Urgent✅ CSAB + JOSAA Counselling 2023 Latest Update - Don't Miss It❌❌ #josaa #csab

preview_player
Показать описание


Urgent✅ CSAB + JOSAA Counselling 2023 Latest Update - Don't Miss It❌❌
#josaa
#josaa2023
#wewonacademy
#csab
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Josaa me 40, 000 fee payment krne ke baad bhi csab me 36, 000 pay krna padega

deepakyadav
Автор

Partial addmission fee payment ke bad csab me kitna fee pay karna hai 🙏🙏🙏

kaush...
Автор

Kal maine willingness m slide kar diya tha par hmko abb freeze karna hai toh kya hum abhi kar skte hain?

ritukumari
Автор

Bhiya jac me Delhi region wale participate kr skte h??

lovelyhwarang
Автор

Bhaiya, ek cheez bataiye
Maine iist me apply kiya hai, round 5 me meri general waiting list, 600 ke around haj. To mai spot round ka soch raha hun.
Lekin bhaiya nit warangal me mechanical allot hui hai jossa me, aur 40k rupees to pay kar hi diya tha.
To bhaiya mujhe kya karna chahiye?
Kyuki spot round iist ki date 3 August se 7 August ke beeche me
hai, lekin jossa ki last date to withdraw 28 July tak hi hai.

To bhaiya agar hai spot ke liye jata hun to kya mujhe nit aur 40k rupees dono tyagne padenge?

SIDDHARTHSINGH-bqhq
Автор

I have mot registered for josaa can i fresh register for csab

sagarikadas
Автор

Josaa me saf aur paf dono pay kar Dene ke baad kya csab me again fee pay karni padti hai kya 40k and 36k😭😭😰 please bata do bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

aryanverma
Автор

JoSAA se seat withdraw karke bhi CSAB mein participate kar sakte hain kya? Air CSAB Round 2 mein jo seat milti hai woh accept karni compulsory hoti hai kya?

MohitGaur_
Автор

Can i get college with 2 lakh rank and I'm obc category plzz reply

yuhvhhnmm
Автор

I didn't pay the seat acceptance fee in round 2nd am i still eligible for seat allotment or not?

lokeshsingariya
Автор

Sir mera beta ka crl 66474.अब पुदुचेरी टेक्निकल इंस्टीट्यूट में सिविल मिला है। क्या सिसाब में कोई एन ऐ टी मिल सकता हैं

KavithaAtla-pt
Автор

Anti ragging affidavit kab available hoga

abhishekpaul
Автор

Bhaiya agr mai 499 ka csab phone support lunga to usme WhatsApp pe doubts puch skte hai?
Please reply ASAP.

shivamkeshri
Автор

Agar mena csab round nhi dekhna tab bi partial admission fee pay karni hai kya

varunbavoria
Автор

❤❤❤❤❤ Hello kitna partial fee pay karna hota hai

jorishkumar
Автор

75% criteria hai kya csab counselling mai

jahangirahmad
Автор

Sir Mera crl 773662 or St rank 22364 hai or mujhe cse branch mil skti ha koi government clg please reply kigiye sir😢

ravikisku
Автор

Bhaiya csab ki registration fee kitne hoti hai aur csab me clg milne ke kitne din bad partial admission fee pay krni pdti hai

anjalisrivastava
Автор

Sir csab me registration ke time partial admission fee dena padta hai? Uske baad seat milne ke baad seat acceptance fee dena padta hai

vardansrivastava
Автор

Kisi ko round 6 me bhi kuch na mile toh vo csab me paf bharega pr kis clg ka

edensheen