NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN ||Last recording in Chicago|| AMJAD FREED SABRI

preview_player
Показать описание
TITLE - NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN
ARTIST - AMJAD FREED SABRI
LABEL - KCH
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

The respect he has for “Minbar” and the way he considers himself not worthy of sitting on it has increased his respect manifolds. Khuda bulandi i darajaat ataa farmayen, amen!

TUBERY
Автор

I am a Christian. Today is 10 Muharram 2022- 2:25AM and this video popped on my don't know why but I listened this 2 times and still feels a thirst to listen it once i don't know why my heart is feeling heavy

ahsanrehman
Автор

No bass no music no sound edits....
Words from the bottom of his heart...
Truly beautiful....
Hussianiat Zindabad...

waveshockgaming
Автор

Hussain ka naam itni muhabbat sy lany ky sadqy, Mery Allah pak ny ap ki magfirat kr di ho gi.
I love Hussain❤️❤️❤️

aliheader
Автор

I'm from India and I'm big fan Marhoom Amjad Sabri .

Allah unhe jannat me aala se aala maqam ata farmaye.

azamraza
Автор

Lyrics:

Khushi sy saar to kataye koi to mai janu
Khud apny ghar ko lutaye koi to mai janu
Bashaar jahan my khuda bhi bany nabi bhi bany
Hussain ban k dikhaye koi to mai janu
Na pouchiye k kya Hussain(R.A) hy

Khuda k deen ka na Khuda, haar ibteda ki ibteda
Karam ki intiha Hussain hy

1) Hy jis ki fikar karbala hussain wo dimagh hy
Ye panjetan ki anjuman ka panchwa chiragh hy
Hassan ka pehla humsafar, Ali ka dusra pisar
Imam teesra Hussain hy
Na pouchiye k kya Hussain(R.A) hy

2) kary jo koi hamsari kisi ki kya majal hy
Jahan main har lihaaz sy Hussain be misaal hai
Ye ho chuka hy faisala na koi dusra khuda
Na koi dusra Hussain hy

3) Aseer e sham pr nigha ki to hur bna dya
Jo mar rahy thy un ko zindagi ka gur seekha dya
Thi maut har tarf jahan, Khula ye raaz bhi wahan
Hayaat bant-ta Hussain hy

4) Shaheed e karbala ka gham jisy bhi nagawaar hy
Wo bad amal hai bad nasab usi py beshumaar hy
Aray o dushmaan e aza, tu mar zara lehad my ja
Pata chaly ga kya Hussain hy

5) karo gy gar mukhalefaat gham e Hussain ki yahan
Wo hashr ho ga hashr my ke al hafeez o al amaan
Jahan bhi chupny jao gy, kahi py bach na pao gy
K har jaga Mera Hussain hy

6) maidaan e dasht e nai nawa ulatny fauj e ashkiya
Barha jo shah karbala utha k tai'gh e la'fata
Lagi jo sar utarny, kaha ye zulfikaar ny
Ghazab ka soorma Hussain hy

7) Qaza k baad phir mujhy nayi hayat mil gai
Fishaar sy aazab sy mujhy nijaat mil gai
Suwaal jab kiya gya hy kon tera rehnuma
To mai ny keh dya Hussain hy

8) Hidayat e hussain pr amal karo Hussainio
Rahain gy hum bahisht mai yakeen karo Hussainio
Kabool ho gi haar dua, kisi sy kyun darain bhala
Hamara wasta hussain hai

9) Kisi ko hosla diya kisi ko bakhsh di sahar
Diye kisi ko baal o par kisi ko dedye pisar
Pukaari banda parwari lughat main ahle ishq ki,
madad ka tarjuma Hussain hai

10) Suroor gohar e hunar hua yeh khuwaab dekh dekh kar
Sajay hue hain khuld main tamam momino ke ghar
Nishan e gham hai jalwah gar har aadmi ke seene par
Har aik lab pe ya Hussain hai

11) Hussain hai Hussain hai Hussain hai Hussain hai
Hussain hi Hussain hai Hussain bas Hussain hai.

ahsaanyousuf
Автор

سیدنا امام حسین ابن علی کے صدقے میں مولا امجد صابری بھائی کی مغفرت فرمائیں،آپ کے درجات کو بلند فرمائیے۔

muhammedazim
Автор

اللّٰہ پاک حضور صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی اہلبیت کے صدقے امجد صابری کی بخشش و مغفرت فرمائے آمین بجاہ النبی الامین ﷺ 🤲

M_Umar_warraich
Автор

جنتی انسان۔۔۔مولا حسین کا فقیر اب جنت میں ہو گا ❤

SabeeKazmi
Автор

Am i the only one who is thinking Kaash ye video kabhi khatm hi na hoti....
😢😢 Amjad bhaijan Maula Hussain (as) se mulaqaat mubarak ho😢

syedjafferimam
Автор

Sabri, you were the real Hussaini...Maula ki Sana Khuani ka bara aizaz tha apko, Allah ne zaroor aala muqam dia hoga..apko....Salam ho apko.. kabhi na bhulane wali shakhsiyat hen aap..

Raaxxii
Автор

لغت میں اہلِ عشق کی، مدد کا ترجمہ حُسین ہے۔
کیا کہنے جی واااہ واااہ وااااہ

NEKHALOVlogs
Автор

I am Hindu but inka voice me ek ruhani awaj dikhti hai🥰

sapnasinghbhardwaz
Автор

کبھی دیوار ھلتی ہے کبھی در کانپ جاتا ہے
علی علیہ السلام کا نام سن کر اب بھی خیبر کانپ جاتا ہے

trueislam
Автор

من کنت مولاه فهذا علي مولا
کرم کے آشیانے کی کیا بات ہے
آپ کے آستانے کی کیا بات ہے
فاطمہ وعلی اور حسین وحسن
مصطفیٰ کے گھرانے کی کیا بات ہے...❤❤❤

ghulam-e-sabir
Автор

Mola darajaat buland krein....aaj tak aap jesi hasti ki kami mehsoos hoti h..great salute to Amjad Sabri Sb. (shaheed)🙌❤

erinzehra
Автор

Aj 10 Muharram ko ye kalaam sun kr ajab kaifiat taari ho gai. Allah taala apne Panjtan Paak A.S k sadqay Sabri sahab k darjaat buland farmae. Ameen 💖

Автор

Hazrat shahid amjad sabri Hassni wal Hussaini muhibbane Aehle bait me sunni hu ye dua he Allah paak aapko panjetan paak ka padosi banae aap k ghar walo Ko baksh de ilahi aamin

NasirKhan-zeqm
Автор

Allah pak Amjad Sabri Bhai ko, Or Mere waldain ko Jannatul firdoos men ala Muqam atta fermyn Ameen,

WasimKhan-xlpm
Автор

World famous Kalam by Amjad sabri ❤❤❤I don’t know how many times I have listened and seen every time it looks very beautiful

PathanAhsan-pe
welcome to shbcf.ru