Masjid door ho to kya ghar par ya hostel mai namaz padh sakte hai ? | A.M.Qasmi

preview_player
Показать описание
Masjid door ho to kya ghar par ya hostel mai namaz padh sakte hai ? | A.M.Qasmi
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Aslamualaikum Mufti Sahab me apki student bolei hi nazreen Mustafabad se me bhut tym se apki sari vedio dekh rahi hu bhut tym se Mera ek sawal h uska answer de jaroor agar kisi ne Bachpan me galti se apne dadi Dada ke paise churaiye hai or ab unka intkal ho chuka hai to unko paise kaise Ada kiye jaye
Alhamdulillah Mufti Sahab aap bhut ache se samjhate hai Allah apko khus rakhe

SCARY__KING
Автор

Assalamualaikum mufti sahab mere liye dua kare Allah mere rizq me barkat ata kare aameen

MohammedImran-rytx
Автор

Mufti Sir as salam alai kum Sir mere Papa ka intekal ho gaya he kal unki teesri jummerat thi Sir subah fazar me mujhe khawab aya ki mere Papa zinda he aur wo mujhe dekh kar bhut muskura rahe he aur me Allah ka shukar kar rahi hu ki Allah apka shukar he mere Papa apke yaha bhut khush he aisa kar k mene teen dafa shukar ada kiya mufti sir is khawab ki kya tabeer he sir Sir plz is sawal ka kal jawab dede itne salo me ye mera pehla sawal he apse

mahikhan
Автор

Assalam alaikum bhai meri ammi ki Tabiyat thik nahi hai Unke liy dua kijiye ga

tasmiyakhatoon
Автор

Assalamu Alaikum mufti sahab jahan me reheta hu wahan se mesjid 7 kilo mitar dur he or azan Ki awaj bhi nahi aati to namaz ke liye kya azan dena jaruri he ye bataiye Jarur

allvideo
Автор

Mufti sahab mai hostel mea Namaz padta hon qk mere hostel se masjid 10kilometers dur hai

saroshmalik
Автор

Mein hostel me rhti hu agr mere hostel ke pass masjid nhi hai hmko ajan nhi suni de pata hai toh kya hm apna namaz padh sakte hai waqt se bina ajan sune

saziyakhatoon
Автор

Agar masjid dur hai or hum job pe hai or farz namaz padhne nhi ja pa rahe to job pe hi farz namaz padh sakte hai ya nhi please btaaye

amaanshaikh
Автор

Assalam walikum mete ghar me fazar ki namaz padhne k liye jagah nahi rahti q ki sab soye huye rahte hai to main fazr ki namaz nahi padh pati to kam jagh me namaz kaise ada kar sakti hu plz aap bataye.

ZuberKhan-utbs
Автор

Mei dukan me kam karta hu aaor mahjid pass mei nahi he aaor namaj bhi padna nahi aata he to mei kiya karu

ShanuAnsari-iv
Автор

Mere bachche ka naam Sahir Shaikh hain.... Kya yeh naam achcha nahi hain... Plz reply karein..

samirainireland
Автор

Bhai masjid 5 6 km dur hai hostal mai rehta hu jumma pad sakta hu

shohrabaalam
Автор

Hum ladkiyan kaise namaz ada kare hostel mein

QueenNaaz
Автор

Mufti shab assalam alaikum Mera bahut dushman hai aur Mera Jaan ka khatara hai kya kya main apne Ghar mehi namaaz padh Sakta hai ?

mdjamilansari
Автор

Jaisi Jo masjid mein vahan bhi padhte hain hamen vahan nahin padhna hai to kya ghar per namaj jaaye ho sakti hai please please jaldi bata dijiye masala ko lekar bahut din se pareshan

SadeekS-fp
Автор

Asslam walekum me shanwaz dubai me yha masjid kreeb pa suprwajar bola h ki nmaj rum hi padha lo tu kaiya krna cha yh

ShanAzmi-fcdw
Автор

ISI tarah ki video dekh ne kai liye hamare channel FMS OFFICIAL Ko abhi subscribe kare 👍👍❤️❤️❤️👍❤️❤️❤️❤️❤️🙄🙄🙄🙄🙄🙄🙄🙄🙄🙄

FMSOfficialYt
Автор

Mere hostel se 7 km door hai aur college out area me h auto nhi milta h kya Krna chahiye???

Md_Tausif
Автор

Assalamualaikum mufti sahab meri sasural village me h us village me masjid nhi h 6 k/m door h city me or bike bhi nh h mere sasural me koi bhi aadmi isi vajha se namaz nh padhte h pls btaiye k kya vo ghar pr namaz padh sakte h

sanehaddamhusen
Автор

Jnab me ak penter hu dursto ke yha kam krta hu or gandgi bhra kam h kpde bhi napak rehte h or kam bhi ak jaghe nhi rehta aaj yha to kal wha lihaza me nmaz kese ada kru meherbani aap bataye

AslamKhan-zyjb