Kya Behan Bhai or Rishtadaar Ko Zakat De Saktay Hain? || #zakat || Dr. Mufti Usman Afaq

preview_player
Показать описание
ALLAH humain deen ko samajh kar sahi amal ki tofeeq ata farmay
.
agar koi bhai ya behan masail ke hawalay se mashwara karna chahay to comment ke zariye se rabta bhi kar sakta hai
.
.
we started working to serve humanity according to the rules of islam...

deen main sab se pehli chez aqida hai or us ke bad dusra number aata hai masail ka ,
lihaza hum ne daikha ke musalman ka bohat bara tabqa aisa hai jo ke shari masail ko ahl e ilm se puchnay ke bajay social media par search karta hai or usi ke mutabiq amal karta hai chunacha hum ne apnay musalman bhaiyon behno ke liye ye tarteeb banai hai ke rooz kisi aik maslay ka mutala karain gay takay deen par sahi amal karna hamaray liye aasan ho jay.... Allah hamari is kawish ko qabool farmay or hum sab ki sahi rehnumai farmay.....
.
.
.
.
tarbiyat e aulad or islah e muashra ke hawalay se bhi hamari mehnat jari hai
aap hamaray is channel ko subscribe kar lain takay hamari latest updates aap ko milti rehain
.
.
youtube channel:

.
.
facebook page:
.
.
instagrame account:
.
.
.
.
.
dont forget to like , share,subscribe and comment.....
Рекомендации по теме