0₹ FEES of PRIVATE Medical college😲|| Expenses in MBBS in MP pvt MC❓|| NEET || #info #neet2024

preview_player
Показать описание
Telegram: The doc vvk

#neet2024 #mbbs #doctor #medico #viral
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhaiya apne kyu college nhi lia tha jab apke 481 marks the please batao

FutureDr
Автор

Bhaiya Mp board ke students ke liye ek video bano jisko physics ke numerical 12th tak solve nahi kiye ho please 🙏

aimforaiims-PWcq
Автор

Bhai mp board se 70% plus chahiye hota hai 75% nhi

HamzaKhan-hqhl
Автор

Mp mai private colleges jitne bhi hai unme stipend kitna kitna hai uski video bana dijiye plss

sniihaa
Автор

Plss koi btaye me mp state se mp bord se 85% hai or mere papa ki aay 50000 per year hai. Me sc cetegry se belong krti hu or neet 2024 me mera score aprox 415-420 aa rha hai kya me medhavi chatr yojna ke tht koi government medicle colleg disrv 😢 krti hu kya pls koi btaye

Piyush_varma
Автор

Mp gorment se 12th private walo ko bi hai ye yojna ka labh milta hai kya

status-wuwi
Автор

Bhaiya me Mp se chhatarpur ke pas Damoh se hu Aap mujhe suggestions de do neet online nikalne ke liye 😢

officialbhupatkushwaha
Автор

Bro ek details video bna do
Question like that
1. What is required money for hostel and mesh
2. what is gap certificate and required for dropper
3. When and where apply for this mukhya mantri medhavi yojna
4.where can i found this money in bank account or directly govt give this directly to college

RamanBhatiya-so
Автор

Bhaiya ap government clg ke liye scholarship [mbbs] ke bare me bataiye na ki scholarship bese pr admission me kya process hoti h or kitna kharcha alg se lg jata h.... MP me

shikhapatel
Автор

Bhaiya plz Maharashtra state walo ke liye batiye.

ankitshukla
Автор

To phir aapne private college kyu nhi liya

brilliantbrain
Автор

ये सरकार की तरफ से पैसे refund होंगे वो किस योजना के तहत होंगे..? योजना का नाम

Bhupendra_Chandel
Автор

Mera score is br 410 aaya hai MP se Councilling k liye kidhar apply 🥺🥺🥺🥺🥺

anushrivastava
Автор

Bhaiya jiske 75+ marks nhi unke liye nhi hogi kya ST category ke liye

AnilJadhaw-wbxn
Автор

Agar kisi ka pg me selection ho jata hai to kya wo pg ke baad bond serve kar sakta hai ??

Dr.edward_
Автор

Bhaiya isme councelling wagera kaise hogi.., .ya hame hi college me jake pata karna donation wagera to nhi mangte

muskankirar
Автор

sir mukhymantri janklyan sambal card scheme milti he ya nhi

merothagaming
Автор

Bhai private clg ki jo alg se charges hote hai wo kotne tk jayega approximate agar tution fees yojna se aa rhi hai to

Alboyok
Автор

Bhaiya agar scholarship let aai too mmvy kii to collage vale force too nhi krege jldi pay kro

Dr.yuvraj
Автор

Iske liye counselling ke through jana hota hai kya yaaa fir direct clg level of counselling se bhi hum ye scholarship opt kar sakte hai

Dil_semovie