Asim Riaz Aly Goni Umrah | #asimriaz #alygoni #umrah

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Umrah k baad apne aap ko deen ki taraf lejaayie to behtar hai allah paak inko taufeeq de

zeenukhan
Автор

MashaAllah Allah qabool kry ameen ❤️❤️❤️❤️

TGR_Malik
Автор

Aj Kal umrah to inlogo ke liye traveling jaisa ho gaya ...

denizkitchen
Автор

Ham koi nahee hote kisi ko bhi judge krne wale. Allah bas hamain seedhe raaste pe chalne ki taufeeq de aur ham sab apne apne ahmal ki taraf tawajah dain

manocute
Автор

Jo bhi hai behan allah dekh le gaye allah unlogo k umrah ko kabul kar amin

animeartsk
Автор

That's quite thoughtful, may Allah keep us guided and not make us among those who do things just for fame & money. Aameen.

xeni_visualwisdom
Автор

Allah hi khoob janne wala h dilon ki haal

CookwithRaziashadab
Автор

We cant judge .. never ever question anyones deeds and intentions

unboxyou
Автор

❤️ हर हर महादेव ❤️
भगवान के प्रतीत हर किसी को प्यार होना चाहिए 🙏

Kranpodcast
Автор

Allah pak umrah qabool kare aur inke aiman ki hifazt kare

girl
Автор

No ye kissi khalid ka nahi allah ka karam hota hi mere pass paisa sab kuchh hone k baad bhi mein ye saal umrah nahi kar paya dua kijiye k allah qabool farmaye

gulfamqureshi
Автор

Allah rahey rast par laye...inn sub ko jo bhi umrah k liye aarahi hai...

dreamgirls..
Автор

In shaa Allah this year we will be there please pray for us to reach there soon

ayeshasiddiqua
Автор

Mein bhi yehi soch rahi thi ke yeh sab khalid tours ke through kyun ja rahe hain aur unko khaas mention bhi karte hain apne videos mein 🤔 leiken jaisa bhi ho, Allah unka umrah kabool farmaye aur hum sab Musalmano ko baar baar apne ghar bulaye ❤ Ameen ❤

aleema
Автор

Allah app ko deen ki hedayat de aameen

Kacharasethp
Автор

Al.khalid me hi jyada log jate h usme koy add k baat nhi h

sumaiyamarfani
Автор

Allah k ghar Jana kismat ki baat hai jinke pass lakho hai par jana naseeb nahi yeh bhi Allah ki marzi hai unko bolawa

samiyazuber
Автор

Dillon kay haal sirf Allah he janta hay ham nahe, laiken jald he patta chal jaay gaa, chandd din intazar .

kanwalafzala
Автор

Umrah karna hi nahi balki Allah ke raste pe chalna bhi zaroori hi.ap sabko Allah taala naek hidayat de aur seede raste chalne ki taufeek de

raziafatima
Автор

MashAllah MashAllah bohat bohat Mubarak ho

t-tagmeck