3,000 Years of EID | Non Muslim Reaction

preview_player
Показать описание
#eiduladha #bakraeid #allah #hajj #swaggyd #indianreaction

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Ibrahim( as)nabi 4000 saal pehle aye and Muhammad (SAW)nabi 1400 saal pehle aya . Qurbani Ibrahim (as) ka sunhat h. Ye tab kuch log karte the.. yahoodi (Jews present) Muhammad( saw) unhone ane k baad pura jahan m Muslim k liye yeh qurbani sabke liye sunnat bana diya . BTW I am not good at hindi, I know only Bengali but I do my best so that you can understand.

BHODROSOITAN
Автор

Prophet Ibrahim (A.S) came 4000 years ago while Last prophet Muhammad(S.A.W) came 1400 years ago.❤

videoaesthetic
Автор

prophet ibrahim 4000 saal pehle aye the
2500-2600 years baad wo bhool chuke the and then
1400 years ago prophet Muhammad SAW came and that started again

azlanshah
Автор

16:10 wo nabi humare pyaray Nabi Hazrat Muhammad SAW thy ❤

AhmedKamrannn
Автор

1400 years se mtlb JB prophet Muhammad ka zamana Shuru hua JB se Quran nazil hua

poolstars
Автор

1400 saal pehle Muhammad (s.a.w) ne aa kr sab ko yaad krwaya k wo log Ibrahim (a.s) k ancestors hain aur phir muslims 1400 saal pehle start huai hain wo Ibrahim (a.s) ki is suunat par har eid ul azha me jaanwar zaba krte hain

umair-janjua
Автор

Eid and kurbani, aur kaba ghor bhi 4000 sal pehle ibrahim nabi ne suru kia tha, ,uske bad almost 2500 sal bad Muhammed (sws) jo aj se 1400 sal pehle is duniya mein aye the, aur yea sob islam mein continue Kiya....

nazmulislam
Автор

14000 years ago our beloved prophet Muhammad saw told to follow this step of prophet Ibrahim

ZainAfsar-utin
Автор

Namrood is name of the king
And it not mention in quran and torha
Just like in ancient time area wise king k name specific hoty thy
Un k name jo bhe ho agar woh king k tu sub usi nam sy pukarty thy
Like ancient time me jitny bhe king guzry hn Egypt k un ko feeron kaha jata tha

uqbahashmi
Автор

Congratulations brother apko itna sab kch pata chal chuka hai Mashallah ❤ aap araam se bata sakty ho sab k waqiye or itne achy se Islam ko jaan gaye tw ab bs phir Islam bhi Qabool krlo ✨💞

ArsalanShykh
Автор

Qurbani started after hazrat Muhammad SAW received Quran. Quran has the instructions.

itsrumman
Автор

Ya Rabbi [ OST ] Sultan Salah Ud Din Ayyubi 👑
&
👑Umar Bin Khattab vs ⚔️Khalid bin Waleed
By Kohistani

ghufranClasher
Автор

Bhai Ibrahim as 4000 Saal phly dunya m aye...onky 2600 Saal bd hmary nabi saw dunya m aye...

HaiderAli-otul
Автор

Hamare nabi Mohammad Saw ne is qurbani k amal ko farz banaya ye unki bat ho rahi he lekin inse pehle arab log qurbani krte the lekin vo apne us time k idols ko gift krte the lekin nabi k aane k bad unhone nya tarika Allah k huqm se banaya or yahi tarika Allah ne Ibrahim as. Ko bhi bataya tha lekin waqt chalte usme logo ne apni nyi nayi rasme dal kr us original qurbani ko bigad diya tha.

Sahar
Автор

1400 years back last prophet Muhammad Peace be upon him ai. Is liay 1400 years say Muslims prophet Abraham ki copy karty hn jo 4000 years pahly ka waqia hy.
Prophet Abraham Christian Muslims and Jews sab kay forefather hn. Prophet Muhammad pbuh say pahly Christianity hi islam tha. Us say pahly Judaism hi islam tha.

sardarkhan
Автор

Quran me mention hn k Allah pak na us aag ko thanda kar diya
Q k ibrahim a.s k liya Allah he kafi tha
This is iman of ibrahim a.s
Verses of the Qur'an, Surah Al-Imran (3:173).
Hasbunallah wa ni'mal-Wakil. The Translation: “Sufficient for us is Allah, and [He is] the best Disposer of affairs

uqbahashmi
Автор

Namrood was a cruel king of Ibrahim A.S time

mohammedjaidi-zh
Автор

We we teach Islam in class 1 to 12 in school it is compulsory to teach in school and college and university have books

AbdulRafay-gjjm
Автор

4 hazar pehlay Hazrat Ibraheem alaihissalam thay. Phir unke betay Hazrat Ismaeel alaihissalam ki generation may hamaray piyaray, hamari jaan se bhi piyaray Nabi Hazrat Muhammad Sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam 1400 saal pehlay Makkah may peda huway aur unhon ne hi Hazrat Ibraheem alaihissalam ke mazhab ko zinda kiya yani Mazhab Islam.

shuaibhussain
Автор

Bhai ap to sab smjny lagy. Mujh lag rhaa Apko Hidayat Mil jaani In Sha Allah... ❤

malikawais