down by social media company due to copyright issues.
Noha By Mir Hasan Mir | Mir Records
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

نوحہ خوانوں میں جو عقیدت اور عاجزی میر حسن میر میں پائی جاتی ہے وہ کسی اور میں نہیں یہ مولا کی منظور نظر نوحہ خواں ہے مولا حسین بادشاہ ان کو اپنی حفظ و امان میں رکھے آمین

sayedkasran
Автор

Akbar Ne Sina Khai Hai Unko Na Batana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

1) Kis Tarhan Se Dekhein Gi Wo Hum Donon Ki Ghurbat
Wo Roye To Aa Jaye Gi Khaimo Main Qayamat
Main Zakhm Chupa Leta Hoon Tum Ansoon Chupana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

2) Tasweer e Muhammad Hai bade Nazo Se Paali
Mar Jaye Na Khaimo Main Meri Palny Wali
Har Giz Ye Mera Hath Na Seeny Se Hatana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

3) Mari Hai Sina Seny Pe Ye Keh Ke Laeen Ne
Phoolon Ki Tarhan Pala Hai Akbar Ko Phuphi Ne
Lashy Pe Abaa Kahimoon Se Pehle Hi Udha Na
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

4) Is Baar Shahadat Ko Utha Le Gi Imamat
Bhai Se Chupana Nahi Ek Bhai Ki Ghurbat
Sajjad Ko Tafseel Shahadat Ki Suna Na
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

5) Mamta Unhein Lashy Pe Mere Laye Gi Baba
Be Sakhta Wo Mujh Se Lipat Jaye Gi Baba
Mumkin Ho Tu Lashy Se Unhein Door Hatana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

6) Ju Khak Bhari Hai Mere Balon Se Chura Do
Chehre Pe Laho Hai Mere Daman Se Hata Do
Wo Zidd Ju Zyada Kary Bas Chehra Dekhana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

7) Yoon Naiza Sitam Gaar Ne Mara Mere Baba
Pehlo Bhi Shikasta Hai Hamara Mere Baba
Yaad Aay Ga Dadi Ka Unhein Zakhm Purana
Baba Phupi Amma Se Mera Zakhm Chupana

8) Is Haal Main De Sabr Khuda Bint E Ali Ko
Akbar Ka Salam Akhri Keh Dena Phuphi Ko
Zinda Bara Mushkil Hai Mera Khaimy Main Jana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

9) Har Baat Meri Apki Behnon Ke Liye Hai
Bas Ek Wasiyat Hai Meri Sughra Ke Liye Hai
Laa Kar Khat E Sughra Mere Lashy Pe Sunana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

10) Dam Todte Akbar Ko Na Pohanchy Koi Sadma
Muh Pher ke Yoon Rote Ho Maloom Hai Baba
Par Samny Sadaat ke Ansoon Na Bahana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

11) Hayeee Us Akhri Hichki Me Taqallum Hoa Mehshar
Ary Akbar Ne Kaha Hath Ju Peshani Pe Rakh Kar
Loo Hum Ko Ijazat Do Hamy Door Hai Jana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

SyedMohdMohsin-vhkx
Автор

جوان بیٹے کے خون سے جو کربلا لکھے
کتاب عشق میں اُسے حسؑین کہتے ہیں

MRAJVLOGS
Автор

hero-app-logo
Nauha Lyrics

Search Lyrics...

Zakhm Chupana
- Mir Hasan Mir (2022)

Akbar Ne Sina Khai Hai Unko Na Batana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

1) Kis Tarhan Se Dekhein Gi Wo Hum Donon Ki Ghurbat
Wo Roye To Aa Jaye Gi Khaimo Main Qayamat
Main Zakhm Chupa Leta Hoon Tum Ansoon Chupana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

2) Tasweer e Muhammad Hai bade Nazo Se Paali
Mar Jaye Na Khaimo Main Meri Palny Wali
Har Giz Ye Mera Hath Na Seeny Se Hatana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

3) Mari Hai Sina Seny Pe Ye Keh Ke Laeen Ne
Phoolon Ki Tarhan Pala Hai Akbar Ko Phuphi Ne
Lashy Pe Abaa Kahimoon Se Pehle Hi Udha Na
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

4) Is Baar Shahadat Ko Utha Le Gi Imamat
Bhai Se Chupana Nahi Ek Bhai Ki Ghurbat
Sajjad Ko Tafseel Shahadat Ki Suna Na
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana


5) Mamta Unhein Lashy Pe Mere Laye Gi Baba
Be Sakhta Wo Mujh Se Lipat Jaye Gi Baba
Mumkin Ho Tu Lashy Se Unhein Door Hatana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana


