QALAM - AHSAN ft. @TalhahYunus | Prod. RITHMETIC | Official Audio

preview_player
Показать описание
Official Audio From the EP "Khaas"

♪Available on all major platforms ♪

Written / Performed : AHSAN, Talhah Yunus
Music : Rithmetic
Mix/Master : Jokhay (Umair Khan)
Artwork :Naveed Bkr

Connect:

AHSAN:

Talhah Yunus :

Naveed :

RITHMETIC:

Umair Khan:

© All Rights Reserved, AHSAN, 2021
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Lyrics:
Verse (Ahsan) :
Lafzo sy khelun jesy khaan khelain raag sy
Married to the game game ka main maarley
Hum dono main farak ayy tabhi rakhy faasly
Hum bethy arash pe aur tum neechy khaas ryy
Ki hustle ayy choty ye mehnat ka phal
mila kal nahi
Lekin main banda nadar bay qadar nahi
Jaani Jo mushkil pary to nikalty hal Bhai
Chal Bhai Lil Wayne waali feel lyy
Meri class main tou beth thora seekh lyy
Ezzat kmai jaani shows kiye free main
Ye mera art lekin leta nahi fees bey
Suno PAC ko repeat pe
Jo saary sath Real 4 khary 20 pe
Main betha 6 number fire karain weed yeah
Sath wo Jo laya anjum ko beat pe
Air plane mood betha K2
Aabi J role kary mery sath bethy phase 2
Bajy j Cole hoi gun load goal Uddy control Mery bars phassy en ky earhole
Gujranwala sy k town
Aish sy hy bhra dashboard
Kro breakdown
Lafz mery bhaari
Main likhaari
Bary bary peechy chory hain khelari
Mery aagy saary rap god lagty hain anari
Kaano main qawali jaani subha ky hain 4 bajy
Dety thy Jo gaali jaani wo Bhi saaly haal pochain
Pait mera khaali lekin jaib main hain 5 patty
Chor diye kaam jaani jin ky thy anjaam gandy
Maine kashti lgai ayy kinary pe
Hip hop bjaya hay jaani akhary main
Hustle hi ki hay nai dhoondy sahary
Khuda pe bhrosa ye khuda Bhi jaany
K town mujhy back kary
Bandi boly smack karain
Kholy Maine qaid khany
Nahi en ko chain pary
Bna main to trendsetter
Follow mera trend karain
Urdu rap ka raggu
Poory Shehar pe hum raaj karain
Real saary saath rakhain
Galtiyo ko yaad rakhain
Gaany mery sun sun
Hassad sy ye kaanp uthy
Gunnah jaani lakh karain
Lekin jaani yaad rakh
Galtiyo sy seekh ky hi aaj jaani yahan khary

Hook:
Qalam aur kagaz bhi ho rahy garam
Kamyaabi ko dekh enhain hoti hy jalan
Ye jaahil jo hip hop main la rahy dharam
Bhai mehnat sy hota hay khuda ka karam
Main laga raha jaani chori nai hustle
Ab jo bhi main karu sab krty hain pasand
Kal ezzat ki bhook aaj usi ka bharam
Ab hip hop ky zakhmo pe rakhu main marham

Verse (Talhah Yunus) :
Mai kalla ka gawah banu
Mai logon ka bhalla karu,
Har ghalti ko mana karu
Har zakhm ki dawa banu,
Sab chahte mai Talhah banu,
Bheer mai bhi tanha rahu
Khud ka mai sagga rahu,
Ghar ka mai bara banuu,

Kar meri qaza qubool,
shukar ada karu,
Kia ye khata qubool,
jungen fatah karu,
Apni raza se duur,
kia mai fazaaa par huu?
Piye saza k ghoont,
mai is jagah par kyun?

