sasural me izzat pane ka tarika | Sasural mein kaise rehna chahiye | We Urdu

preview_player
Показать описание
sasural me izzat pane ka tarika
Sasural mein kaise rehna chahiye
We Urdu
successful life after marriage
sasural mein izzat pane ka wazifa
sasural mein izzat ka wazifa
sasuraal me bepanah izzat pane ke liye wazifa
izzat pane ka amal
saas ko kabu karne ka wazifa
susral me izzat pane ka wazifa
sasural me apni value kaise badhaye
#dailyduaeverymuslim #totke #weurdu #susralmeizzat #sasuralmeinizzat #susral #sasural
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Baatein to bht achi hein lekn mere susral me in baton ki koi ahmiyat nhi

hiraabdulsattar
Автор

khud say bray ki respect kray khana bnay acha sa or jo ho skta ha kray apna b khyal rkhy or jitni koi izat kray utni hi us ki kray ab halat bdal gay h zada kro gay to bekadri ho ge baki allah pak say achay naseeb ki dua krti rhay pyari behno😊

arsalanawan
Автор

Alhumdulillah I do all things but pta Nahi apni zaat aur ahmiyat khoty jarahi hon bulkay shayad khochuki hon apki ye video Dekh Kar ansoo again k esay bhi ziada ki khidmat k sab Acha chalay aur husband bui dimagh toour per pareshan na hon per sab khatam horaha khud ki zaat KO bilkul khodya Hy mainay aur ab ye waqt agiya k main en sabko chorna chahty itny zehni takleef main achuki hon k bemar hee rehnay lagy hon ... Khudara ye husn e ikhlaq ka sabaq Hy Jo bohut khubsurat Hy per ye bhi btaen k har insan eskay kabil Nahi 😢

nadiabhatti
Автор

Sub kch krti hun or jahan tk khane ki baat hai tw pakana tw door mai apne marzi se masale aagy peeche bhi daal dun tw baaten suni parti asal mai mera khana unse acha banta hai jo unhen bardasht nhi hota.
Agr unse recipe pooch lo tw kehti hen tumhen bana nhi ata.. Apni recipe se banao or sb ko acha lge wo bhi nhi bardash hota unse.

Karachits.
Автор

Sonay Kay b ban ao phir b susral walay kiray hi nikalty hy

ArhamYasir-tmlh
Автор

Ye sub to already roz karti hu phir bhi😢😢😢😢

MusferaDool
Автор

Sans bhi aurat Bahu bhi aurat donon auraton ne milkar aadami ki jindagi jahannam banaa Di hai

rasheedkhan
Автор

A sab karne k baad bhi inko Koch pasand nahi aata, saaf saaf matlab hai inko Bahu hi nhi pasand

RihanKhan-pjsp
Автор

Naheeee agr sasural me jab bury log ho na to wo kabi pyar sy ni rehty jitna b pir kuch na kuch hojata hy bus insan ka acha hona r ehsas wala hona zaruri hy chaplos ni

GulleZahra-mlhy
Автор

aesa hai bhaiya ji hamare mazhab me aesi koi usool nhi hain ki agar saas or sasuraliyon ko raazi rakhoge to zindagi jannat hogi is baat ki kya guarantee hai tareekh gawah hai har joint family system me jhagre hote hain haan ek baat hai single family system me jhagre 80% tak kam hote hain or miya biwi me jo bhi duriyan hoti hain woh dusron ki wajah se zyada hoti hain warna sukoon ke ghar me thore kam me bhi zindagi chal guzar sakti hai

safiasadaf
Автор

Yahn hum sb kch krty h bhai phr bh shikayatain khtm nh hoti unki

faizaakhan
Автор

Aaj k dour me bahu sirf kamati hui pasand h sbko bhally khana pakana naa b ata ho tb b

hasanmujtaba
Автор

Islam k mutabiq chlty to kbi b saas baho wali na video bnti na comment

TahreemBasheer
Автор

Parhi likhi larki UN parh sasural me kaise adjust kare 😭

whoiswhowhatiswhat
Автор

R by the gronn ko ujarny MN jitna is saas ka role hota h itna kisi ka ni

TahreemBasheer
Автор

Hr susral me rehny ka alg tariqa hota ha ... Ak hi tariqa hr susral py apply nhi hta

SidrahHamza
Автор

Ye sab main Karti hu mjhe iska koi silah nhi Mila balke Ulta dhutkare mili

zoobiikhann
Автор

Y batn b lgta h kisi saas n hi likhi hn ...Jo sirf saas ki ahmiyt py hi zor dia ja rha ..saas chahye bahu ko juty ki nok py rkhy ...
Itna b na sr Chahyn saas ko k wo apko zleel krti rhy r AP Ami g Ami

TahreemBasheer
Автор

Pehly bety ka gr bsati h phir khud hi shkyat lga lga k ujarti h

TahreemBasheer
Автор

Jo tarqeebe aap ne is video me batai he, bahu saas ki ghulami kar kar ke mar jaye gi. Agar bahu khana pakae, apni devranyo ke saath ghar ke kaam me hath bataye to yahi kaafi he ghar me sukoon keliye. Aj kal to larkiya apne palang se uthti hi nh. Shadi ke pehle din se alag hone ke mansoobe banati he

alizaman