6) Ju Khak Bhari Hai Mere Balon Se Chura Do
Chehre Pe Laho Hai Mere Daman Se Hata Do
Wo Zidd Ju Zyada Kary Bas Chehra Dekhana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

7) Yoon Naiza Sitam Gaar Ne Mara Mere Baba
Pehlo Bhi Shikasta Hai Hamara Mere Baba
Yaad Aay Ga Dadi Ka Unhein Zakhm Purana
Baba Phupi Amma Se Mera Zakhm Chupana

8) Is Haal Main De Sabr Khuda Bint E Ali Ko
Akbar Ka Salam Akhri Keh Dena Phuphi Ko
Zinda Bara Mushkil Hai Mera Khaimy Main Jana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

9) Har Baat Meri Apki Behnon Ke Liye Hai
Bas Ek Wasiyat Hai Meri Sughra Ke Liye Hai
Laa Kar Khat E Sughra Mere Lashy Pe Sunana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

10) Dam Todte Akbar Ko Na Pohanchy Koi Sadma
Muh Pher ke Yoon Rote Ho Maloom Hai Baba
Par Samny Sadaat ke Ansoon Na Bahana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

11) Hayeee Us Akhri Hichki Me Taqallum Hoa Mehshar
Ary Akbar Ne Kaha Hath Ju Peshani Pe Rakh Kar
Loo Hum Ko Ijazat Do Hamy Door Hai Jana
Baba Phuphi Amma Se Mera Zakhm Chupana

Fatima_Mariyam
Автор

اکبرؑ شہید ہو گئے اٹّھاراں سال میں
تئیس سال کا ہُوں میں کیوں زندہ ہُوں حُسینؑ
دانش عباس دانش😭😭😭😭😭😭

danishabbasdanish
Автор

علی اکبر تیرے جانے کے بعد اس زندگی پہ خاک ہے

sabkulhusain
Автор

Ya imam hussain a.s aap ko ali akbar a.s ka wasta sab ki mushkil asan farma sab bemaroon ko jldi se sefa ata farma🙏🤲😭😭😭

aminraja
Автор

اس بھار شہادت کو اٹھا لے گی امامت
بھائی سے چھپانا نہیں اک بھائی کی غربت
سجاد ء کو تفصیل شہادت کی سنانا
بابا پھوپھی اماں سے میرا زخم چھپانا
ھاے علی اکبر 😢😢😢😢

maqboolhussain
Автор

"ہمیں غرور ہونا چاہئے اپنی تخلیق پر
اللہ نے ہمیں حسینی بنایا ہے"❤️‍🩹🙌
#Alhamdulillah😍

aamirabbassheikh
Автор

Rony py fatvy lgaany walo ye suno shahdaty jnab akbar A.S 💔😭😭😭😭😭

tuqeerhasan
Автор

Hayeee💔💔💔😭😭😭😭toood Gaya mara kamar aj ya masloom ya ali Akbar 💔💔💔💔💔😭😭😭😭😭

Wanderingintheplace
Автор

Mola 😢mery Liye asanian krey 😢😢😢 bht pareshn hon ar jb pareshn hoti hn to apko Ali Akbar ka wasta deti hn😢

SakinaAbbas-ku
Автор

Maula, apk Akbar as k boht armaan hain, haye Maula😭😭😭😭😭😭😭

seemabzahira
Автор

آپ جیئیں سید
آپکے ہر ایک نوحے میں رنج و مصائب ہوتا ہے 😭
Best NauhaKhuwan in the world
Allah apko apne Hifz o aman main rakhy or Bibiس Qubool farmaye apkii nokrii 🤲

gileeto
Автор

حر ع کے بیٹے کی لاش پر شبیر ع روئے تھے بہت
اب تو لاش اکبر ع ہے خدا خیر کرے 😭

raqeebbangash
Автор

اسلام عليك يا ابا عبدالله الحسین علیه السلام

zainab-ozel
Автор

بہت پر درد نوحہ ہے
جناب سیدہ آپ کی محنت قبول کریں اور مزید تاثیر عطا کریں تاکہ آپ کے نوحے سن کر ہماری آنکھیں ہمیشہ غم حسین میں برستی رہیں 😭😭

IrfanNaQvi
Автор

Purdard nauha....
Mir hasan mir...
Aapko maula salamat rakkhe

m.a.karadia
Автор

Haye Haye Ali akber Haye Haye bibi sani e zehra 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😥😥😥

dueezehra
Автор

Kya painfull voice hai moula pursa qobool kary

ktsongs