Aurat Ke Iddat Guzarne Ki badi Fazeelat | Mufti Tariq Masood Sahab | Islamic Views |

preview_player
Показать описание
allah tala ne tamam insano ki kamyabi apne mubarak deen me rakhi hai isliye ham musalmano ko chahiye ke ham deen ke bare me jyada se jyada malumaat hasil kare aur deen ko sikhe aur fir amal kare jisse allah tala hame akhirat me jahannam me jane se bachaye aur nama'e amal dahine hath me de

allah hame amal ki taufeeq ata farmaye AMEEN

mere dusre account (ISLAMIC DEENIYAT) ko subscribe kare aur sune letest NAAT QIRAAT TAQREER

facebook par hamare page se jude aur deen ki bate jane

...
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mufti sahb main boht preshn ho plzz mujy sahi btaia da meri shadi November 2017 me hoye or April 2018 me main wspes aa gei to us na aub june 2020 me talaq bhji hai Kiya main edat karo gei

islmi
Автор

sohar aak sal say dubai may hai, aur phone pay 3 talaq daydiya, uskoo hamal nahai hosaktha kyu ki us ko operation kiya gaya hai, kya iskay liya iddath zurari hai yaa nai, yaa oo kisesay nikah karsakthee hai fouran, please help me,

jahoorkhan
Автор

Sir mai ne buht majburi mai khula li he or khula ko 8 month ho gaye us waqt idhat nhi ki kya ab mai idhat kr sakti hn

sonasona
Автор

Mufti sahab mere khula ko 8 month ho gaye mai ne us waqt idhat nhi ki kya ab kar sakti hon mai idhat

sonasona
Автор

Agar shohr abroad ho tu kiya phir aurat pr edat h

humasaeed
Автор

Shohser ko 2 din k baad dafnaya gaya h ourat ki iddat mot waly din sy hogi ya dafan krny wali din sy 4 maah 10 din hogy

bismaparimemon
Автор

Ya phir koi guffara de sakti hon bina idhat kiye

sonasona
Автор

Aesi baat nhi hai moulana iddat karte hain

syedarshadali