Sarr phirre, hum tou dunya se larr paren,
Khole humne sarr baray, jab bhi lagay garbar hai,
Sarr charren, ye kamatay mere bal par hain
Urdu Rap ki pehchaan nai hum jarr banen,
Bill bharen, zimmedari len, woh fard banen,
Sun yehi lafz mere parr banay,
Un k rokne se pehle hum chal paray,
Shayari mai dard bharen, ghar k hum mard banen,

Baap mere bola beta raaton ko na jaag tu,
Pooray kiye khuaab sochu daray mujhse khuaab kyun?
Saari saari raat rehta hai tu ghar se baahir kyun?
Bachi na koi aarzu, tou charre mujhe khaar kyun?
Kaghaz ko mai aag du, chahu tou tujhe gaarhdu,
Par Kese apne andar k is artist ko mai maardu,
Ilm apna baant du, har girrtay ko hath duu,
Bhonktay ab sath kyun ye kutte mere paltu?

Mera flow jese Buggati beta bhaagta raha,
Gaanay phenkne wala mai zamana poora jaagta reh,
Chahte wo bhulaaana hum ko, dil se dil ka raabta ye,
Ghumen humein ameeron mai, na dikhe unhe daagh mere,
Karachi chaati pe, jani mai Alamgir bhi
Chalrahay wo taachi, Mai Raja mai Wazeer bhi,
Deta inhe dheeel bhi mai deta inhe deals bhi,
Duur se hi jaanch len, Ye ankhen jese cheel ki.

Hook:
Qalam aur kagaz bhi ho rahy garam
Kamyaabi ko dekh enhain hoti hy jalan
Ye jaahil jo hip hop main la rahy dharam
Bhai mehnat sy hota hay khuda ka karam
Main laga raha jaani chori nai hustle
Ab jo bhi main karu sab krty hain pasand
Kal ezzat ki bhook aaj usi ka bharam
Ab hip hop ky zakhmo pe rakhu main marham

AHSANASIFMUGHAL
Автор

The saddest part is, no-one is talking about RITHMETIC for such an amazing beat. Big up to RITHMETIC for a masterpiece. TY and EHSAN are indeed great 💕🔥

arhaanmanzoor
Автор

"Saath Wo jo Laya ANJUM ko beat pe"
Depression Refrence 🙌🔥

aahadisss
Автор

2:24 - 2:55 never thought TY's voice can be this much soothing

aliyan._.
Автор

After This Heard, I'm Sure pakistani Rap scene Ready to goin Take Big Place on International Level 💖 Big Appreciate Man 🥀 Keep Goin LOVE FROM INDIA 🇮🇳🇮🇳💕

themorningstar
Автор

India se pyaar aur pyaar hip hop se no Dharam

ashoknande
Автор

I don't know who are you but if Yunus has collaborated with you then you must've something in you!🔥🔥🔥💯💯💯

akashsingh-mpnr
Автор

Only Pakistani rap song which i had in my phone.. truly kaint🔥🔥

_Harshchib
Автор

The vibe talhah yunus is delivering in his verse is undescribable 🥀🥵❤️

samibaloch
Автор

When yunus says urdu rap ki phechann nii hm jad bane 🔥🔥 yunus mean it

shoeabkhan
Автор

Bap Mera bole beta raton ko na jag tu legend ty this song gives goosebombs bro @talhahyunus

hamoodseraiki
Автор

Came as a admirer of Talah Yunus but went back as admirer of both Ahsan and Talah Yunus🔥🔥

keshavmittal
Автор

Hustle hi ki hai nai dhoonde sahare....🔥🔥🔥💯💯

rakshagurjar
Автор

"Pure karoon khwaab sochu dare mujhse khwaab kyu".
Goosebumps bro🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥

himanshubaid
Автор

God Gifted ! Talent

Not everybody have this talent !

ramz-a-phai
Автор

“Meri liye koi bhi artist bhi chota nhi, mai aaj bhi chill jaisay snoop dogg!!!”-talha yunus💯

hashiransar
Автор

Yunus Never Disappoint Hamesha ki Trah Tabahi... ❤️❤️❤️

abdulmoeed
Автор

Yaaar yaaar yaaar yaaar
I don't have any words

worldofvideosofficial
Автор

evryone talking about ty but no one is talking about AHSAN his flow though, also jokay umair RITHMETIC best 100

astrooo
Автор

That's The beauty 😍 of yougstunner they don't give a Fuxk about Views they're Support All artist
Once a legend says: Ganey Karun Sirf In K Sath Jo Karty Khul K BaT

HaiderKhan-zfgr