Arjun vs Karna | Who was the better Warrior | Mahabharat | Ami Ganatra

preview_player
Показать описание
Ami Ganatra is an alumna of Indian Institute of Management Ahmedabad (IIMA). A management professional, she is also a devout yoga practitioner, a certified yoga instructor, and a student of Sanskrit and Indian knowledge systems. Her books Mahabharata Unravelled and the new one, Ramayana Unravelled, are not retellings or imaginations, but an attempt to go back to the original itihasa and present the story, learnings and nuances for what they are, and make the epics accessible to all.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Karna has lost against Arjun, bhim, satyaki, abhimanyu in war

tejasa
Автор

No doubt Karna was a great warrior. But he never proved himself better than Arjun.

thehindifactory
Автор

MA'am you are right, actually aaj ke time mai jada tar loog negative character ko support karna pasand karte incomparision to postive character, karn was an great warrior, but not as much as arjun .karn abusess draupadi, and arjun respected apsara ulupi when she offer her, we can she the difference between them character Aur supnakha ne ram ji aur phir lakhman ko offer kiya tha aur sita maa ko marna chati is liye lakhman ji ne uski nakh kaat di thi aur ravan ne maa sita ka haran kiya tha, we can see the difference between RAM and RAVAN .... aree kuch to hoga arjun mai jo khud bhagwaan unke sarthi bn gaye, aur mahabharat ka mahanayak arjun ko kaha jata na ki karn ko, arjun darm ke taraf the is liye jeete thea, aur karn was physically stronger than arjun, but in field of archery arjun was far suppirior than karn arjun was more skilled archor incamparision to karn, YEAH NEGATIVE MINDSET KE LOOG HOTE HAI JO RAVAN KO RAM SE BEHTAR AUR KARN KO ARJUN SE BEHTAR batate hai shame on them aur yeah baat na koi bhul jaye ki arjun ke pass bhagwan shiv ka pashupastra tha jiska counter karn ke pass nhi tha, EVEN LORD SHIVA AND LORD PARSHURAM HAD says ARJUN DANUVIDYA MAI BHAGWAN PINKAPAMI KE SAMAN HAI, ARJUN NAR HAI HAI AUR SHREE KRISHNA NARAYAN HAI, sony puta karn ke supporter shame on you, ARJUN ne kaha tha karn ko ki aagar mujhe pta hota ki aap mere bhai ho to mai aapse youdh kabhi nhi karta, aur karn janta tha ki arjun mera bhai hai tab bhi arjyn se youdh kiya apne hi batije abhimanyu aur gatochkach ko maar dala tha karn star plus ur sony mai kuch aur dikhaya jata hai AAGAR KISI KO MAHABHART DEKHNA HO TO RAMANAD SAGAR KI MAHABHART DEKHO AUR RAMANAD SAGAR KI RAMAYAN DEKHO WO AASLI MAHABHAT KE PATRA DIKHTA HAI, YEAH STAR PLUS AUR SONY WALE FARZI HI RAVAN AUR KARN KO BHAO DETE HAI aur aagar mahabhart mai karn arjun se jeet jate aur ramayan mai ravan ram se jeet jaate to kya example set hota KARN AUR RAVAN SUPPORTER KHUD SAMJHE, AUR MAHABHART MAI ARJUN KA RATH IS LIYE 2 PAG PICHE GAYA THA KYU KI ARJUN TODHA EGO AA GAYA THA KI MAI HI SAB KUCH HU IS BHAGWAN RATH KO PICHE JAANE DIYE THEA WARNA SOHO KOI BHI HORSE BHAGWAN KRISHNA KA RATH KICH SAKTA THA NHI, In the Mahabharata, Arjuna is considered the greatest archer of his time, not because he got the most opportunities but because he grabbed every opportunity to learn and become better. So, therefore, getting an opportunity is easy, identifying & grabbing an opportunity is the tricky part, ATLAST buraiii kitni bhi shktishali ko achhi ke samne bhaut choti padh jaati hai aur ham us country se belong karte hai jaha hamare ghar ki ijjat pe aach aa jaye to lanka jala di jaati hai na ki CANDLE jalane ki pratha toH videsh ki hai, ,, jai hind jai sanatan dhram, JAI SHREE RAM

