Hawaon Ne Ye Kaha - (HD) | Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002) | Udit Narayan, Sameer

preview_player
Показать описание
Hawaon Ne Ye Kaha - (HD) | Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002) | Udit Narayan, Sameer

Credit -
Song : Hawaon Ne Ye Kaha
Movie/album: Aap Mujhe Achche Lagne Lage
Singers: Udit Narayan
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan
Starring: Hrithik Roshan, Amisha Patel

Lyrics -
Nahin marna ganwaara pyaar
Mein tum se ye kehana hai
Tumhe bhi zinda rehana hai
Mujhe bhi zinda rehana hai

Kabhi aasaan kabhi mushkil
Ajab hai pyaar ki raahe
Kabhi aasaan kabhi mushkil
Ajab hai pyaar ki raahe
Magar jo pyaar karate hain
Kabhi bharate nahin aahen
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyaar ki ye rrut badi
Tufaani tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewaani
Ham likhenge prem kahani
Kabhi aasaan kabhi mushkil
Ajab hai pyaar ki raahe
Kabhi aasaan kabhi mushkil
Ajab hai pyaar ki raahe
Magar jo pyaar karate hain

Kabhi bharate nahin aahen
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyaar ki ye rrut badi
Tufaani tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewaani
Ham likhenge prem kahani

Gardish me hi sahi ye
Sitaare hamnashin
Gardish me hi sahi ye
Sitaare hamnashin
Dhoondhegi kal hame ye
Bahaare hamnashin
Imtehaan pyaar
Ke roz hote nahin
Pyaar waale kabhi
Sabr khote nahi
Mohabbat ho hi jaati hai
Mohabbat ki nahi jaati
Ye aisi chiz hai jo sabake
Hisse me nahi aati

Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyaar ki ye rrut badi
Tufaani tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewaani
Ham likhenge prem kahani

Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Deke qurbaniya premi
Khud mit gaye
Sochale jaaneman
Hamako milana hai ab
Aage pichhe nahi saath
Chalana hai ab mohabbat
Raaz hai aisa jo samjhaya
Nahi jaata ye aisa geet hai

Har saaz pe gaaya nahi jaata
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha

Aai pyaar ki ye rrut badi
Tufaani tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewaani
Ham likhenge prem kahani

Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Deke qurbaniya premi
Khud mit gaye
Sochale jaaneman
Hamako milana hai ab
Aage pichhe nahi saath
Chalana hai ab mohabbat
Raaz hai aisa jo samjhaya
Nahi jaata ye aisa geet hai
Har saaz pe gaaya nahi jaata
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyaar ki ye rrut badi
Tufaani tu darna na o meri rani

Badalega ye mausam ari deewaani
Ham likhenge prem kahani
Ham likhenge prem kahani
Ham likhenge prem kahani.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

September 2024 main kaun kaun dekh raha Like karo bhai aur beheno

MANOJKUMARNAIK-jo
Автор

Bhai log Ye सुंदर सा gana 2024 me kaun kaun sun Raha hai,

GulshanKumar-lsxy
Автор

2024 me bhi sun rahi hu mujhe bhuat psnd hi yeh song

farhakhan
Автор

Wo mohabbat hi nhi jisme dil lut gaye... ..❤perfact line 😘

kanizfatema
Автор

Kiss kiss ko ye song achha lagta hai ❤❤

ajaydhoom
Автор

udit ji voice + Hrithik sir dance =💯🔥🔥

dharamrajtadvi-eimr
Автор

Udit Narayan's energetic and fresh melody voice gives awesome feelings.. Udit Narayan ji, the great singer of Indian cinema, he is the king of true voice and magic voice, a singer whose voice is fresh, that is, if spoken in English, it is a fresh melody. After listening to whose voice, it is as if the fatigue ends. When songs of romantic, love, love are sung, then no singer can stand in front of them. When we sing songs of pain, the pain behind the smiling voice directly touches our heart. Although after Mohammad Rafi Sahab, Kishore Kumar Da and Mukesh ji, many male singers came, but it was said about all the singers that he imitates Kishore da, if he imitates Rafi sahab, then he imitates Mukesh ji. But the only singer who imitates any singer.Udit Narayan ji does not.After Rafi Sahab the most beautiful and clean voice is the voice of Udit Narayan ji.Udit Narayan ji ruled from 1988 to 2005-6 continuously, it is a different matter that Kumar Sanu's era came in the middle till 1990-94 but even in those 4-5 years Udit Narayan ji remained in second placeAnd after 1995, took such a leap that it became impossible for any singer to catch Udit Narayan ji. The great singer Udit Narayan ji, who has sung more than 25000 songs in more than 36 languages, has been honored with awards like 5 Filmfare, 4 National Awards, Padma Shri and Padma Bhushan for his great contribution to Indian cinema. We pray to God to give a long life to Udit Narayan ji so that we can always hear new songs in his beautiful voice..

yuvrajprittam
Автор

1saal ka comment mai aaj hi kar de raha hu
2025 me ye gana kon sun raha hai

RELAXHED_GAMER_FF
Автор

Kon kon ye gana 2030 tak sunega😂😂😂😂😂😂😂

editingkingphoto
Автор

यहां पर कितने लोग ऐसे हैं। जिनको प्यार में धोखा मिला 💔😭🌹 Please tell me All public

nirajofficial
Автор

Was in my 12th when I first watched this movie.... Even after 22 years her expressions are still a mystery to me 😂😂.... good song

canuhandle
Автор

Is song pr jada se jada dance karane ka kis ka man karta hai
Mera to bahut karta hai 💯❣️

Rohitkardam
Автор

मोहब्बत वो नही जो जान देती है मोहब्बत वो नही जो खुशी देती सच्ची मोहब्बत तो वही होती है जो दर्द दिल को देती है 💔💔💔💔🌹🌹🌹🌹🌹

Mishraatul
Автор

Haye purany songs ki bt hi alag hai aj mera dil kiya he song suny ka to bus lga liya or kya khubsurat lyrics hai🥺👌🏻♥️

abeersheikhofficial
Автор

0:17 humare akhilesh bhaiya kya kr rahe the yaha 😊😊😊

MisstreemanYadavishal
Автор

He escuchado esta canción tantas veces que a la final me la aprenderé de memoria 😅 muchas gracias por haber puesto la Letra en la Descripción "...y más" 🎉❤🎉 Lástima que no haya traducción 🎉 He crecido con las películas de India, hay un cariño especial

aleskakichwa
Автор

17.04.2024ko kon kon sun rha h is sing ko

SukdebSarkar-iz
Автор

Alag hi energetic vibes hain iss song ki ♥️👌 Truly evergreen 🙂✨.

arpitshivhare
Автор

20 years completed this masterpiece and Legends are still here in 2k24 ❤

subodh_chaudhary
Автор

@3:29 what a looker!

dancing: out of this world
looks: out of this world
acting: good

cannotthinkofoneatth