Bujhi Hui Shama Ka Dhuan Hoon | Nusrat Fateh Ali Khan | complete full version | OSA Worldwide

preview_player
Показать описание
Bujhi Hui Shama Ka Dhuan Hoon | Nusrat Fateh Ali Khan | complete full version | OSA Worldwide

Stay connected with ORIENTAL STAR AGENCIES on

Nusrat Fateh Ali Khan (13 October 1948 – 16 August 1997) was a Pakistani musician, primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Widely considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences. He is popularly known as "Shahenshah-e-Qawwali", meaning "The King of Qawwali". Born in Faisalabad, Khan had his first public performance at the age of 16, at his father's chelum. He became the head of the family qawwali party in 1971. He was signed by Oriental Star Agencies, Birmingham, England. He engaged in collaborations and experiments with Western artists, becoming a well-known world music artist. He toured extensively, performing in over 40 countries

We are constantly working hard on making the “OSA Worldwide” better and more entertaining for you. We need your constant support to get going. Please feel free to Comment box for any queries/suggestions/problems or if you just want to say hello. We would love to hear from you. If you have enjoyed video, do not forget to Subscribe on YouTube and share among your friends...

#OSAWorldwide, #OrientalStarAgencies, #NusratFatehAliKhan, #Nusrat, #RahatFatehAliKhan, #Qawwalie, #Naats, #Islamic, #OSA,
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Raat yun dil mein teri khoyi hui yaad aayi
Jaise veerane mein chupke se bahaar aa jaye

Jaise sehraon mein haule se chale baad e naseem
Jaise beemaar ko bewajah karaar aa jaaye

Kitne badal gaye hain woh halaat ki tarah
Jab bhi mile hain pehli mulakaat ki tarah

Teri jafa kahun ke inayat kahoon isse
Gham bhi mila mujhe kisi saugaat ki tarah

Dil mein ghamon ki aag bhadakne lagi to hum
Roye hain phoot phoot ke barsaat ki tarah

Hum kya kisi ke husn ka sadka utaarte
Ik zindagi mili hai wo khairaat ki tarah

Bujhi hui shama ka dhuan hoon
Aur apne markaz ko ja raha hoon

Ke dil ki hasrat to mit chuki hai
Ab apni hasti mita raha hoon

Teri hi surat ke dekhne ko
Buton ki tasveeren la raha hoon

Ke khoobiyan sabki jama karke
Tera tasawwur jama raha hoon

Kafan mein khud ko chhupa liya hai
Ke tujh ko parde ki ho na zehmat

Naqaab apne liye bana kar
Hijaab tera utha raha hoon

Udhar wo ghar se nikal pade hain
Idhar mera dam nikal raha hai

Ilahi kaisi hai ye qayamat
Wo aa rahe hain main ja raha hoon

Muhabbat insaan ki hai fitrat
Kahaan hai imkan-e tark-e ulfat

Wo aur bhi yaad aa rahe hain
Main unko jitna bhula raha hoon

Roz kehta hoon bhool jaun unhein
Roz ye baat bhool jata hoon main

Nahin aati to unki yaad barson tak nahin aati
Magar jab yaad aate hain to aksar yaad aate hain

Zubaan pe labdaik har nafas mein
Jabeen pe sajda hai har kadam pe

Yun ja raha butkade ko naatik
Ke jaise kaabe ko ja raha

UstadIfti
Автор

Jab pehli baar mujhe pta chla ki khan sahab ab is duniya mein nhi hein, meri aankhon mein aasun aa gye the, par khan sahab dil m rhte hein hamare, love from 🇮🇳

lunatic
Автор

14:58
Udhr wo ghar se Nikal pare hain
Idhr Mera dam Nikal Raha hai
Ilaahi kesi hai yeh qayamat
Wo aa rahe Hain main ja Raha hun

