Bill wise Details in Tally Prime |Maintain Bill By Bill Details |Method of Adjustment in tally Prime

preview_player
Показать описание
#billwisedetailsintallyprime #smart_computers_raisinghnagar

GROUP SELECTION PART1ST
GROUP SELECTION PART 2nd

Journal Voucher Entry in Tally Prime Part -1St
Journal Voucher Entry in Tally Prime Part -2nd

Purchase And Sale Return Entry in Tally Prime full Practically Video
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhaut badiya video main Aisa hi video search Karahata aur apka video milgya bhaut badiya👌

ravigaddamwar
Автор

Bahot hi badhiya tarikese samzaya sirji thank you very mush

sunilkumarbharate
Автор

Bht dino baad akdom nye style se bnyaa gya ak achha VDO dekha...thank you master...pls banaye aur Vdo..taki Non comrc student ko vi koi dhikkat na aye..best of luck

biswajitroy
Автор

Nice sir
Jai Shivray 💖
Jay Maharashtra

pavanranjane
Автор

Sir mera ek question h.
Mere business me bohot saare debtors h Jo maal udhar me le jate h, or fir kuch hafta bad payment krte h
To hum kaise pta chalega ki konsa maal ka wo payment karra q ki receipt entry karenge to agnst reference me karenge na isliye.

asifrasheed
Автор

sir sales bill ki last year tak on account me reciept lete the, to recivables reports me overdue by days-2500 days ahow kar raha he actually 1 bill march 24 ka baki he, then sir

now what treatment do-bcoz last 5 yr li recipt voucher ma agt ref change is not possible.

sir kindly upload video on this problem

dipeshpatel
Автор

16:00 is Tyme pr 3 number ki jagha advance bhi to select kr skte h sir ?

The_cmrawat
Автор

Nice vedio sir, but sir please shortcut bhi btaya kro sir, jese ki voucher no enter krne ka shotcut

divakarkumar
Автор

Bhai agar year change hone pr new firm create kr li to new year me kaise maintain krenge?

Anil_
Автор

Sir yadi bill date 1.1.21 ho
Aur payment date 12.12.20 ho
To payment ko jab agst ref kiya to bill no nahi aa raha koi tric
Jisse hum pahle aayi payment ko agts ref kare

krishna
Автор

Sir payable me ham to payment kar diye h 6000 ka fir pending me q h deni q h samjh nahi aaya hame

RaniMaurya-nzgu
Автор

Sir yadi 3-4 sales bill ka amount ka cheque mile to recipt me supplier invoic nomber kya hoga

vishnusuthar
Автор

Sir meri pending bill box show kar nahi Raha hai... technically kya issue hai??

truptimayeesahani
Автор

Sir Agar main creditor & debtor ku journal re adjustment kale bill wise details kemiti janibu

brajakishorpatra
Автор

Agnst ref ke same no par or amount add karna ho to kese karenge

nishaprajapati
Автор

Sir pending bill ke List me nahi aata hai to kya karen

adilChai-WaLa
Автор

18 minute ki puri video dekh dali aur pura ka pura confuse kr diya😐

laxmisen
Автор

Jab payment ya receipt me agnst ref. Nahi dikha tho kya karna hai

shashiprabhasuvarna
Автор

Sir journal entry me kaise maintain kre

digitalpappuroyals
Автор

Maine dono bill by bill wale option ko yes kita but abhi bhi nhi aa rha

Shridhi