TATA Ace Starting problem/exileter fail/start band kiun

preview_player
Показать описание
TATA Ace Starting problem/exileter fail/start band kiun hota hai ? chhota hathi
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

White smoke pe bhi video banaye aap kafi knowledge wala hata hai thanks bhai

aakashyadav
Автор

Bhai pickup bhadane ke liya clock wise ghumana hai ya anti clock wise

sadikkhan-gykh
Автор

Mere pass Tata ace xl h, jis per company ki or se 12 inch ke tyre diye gaye hain main use per piche ke 2 wheels ko badal kar 13 inch ke rim aur tyre laga diye aur front mein 12 inch ko hi rahane Diya h, tu kya isase gadi ke performance per koi asar dalega Kiya, ya fir mileage kam milega kiya

mdshahbuddinansari
Автор

Is gari ka high pressure Pump advance return system nehi hai kiya(high pressure pump up and down system)

supradipdas
Автор

Thanks for these videos, it's totaly useful to us.. good job bro keep it up 👍
And your whatsaap Group already full so we cant Join ~

sandeep_kumawat
Автор

Bhai hamne dicor tampu ka engine hatwakar sada tampu ka dalwa liya sahi kiya

mukeshchandyadav
Автор

Apnadar ay job khub valolaglo ami akjon mistire akta tata ace pikab engin gorom hole start problem ar somadhan ki please

sobahanmia
Автор

जबरदस्त सर जी white smoke per video baneya ga

ashwan
Автор

Bhut hi learning videos bnate hai aap thankeu

HardeepSingh-xqnh
Автор

Bhai jo naya bhi gade ho to wo bhi agar let res ho jesa exselitar di or wo thoda let res ho to kya problem hai

S.M.Alignment
Автор

you are number one engine Mistri I like you bro

nomanhossan
Автор

Asraf Bhai mere gadi ka yahi problam thha start hokar band ho jata thha maine apni najdiki ke garrage main gadi dikhaya mistri ne sleter race speed bada diya ab gadi band nahi ho rahi hai sleter speed bada dene se koi setting kharab to nahi hogi baad main koi problam to nahi hogi asraf bhai

farjankhan
Автор

Black smoke nikle to kya kre bro & iska clutch plate k bare me bhi vedio bana o bro

gamingwithdv
Автор

Namaste asraf Bhai, asraf Bhai Meri Tata indigo me subah subah start nahi hoti h heater plug diesel filter sab Naya dal Diya h par Bina petrol sughaye start nahi hoti h ek baar start hone k baad bhi accelerate full press Karne par bhi pickup thoda late leti h aur accelerator se pair turant hatane par band ho jati h . Back compressor nahi h kuch der chalane k baad speed pick up deti h par agle din phir se wahi problem no start. Pump service karaye ya 4mm lnkey se adjust ho jayega.

saurabhtripathi
Автор

If black smoke n not pickup properly. What default maybe?

nabachandramoirangthem
Автор

टाटा एस HT bs 3 गाड़ी शुरुआत में स्टार्ट करने के बाद थोड़ी देर बाद एक्सीलेटर काम करता है तो बॉस पंप का काम हो सकता है क्या और कोई प्रॉब्लम हो सकता है

bablusontakke
Автор

Sir, Tata Ace garam hone pr chalu nahi hota Kya problem ho sakati he, 15-20 minit chalu hota he.

ramzanshaikh
Автор

bro tata ace start hote he apne aap race pakad leti hai to aap bata sakte ho ke kiya problam hai aur apne aap he fr normal race me aj kata hai

gopibhullar
Автор

Thanks bhai, ye adjust kaha se ho raha hai pump ke neche se.please reply sir.

sanjaysharma
Автор

Diesel filter kitane dinoke Bad cheng Kare

ganeshgawale