Goosebumps... ♥️♥️♥️♥️

ziaulhaq
Автор

کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے
اب اپنی ھستی مٹا رھا ھوں

newtechnowledge
Автор

Legend Kabi Nahi Marty Ye Diloon Mai Hamesha zinda Rehte hain

hasnainkhanswati
Автор

Hii.
"osa" ka bohot shukriya...

mohammadyasirjiya
Автор

کیا کہنے استاد جی۔ بہت خووب
استادوں کے استاد

Tahir_Khaan
Автор

Khan Sahab ' voice was saying it all ! His last, he was seeing perhaps the Light ! Mystic ! Seems he was unifying with the Almighty ! He was seeing himself in lines khud ko kafan ! To me it seems that he was seeing the Angel of Death ! And talking to the Almighty what he was going through, what he was feeling ! His request and prayer ! It touches the Heart ! Tum aor yaad aane lagte ho. !May the Almighty bless his soul and give strength to the family !mei apne markaz ko jaa raha hoo !

ranjanaporwal
Автор

Zabardast kalaam aur khan sahab ka to jawab nahi

hasanmehndi
Автор

بجھی ہوئی شمع کا دھواں ھوں اور اپنے مرکز کو جا رہا ھوں
کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے اب اپنی ہستی مٹا رہا ھوں

تیری ہی صورت کے دیکھنے کو بتوں کی تصویریں لا رہا ھوں
کہ خوبیاں سب کی جمع کر کے تیرا تصور جما رہا ھوں

کفن میں خود کو چھپا لیا ھے کہ تجھ کو پردے کی ھو نہ زحمت
نقاب اپنے لیے بنا کر حجاب تیرا اٹھا رہا ھوں

ادھر وہ گھر سے نکل پڑے ہیں ادھر میرا دم نکل رہا ہے
الہی کیسی ہے یہ قیامت وہ آ رہیں ہیں میں جا رہا ہوں

محبت انسان کی ھے فطرت کہاں ھے امکان ترک الفت
وہ اور بھی یاد آ رہے ہیں میں ان کو جتنا بھلا رھا ھوں

زبان پہ لبیک ہر نفس میں جبیں پہ سجدہ ہے ہر قرم پہ
یوں جا رہا بت کدے کو ناطق کہ جیسے کعبے کو جا رہا ہوں

بجھی ہوئی شمع کا دھواں ھوں اور اپنے مرکز کو جا رہا ھوں
کہ دل کی حسرت تو مٹ چکی ھے اب اپنی ہستی مٹا رہا ھوں

HayderAli-vzxn
Автор

Bahut yad aye nusarat. Milejab bhi gamo se fursat.

pramodsingh
Автор

Aapki gayki ka to duniya me tod he nahi he..
The legend of nusrat fateh ali sahab.. 👏👏👏👏👏

sourabhjain
Автор

Dard rukta nhi ek pal v dilli saja mail rahi 😭😭😭😭😭😭😭😭😭

lakhwindersohi
Автор

Wah, kya rang dikhaye hain Ustad ji ne Darbari mein.

RaWhoPodcast
Автор

Afreen intehai afreen kehar fana shayari

muhammadmubashiraqeel
Автор

Masters. Are born to lead A great gem of Sufinism Treasure Salute Nusrat Sahab Still the milestone of2021 till 5008 or

akbarshaikh
Автор

osa you did a great job to save the legend

anilgurjar
Автор

Ustad ji apko. Dil se slam apne. Inshan ke. Dil. Ki. Bat ashani. Se do. Lafj. Me. Jahir kar di. ❤❤❤❤. Love. Khan shab. Agar so abhi hote. To me. Apko sunne khi bhi aaa skta. Tha ek. Bar. Bar. Phir. Se. Sir. Apne. Akl. Sikhayi h ki. Kon. Kesha. H.

SurajKumar-xylh
Автор

Nusrat sahab lajawab hai ab koi dusra nusrat nhi pyda hoga dawa h mera

ajazali
Автор

Jab main is quawaali ko sunta hun to sab chuch bhul jata hun. I big fan of nushrat sahab

aadarshsingh