Hath Ki Lakiron Ki Kya Haqeeqat Hai? | English Sub | Mas'alah # 218 | Ask Mufti Tariq Masood

preview_player
Показать описание

WhatsApp +16462661824

Instructions & Rules:

Note: Sawal 30 to 60 sec se ziyada ki recording na karain .

Note: Sawal pochne se pehle apna naam aur jaga (location) zaroor batain.

Note: Khawateen agar sawal pochna chahain tu Audio clip bhej sakti hain.

Note: Sawal karne ki timings: 10:00PM to 12:00PM PST. ap apnay country ki timings is website se ya apps se dekh sakte hain

JazakAllah

#MuftiTariqMasood #AskMuftiTariqMasood #Islam #Muslim #IslamicVideos #IslamicBayan
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Itna straight mufti pehli baar dekha MashaAllah 😂👍🏻

imad-ul-haq
Автор

Maza aagay mufti sahab aapke jawab se allah aapko jazaye khair ata farmaye

officalchannle
Автор

بے شک تقریر ان کی بھی ہوتی ہے جن کے ہاتھ نہیں ہوتے ۔۔۔۔🙂

zunairahassan
Автор

میں پیدائشی اہلسنت والجماعت دیوبند مقطب سے ہوں لیکن میرے ساتھ یہ ہوا ہے ایک انسان جو اللہ کو پیارا ہو گیا اس نے میرا ہاتھ دیکھ کہ ایک بات بولی تھی آج دس سال ہو گئے وہ بات حرف با حرف سچ ثابت ہوئ ۔
میں اس پہ ایمان نہیں مانتا بھروسہ فقط خدا کی ذات پہ کرتا ہوں الحمدللہ ایسا شرک کا سوچ بھی نہیں سکتا ہاں باقی یہ میں مان گیا ہوں کہ اس علم کی ایک حقیقت ہے کسی کو منوانا مجھے کوئ زور زبردستی نہیں ہے لیکن ہاتھوں کی لکیروں کا علم واقعی ہی ایک علم ہوتا ہے اسی شخص نے میری والدہ بہت بڑی حالت میں تھی سمجھ بیٹھے تھے کہ شاید چند دن کی مہمان ہیں اس نے بولا تھا ابھی نہیں ان کو کچھ بھی نہیں ہو گا ابھی تو انہوں نے 2 حج بھی کرنے ہیں الحمدللہ اللہ نے اس کی زبان کو مبارک کیا 1 حج کر لیا ہے الحمدللہ عنقریب اللہ دوسرے کا بھی سبب بنائے گا انشاءاللہ ❤❤❤۔
میرا مقصد کسی کا عقیدہ خراب کرنا یا اپنا موقف منوانا نہیں لیکن یہ علم ایک حقیقت ہے اس میں مجھے تو کوئ شک نظر نہیں آتا میرے اوپر بیت چکی ہے یہ ❤❤❤

asadghalib
Автор

آپ کا جواب سن کر دل خوش ہوگیا
جزاک اللّٰه مفتی صاحب

shafeequeahmed
Автор

Subhanallah kya bayan hai moulana ka.The Mas'ala has become extremely clear now.In reality it is correct that"Daleel uske zimmay hai jo daawa karay". Jazakallah mufti sb.

hasansayeed
Автор

SubhanAllah boht sahi bayan diya hai apne.jo bi hai sirf allah karne wale hai.allah behtar janta hai kya hoga kya nhi kya honewala hai.ibadat kariye allah ko razi kariye ghunah se tauba kijiye allah pe bharosa rakhiye.

asraakram
Автор

Bahot khushi hoi ye sun kar
Allah ap ko ajar de Ameen

ShahzainShahzain
Автор

Mashallah je
Mufti sahib Allah pak ap par apni rahmtee atta farmay, ,
Best answer

muhammadejaz
Автор

Masha allah.sahi jawab mufti sb. .(Kismat to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote.)...

muhammadtarif
Автор

Boht hi achcha jawab diya h masha Allah

aftv
Автор

Allah apko salamt rakhy bhai apny mujhy shirk sy bacha liya allah apko hr mosibt sy mehfooz rakhy ameeeen

nazarabbas
Автор

Mashallah bohot khubsurat jawab hai kuki khuda se behtar koi janne wala nahi hai

shaikhsaleha
Автор

Alhumdulilah thhanku Allah g ap nay humary rehnumai kay lya is dunya m b auchy insan bhjy h thanks molana sahib jazakAllah

naeemmushtaq
Автор

Apne bilkul durust farmaya Hazrat ye sb topi drame hotte hai or iski koi haqeeqat nahi hai ye be buniyad baatie hoti hai Ye ALLAH ko patta hai Ke kiske Naseeb Mai Kia hai per Ik Sher hai
"Hatho ki lakeero pe mat ja A Ghalib
Naseeb Unke Bhi hotel hai jinke hath nahi hotte"
ALLAH hum sabko Hidyat de Ameen

usmanbinmuzammil
Автор

Mufti sahib app ne kai logic wala jwab dya ha wah g wah😘😘😘

ibrarakhtar
Автор

Assalam o Alikum
ALLAH apko lmbi seht or umar dy.
Plz Baagh e fidak pr video bnao plz
Me wait kr rha hu apky alfaaz ka is topic par

nabeelshah
Автор

Bht bht shukriya mre dil ka sukoon cheen lia tha mre shohar ki hath mai shadi ki dosri lakeer ne but shukar hai ke mri confusion door krti mufti sahab ke jawab ne

meerab
Автор

Mssha Allah mulana sahab kiya jawaab diya hai Allah aap say akhri sans tak deen ka kaam laylay ameen👍👍👏

faizaijaz
Автор

Jindgi to unki bhi chalti hai
Jinke hath nhi hote

successpath