aryanshukla
Автор

1st I'll tell you ki Arjun kaise karn se aache yoddha the.. Geetapress mahabharat adi parv ke anargat sambhav parv adyay 137 shlok 25 gurudakshina yuddh me karn drupad se haar jate h or Arjun apne bhaiyo k sath jake drupad ko harate h or bandi bna lete hai🙏geetapress mahabharat adi parv ke antargat swayamvar parv adyay 129 karn baki rajao k sath milkar, Arjun se swayamvar k baad dropdi ko chin lene k liye aate h or Arjun(uss time brahaman roop me the) karn ko hara dete hai🙏❤ geetapress mahabharat van pparv ke antargat gosh yatra parv adyay two hundred forty two shlok 1 गन्धर्वैस्तु महाराज भग्ने कर्णे महारथे ।सम्प्राद्रवच्चमूः सर्वा धार्तराष्ट्रस्य पश्यतः ।। १ ।। वैशम्पायनजी कहते हैं- महाराज ! गन्धर्वांने जब महारथी कर्णको भगा दिया, तब दुर्योधनके देखते-देखते उसकी सारी सेना भी भाग चली ।। १ ।। gandharvo se yuddh me karn haar gaye or bhag gaye duryodhan kaid ho gaye, Arjun ne aakr gandhavo ko haraya or duryodhan ko kaid se bachaya❤🙏abhi tak maine jitne yuddh bataye h unme karn k paas kavach kundal the van parv adyay three hundred two me karn se kavach kundal indra le gaye or badle me vasvi shakti dedi, kavach kundal k sath karn ko haraya ja sakta tha kitnu mara nhi ja sakta tha🙏 ab jitne yuddh hm batayenge unme kavach kundal nhi honge🙏 virat yuddh karn arjun se 3 baar hare pehli baar hare or bhag gaye dobara aaye karn toh dobara haar gaye or arjun ne karn k bhai(adhirath ke dusre bete) ka vadh kar dia 3rd time arjun ek sath bhisma dron karn ashwathama duryodhan shakuni dushashan aadi se lade or sabko sammohan astra se murchit kar dia, lekin murchit avastha me kisi ka vadh nhi kia🙏 ye sabhi yuddh yahi bata rahe h ki arjun karn se aache yoddha the or karn ko haraya bhi tha kai baar bina krishna ji ki help ke❤🙏iske baad mahabharat yuddh me karn, satiyiki (Arjun k shishya) se kai baar hare ek baar abhimanyu se hare, kai baar bheem se hare or ek baar bheem ko haraya❤🙏

JK_Bhadre
Автор

विराटपर्व में अर्जुन द्वारा कर्ण को दो बार परास्त किया गया तथा दोनों ही बार कर्ण कायरों की तरह वहाँ से पीठ दिखा कर भाग गया. द्रोणपर्व में एक ही दिन के युद्ध में कर्ण को अर्जुन, भीम, धृष्टद्युम्न तथा सात्यकि द्वारा अलग अलग अवसरों पर परास्त किया.

DipuKumar-qjlh
Автор

Yeah, she is anti Karna. In Draupati swambar when Arjuna refused to reveal his identity. Karna piche hat gya tha k brahman hatya nhi krunga.. And she is forgetting that untill ghatotkach was killed by Karna, shri krishna ne Arjun ko karan k samne nhi ane diya tha and most important Arjun always fight with Gandiv dhanush. Their is a mention of it in his every fight, even in Viray yudh he first went for it( saare shashar chupa kr pandavs ne Virat nagar me parvesh kiya tha) but Karna used his Vijay dhanush only once when he fought with Arjuna.. There is not any mention of Vijay dhanush in his any other fight.

rajeshwardhadwal
Автор

Karna is the best.except Krishna Arjun is Big zero

anupamghosh
Автор

no hate but i can never accept that a guy who was training under lord parshuram was a coward and weak in anything

Resi
Автор

Aapko kuch patha nahi phle mahabharat dokho tob thob channel me aana ok

LakhanMurmu-gs
Автор

karn hara nhi haragaya h aur arjun jeeta nhi jeetaya gya h ohk

yadavharit