nazar kaise utare? | nazar utarne ka tarika | nazare bad ka ilaj | bachon ki nazar kaise utare

preview_player
Показать описание
nazar kaise utare? | nazar utarne ka tarika | nazare bad ka ilaj | bachon ki nazar kaise utare
#allama_azhar_saeed
#noor_ul_eman_academy
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

3 durood
7 ayat ul kursi
7 surah falak
7 surah naas
3 durood

uzmachanna
Автор

Mery ghr mai jb b kisi ko nazr lgi n tabiyat khsrab hui to mai ny mirchoon se he nazr utari n theek b hui.baqi jo NABVI tariqa aap ny btaya hy ab usy zaror tri kron gi IN sha Allah.

TariqMahmood-eifg
Автор

السلام و علیکم جناب یہ بتائیں کہ کیا خود اپنے آپ پر لگی نظر بد کو معلوم کرنے کیلئے پڑھ سکتے ہیں؟

ImranKhan-zhfx
Автор

Sir mircho Wala toka bi acha he . AP tariqe se kre Bismillah phr Ke 7dafa ghoomae hat jis fard ka nazar utar rhe he .us ke opr se . 7mircho sammet . Or us je bad sure fatiha phar len or jala de .booo na ae to Nazar sabit ho ga or orta bi jae ga ❤ inshallah

Mohammadmajid
Автор

A.A. jo bachy maa bap sa door rhty h un pr Tasawr kr k prh sgty h plz rply zaror kry

WaziranSiddiqui
Автор

Assalam walekum mujhe bahot nazar lag gayi he Mera jism ka taqat Bahot kamzor hogaya he aur aur Dubli hoo chuki hoon in Sha Allah ye dua se chali Jaye Nazar

nehamohammed
Автор

یہ نظر ہم خود اپنے لئے اتار سکتے ہیں اگر کوئی دوسرا اتارنے والا نہ ہو

sarahkhan
Автор

Mulana sahab ma na apne bety pa kia voh aj kafi chira hua hai aur bat bat pa zid aur rona kar raha tha abhi apke btaye hua amal kia to mare ankhon sa pani bhi aya jamiyen bhi aur flu bhi fell hua....plz ap btaen k ab mazeed kuch karny ki zarorat hai ya nahi.?

SalmaAfridi
Автор

وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
جزاک اللّہ

ShabbirHussain-ylue
Автор

جمائیاں یا ناک بہنا مریض کا شروع ہو جائے گا یا دم کرنے والے کا براہ کرم یہ ضرور بتا دیں شکریہ جزاک اللّٰہ خیرا

iftikharshakir
Автор

السلام علیکم بھائی میرے پہلے میاں فوت ہوگئے تھے اب میری دوسری جگہ پر شادی ہوئی ہے کیا میں اس کی قبر پر جا سکتی ہوں جانا جائز ہے کہ نہیں جلدی جواب دینا پلیز

JaniJan-zwzi
Автор

Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barkatuh, moulvi sahab mere bister men shayed raat se hi chhipkali padhi hui thi mari hui main dekh nahi saki phir main fajr ki namaz padhi ab zoher ki namaz padhna hai to mujhe kiya ghusl karna zaruri hai aur kiya meri fajr ki namaz ho gai ya phir se dohrani padegi plz zarur bataye.

ShaikAteeq-ys
Автор

Slaam jnab ap nain kaha hai k ayat ul kursi k bad phonk mairni hai us k bad dono surrah ikathi par kar phon marni hai ya phir har surrah k end par alag phonk marni hai

moeenriaz
Автор

Sura falaq, naas parhne ka Sahi tariqa batayen.alag alag parhna Hy? Taooz or tasmiya kis waqt parhna Hy?

mommeme
Автор

Bhai ek hi din me 3 dafa dam kren ya 3 din plz reply

memmonmaham
Автор

jawab dei zaroor please meharbaani hogi mujhe har jagha insan ajeeb shakle nazar aati ha Nimaz mat pai, walls pai, trees pai, everywhere please koir batao yeh kya ha

brownt
Автор

Sir ye tareq a andoon per istamal ho sakta hai

farooqbhamani
Автор

Assalam walekum jsko najar lagi hai woh samne Na ho to dam kaise karen
3 din tak dam karna hai, ya eik din mein teen bar dam karna hai ? Please jawab zarurat den

farahnaz
Автор

Sab par k ek bar dam karna hei ya phir 3 bar darood par k dam karna phr Baad Mai aytal kursi par k dam karna hei iss Tara alag alag dam karna hei?

vt
Автор

Aoa.meri dadi thyred ki mareeza hn or on ka wazan bhi buhut ziada h wo bar bar khari ho k namaaz ni perh sakti onhen dama bhi h to kia on ki namaaz beth kr ho skti h.

FATIMAATIQ-fy