filmov
tv
Censor - Thak Sa Gaya Hu | Prod. by Zedlay

Показать описание
1. Track Name - Thak Sa Gaya Hu 2. Written and Performed By: Randeep Singh & Censor
3.Written By - Randeep Singh
4. Music Producer - Zedlay
5. Mix / Master: Naman Verma
--------------------------------------------
STREAMING PLATFORMS
———————————
LYRICS
Sach kahu thak sa gaya hu
Chahta hu mujhe sukooon miley
Khoya he rehta khayalo mein chaahta hu mujhe koi dhund le
Apni parchayi se darta hoon sach kahu saans lene ko tarsa hu
Rab se karu dua sar ko mere aaake tu chum ley
Dimag na mera yeh kaabu mein
Dukho ko haske chupaadu mai
Khudpe ha gaaney banaaake ab
Life ko apni pano pe utaaru mai
Aankho k gheron ko dekh k lagta hai sabhiko drugs m lera hu
Jisne jo smjhna smjhlo kisi ko ab mai safaayi na dera hu
Thakaaan c hoti mehsoos par fir b dil na rukne ko raazi hai
Rukunga tab jab manzil kahegi ha vo mujhse milne ko raazi hai
Haar chuka dilo ki baazi mai
Dabaa chuka hu apni khwaaaishey
Gairo se milke kabhi
mainey apno ke liye na kari hai saaazishey
Tumse chupaana he kya ab likh ni para hu kaafi mai time se
Bahaana lagana b kya ab samjh he jaaogey agli tum line se
Mujhe samjh ni aara tha
Main gaaney nahi bas bahaane banaara tha
Mai ladta he jara tha
Shaitaan ek seeney m ghar krtey jara tha
Dilo m to khwaaaish bohat hai
Na aye maut hai
Dene vaale raaye boht
Sataaye boht yeh duniya rulaaye bohat hai maa
Mai teri baatein samjh na saka
Logo ke zehan mein khot hai
Khaayi choteein
Fir bhi mai sambhal na saka
Praya saga kon kya pata
Mai khud ko sambhal naa skaa
Chehrey jo pdne laga mai jana ki chehro pe chade jo nakaab hai
Gira hu mai kafi dfa uthaane ko aaya na koi b haath hai
Ab gairon se thokar khayi pucha khuda se yeh kaisa insaaf hai
Usne b keh diya has k
Zrurt kisi ki kya maa tere sath hai
Sunke yeh hua ehsaaas k
Khuda to hai mere sath mein shuru se
Mai jispe chilata rha
Usi maa ki duao ka hath mujhipe
Mai ban chuka kaafir
Mujhse tu aa mil
Karle shaamil dua mein tu
Mai sabse hu waakif
Saath vaaaley shaatir
To bta wafa fir kyu m du
All Rights are Reserved to Censor 2024.

Комментарии