Alfaz sazi | imla thek krny ka asan tarika | sun kr alfaz likhny ka tarika | mehar bilal lectures

preview_player
Показать описание
urdu zaban sekhny k liy haroof aur alfaz ka sekhna zruri hai.
alfaz bnany k liy talafuz zruri hai
alfaz k tor aur un k arkan k bary me jan pehchan ho to suna hua lafz asani se likha ja sakta hai.
urdu alfaz sazi k hwaly se yeh vedio boht ehm hai.
mehar bilal lectures
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

❤you are so encouraging person. Love from India

yogawithraman
Автор

Bahut achy areee se aap samjha twin hn

nelofrzeeshan
Автор

really you are a good teacher and I appreciate you because your teaching method is very nice thank you.o

focusmarriage
Автор

MashAllah Sir bht kuch sekhne ko mila aj

randomtopics
Автор

Mashallah sir Aapka padhne ka Andaaz Bahut Accha Hai

akhtatrasool
Автор

Mujhe achy say samaj aghi hai Mujhe Sirf practice ki zarorat hai.I will do it.

ehtishamrajpoot
Автор

Sir mujye urdu parhne ati muskil se muskil lafz parh leta hn lekin likhne me problem hoti mujhe ح،ہ aur ز،ض،ظ aur ق،ک aur ث،س،ص aur گ،غ aur ر،ل inka pata nhi chalta lafz likte konsa istemal krna sune me awaaz aik jasi hoti . Plz sir iska solution bata de ya ispe complete video banaye. Kaise pata chale ga konsa lafz istmal krna hai

talharana
Автор

Sir aap Urdu likhe hai
Daal pe pesh lga sakte hai

saqibansari
Автор

Sir ap apni videos mai jo ap seekha rahai hote hai wahi doubts hote hai humare sir ap ke videos humare liya bohut helpful hai but sir ap ka lafzon ka bana ne ka tarikha bhi sahi hai lakin sir urdu hum ziyada ter reading or writing se bhi seekh sakte hai ya ap ke tarike se??

katrinakaif
Автор

Sir I was searching for this content for my CIEs Urdu listening paper and I was soo worried about it what to bcz it completely depends on imla jazakalah 😊

pareesstyle
Автор

Sir yeh bhi samjh nhi ata kuch ilfaz mein *ye*nhi ata Lekin suntai Hain to woh asa hi lagta hai to likh detai hain aur ghalat ho jata hai

pareesstyle
Автор

سلیقے سے فضاؤں میں جو خوشبو گھول سکتے ہیں
ابھی کچھ لوگ باقی ہیں جو اردو بول سکتے ہیں

hussainmuhammadswati
Автор

Sir ap apni Urdu ki writing ki ghltion ki b correction kren

ayesharasool
Автор

Sir ka ki ma muje masla HOTA hai samaj nahe ata ka or ki kaha ata hai

hunny
Автор

I have lack of confidenced on Urdu hand written

hafizubaidullahkhalid