filmov
tv
HOW TO BECOME 37.78 TIMES BETTER AT ANYTHING (HINDI) | ATOMIC HABITS SUMMARY BY JAMES CLEAR | GIGL
Показать описание
To is video me hamne sabse pehle dekha ki kisi bhi habit ko banane ya todne me 4 components use hote hai aur ye chaar components hai Cue, Craving, Response aur Reward..
Jisme hamne chocolate box ka example liya tha ki jab hame chocolate box dikhega to vo hamaare liye Cue hai, jiske baad hame ue khaane ki craving hogi, uske baad hamara reponse hoga yaani ham use khaayenge aur finally uske taste se hamare mind me dopamine release hoga jo hamara reward hoga.
Iske baad hamne 4 laws dekhe the jo ki inhi 4 cheezo se bane hai.
Pehla tha law1 :- jo cue par dependent hai yaani agar habit banani hai to hame kuch is tareeke se habit rakhni padehi ki hame vo habit yaad aa jaaye jaise ki tooth brush karte waqt gigl app me book suno.. Agar habit break karni hai to Cue ko invisible kar do.. For example chocolate ke box ko ek almirah me rakh ke use lock kar ke uski chaabi kisi apni mother ko de do.
Law 2 Craving ko control karne par tha.. Jaise ki agar hame habit banani hai to craving ko attractive banao jaise ki Laszlo ne apni betiyo ke liye chess ko entertaining bna diya tha.. Vaise ek baat hai phogat sisters ke liye bhi kya wrestling ko unke father ne aasan bnaya tha kya?
Finally 4th law Habit forming ke chauthe component ko control karta hai jo ki tha.. Reward. Agar habit banani hai to reward ko satisfying bnao ..aur agar todni hai to reward se hame dukh hona chahiye. Jisme hamne couple ka example dekha ki actual me vo log kitne paise save kar rahe hai iske liye unhone ek alag se account khol diya aur is instant reward se dono ki save karne ki habit ban gayi..
These hope these 3 resources will help you.
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES:-
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS apple):-
GIGL BUSINESS CHANNEL
GIGL VIDEO APP FOR FREE COURSES ON BUSINESS AND INVESTMENT

Комментарии