Difference Between Divorce & Khula And Iddat Laws By Advocate Nawaz Khosa

preview_player
Показать описание
Difference Between Divorce & Khula And Iddat Laws, Marriage during iddat, irregular marriage, Divorce laws in Pakistan, separation laws in Pakistan, rights as a parent with joint custody,
#Law_Lectures
#Pakistani_law
#Best_Lawyer
#LawyersofPakistan
#Kanoon
#Latest_Law
#Law_In_Hindi
#Legal_awarness
#Law_online
#Familylaws
#Child_Custody
#Second_marriage
#Iddat
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

AssallamoAllaikum sir 27october 2019 say without permission Ghar chorr k chali gai koi (rabta nhi tha) phir court mein khula ka case Kar dia February 2020 ko covid19 ki wajha work suspend tha 12 agust 2020 ko pre-trial howa court na khula de di Kiya iddat bante Hy es ki ? Ak bad aur k zawar bhi sath lay k gai thi court mein yah Kahan k susral say chori hogya aur zawar ka claim Kar rahi Hy zawar do.no tarf ka tha

informationabouttheworld
Автор

اسلام علیکم
میرا سوال ہے کے جب طلاق کی ڈگری ہوجاے گی اسکے بعد عدت شروع ہوجاے گی یا 3 طلاق کے بعد عدت شروﻉ ہوگی کیوں کے یونین کونسل میں 3 مہینے ہر ماہ ایک طلاق وصول کی جائے گی تو ان 3 مہینوں کو ہم عدت کا ہی نام دیں گے نا ؟؟؟

AllRamedies
Автор

Sir mera ye sawal main ager khula leti aur mera shohar 1saal say bahar to khula k bad iddat zaroori? Kin sorton mein addat zaroori nhn

uroojfatima
Автор

nikhanama column 13 14 ma too likha hai k 50 hazaar meher maujjal endal talab lakin15 jo hota os ma mere sister k nikhanama ma kul meher maujjal likha hua column fill 15 ma 2 line hote 1) aaya meher ka kuch hissa shadi ma is line ma kul meher maujjal likha hu hai baqi 2) ada kiya gaya agar kiya too kis wala line ma kuch ni likha hua bs 1 walay ma kul meher maujjal likha se koi saabit hota k mere sister ko maujjal meher ada kar diya

umairarshad
Автор

1) sawal Sr g agar orat ko mard 3 talaqen 1 sath de deta he magar notice 1 mAh baad bhijwata he to talaq ki date kab ki shumar hogi Kia jab pehle din usne talaq di ya jab notice bhijwaya us din ki date shumar hogi

2) second sawal agar orat ko pehla notice talaq ka mill jae or pehle maheene wo kahen chali jae or iddat ka arsa khatam hone k baad usi notice ki buniyad par Kia wo shadi kar sakti he Yani pehle mahen ki talaq k notice ki copy k sath

nkncreature
Автор

Sar agar ourat kay maa bap na ho to wo kula kay bad bachy na rakhna chay to bachy bap ko deye ja saktay hain plz replay sar

sadiaamir
Автор

court marriage ki or nikah nadra register bhi ho gaya phir 3 month baad agr biwi apni mrzi sy or pny parents ki mrzi sy khula ly leti hai or phir dusri shadi me us k maa baap nikah naamy me us ko knwara zahir kr k likhwaty hain to kia kbhi bhi pta nahi chly ga k ye aorat pehly bhi shadi shuda thi???
, jb k pehli shadi 3 months rahi or aorat ka B-form ya ID card bhi nahi bna hua sirf birth certificate bna hua hai
to kia dusri shadi me us ka kbhi... pta chly ga?

syedaffaqhussainshah
Автор

Aslaam o alikum . Janab aik sawal hai ap se... Nikkah k baad ruksti nhi hoti aur kisi wajah se larki wale kehte hain k hmne khula le li hai . Mgr wo koi proof nhi dete.. ab dulha kai kre.. us ko apni talaq ko verify krne k liye kahan jana chahye....plz guide kren shukriya

Voiceofmux
Автор

plz sir btaye k agr larki khula lena chahe haq mehar bhi muaf kr de larka phir bhi talaq na de to kiya karen jab k larki k pas beta bhi h

qurbanivideos
Автор

Khula ky bd kitny din ki idat hoti h Please btaya ap

sanajutt
Автор

Khula ke digree ke myad kitnee hotee hi

saleemakhtar
Автор

Sir.khula k bd kitne din ki iddt huti he..r khula k bd bchy se bhi laatakoi huskti hy bap ki

mdhassankhan
Автор

Sir kya iddat k praise hote hain Orr kitne hote hain

AbidHussain-tzxo
Автор

Sir khula lana wali aurat ke idaat ktna time ke hoti hai

kavch
Автор

Agar la ilmi me maine jabani talaq de di aur sasural wale v la ilmi me 6 mah tah koi rabta na rakhe to kiya nikah rahe ga

atharmaqboolansari
Автор

Adalat sy khul leny ky bd idat ho skti h or talaq hui ho to dusra nikah kr skty hain ya ni talaq to di hui ho to nikah ho skta 2 ya ni khula to Adalat sy leni ho ge

sanajutt
Автор

کیا عدالت سے خلع کہ بعد عورت دوسری شادی کر سکتی ھے۔ یا عورت کو یونین کونسل سے طلاق کا سرٹیفیکیٹ جاری کروانا ھو گا۔ ؟

musicart
Автор

السلام و علیکم! اگر باپ فوت ہو جائے تو کیا ماں سے بچے کا دادا ، دادی یا چچا وغیرہ وہ بچہ لے سکتے ہیں؟ براہ مہربانی سوال کا جواب ضرور دیں۔ شکریہ۔۔

drakhlaqhussain
Автор

Agr larki gold lay k chli jay apny parents k bolny py apny husband ka ...aur phr court sey talak lana chaiy ..phr husband ko wo gold ksy wapis mily ga

Asimali-djov
Автор

Talaq ka Lafaz ALLAH ko napasand hai
correction please.

Zohaib