How to Fix a Engine Misfire Code P0301

preview_player
Показать описание
How to Fix a Engine Misfire Code P0301
car Start karne kye baad running mai engine cylinder misfire hota hai aur cluster meter mai engine check light on hota hai aur EML blinking karta hai aur OBD scanner mai P0301 fault code aata hai aur poor acceleration,rough idle,engine missing hota hota hai tho us problem ko step by step kaise resolve kare uski with obd scanner live data ke sath information.
#P0301
#How_to_Fix_a_Engine_Misfire_Code_P0301
#Technical_Auto_tech
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Ustaad ji app jaldi h million m pahonch jaoge👍👍

RajeshKumar-fxoi
Автор

Bhot jaldi aaap ochayi pe phochenge sir bhot acchi video banate htj aap

UmmatEMuslima.Official
Автор

Thanks...., Great information, dua rahegi ki aap apne channel pe aur kamyaab hojaye

shaiksubhani
Автор

Pandu bai nice demonstration and information danyavad 🙏👌👍💐🇮🇳

francisdsa
Автор

Ram Ram sa Kapil autogas Jodhpur Rajasthan

kapilautogas-jodhpur
Автор

bhai namaskar reply ke liye thank you
Scanner mere ko bhi chahie advice karo

santoshkumarpal
Автор

Sir Ford fiesta deseal misfire hora he ECM replace Kiya coding karna padtha he Kya aur kese start nai hora he

brianvas
Автор

Bhaiya aab toh bataiye kon sa scanner best hoga

akautoelectricalworks
Автор

Sir alto ka redirator fan automatic nahi chal raha hai really ko 85 pin ko garound dene pir fan chal raha hai and timpratur ka kuplar nikalne pir bhi nahi chal raha

jakirsheikh
Автор

Bhai kya mujhe bhi kam mil sakta hai aapke pass

rideguru
Автор

Sir APK paas kaam hi Kiya apse aor jankari lelete thoda Moda jankari hi electronic ki

UmmatEMuslima.Official
Автор

Mere paas fiat palio 1.2 petrol hai 2002 model problem hai ki ksr crank karti hai par start nahin ho rahi local koi agency nahin hai sur local mistri kuch confirmed nahin hai agar aap koi solution Bata sake ignition light bhi nahin aa rahi local miatri Bola ki ignition coil kharab hai nayee Maga lo par car Kevan 20000 km hi chali hai jab se li hai band hone se pehle kuch Dino tak fuel meter ne kaam karna bsnd kar diya tha to mistri ne nays Instrument Cluster Manga Liya ab fuel pump to kaam karta hai fuel meter sahi reading nahin Bata raha ya thda sa uthta hai start key positions me baki say electrical electronics fuse sahi hain
Aap kuch Madrid kar skate hain main satna mp main rehta hoon

allrunder
Автор

Ustad me bhi maicenik i10 1.2 he usme 15 minut bad rpm up down hota hai maine natrflai sensar chenj kr diya rpm abhi bhi up down hota hai

sddamhusain
Автор

Sir p0300 ka kya ho sakta a hyudai I 10 mai a rha a

PawanKumar-wggf