Khula K Baad Nikah | Ask Mufti Tariq Masood

preview_player
Показать описание
#MuftiTariqMasood, #Allah, #islam #MuftiTariqMasoodBayan,
#AskMuftiTariqMasood,
Khula K Baad Nikah
Join Aur Private Group
Ask Mufti Tariq Masood | Masail Ka Hal | Solve Your Problems 🕌

l Masail ka Hal | Solve Your Problems | Ask Mufti Tariq Masood

अब आप अपने सवाल खुद पूछ सकते हैं मुफ़्ती तारिक़ मसूद साहब से!
कृपया लाइक शेयर व सब्सक्राइब

WhatsApp +1 347 239 7170

व्हाट्सएप:- +1 347 239 7170

Mufti Tariq Masood: +92 321 2235590

Jamia tur Rasheed: 02136880325
Jamia tur Rasheed: +92 344 2390035
Jamia tur Rasheed: +92 343 3188160

Instructions & Rules:

Note: Sawal 30 to 60 sec se ziyada ki recording na karain .

Note: Sawal pochne se pehle apna naam aur jaga (location) zaroor batain.

Note: Khawateen agar sawal pochna chahain tu Audio clip bhej sakti hain.

Note: Sawal karne ki timings: 10:00PM to 12:00PM PKT. ap apnay country ki timings is website se ya apps se dekh sakte hain

नियम व शर्तें :-
- सवाल 30-60 सेकंड से ज़्यादा की रिकॉर्ड ना करें
- सवाल पूछने से पहले अपना नाम वह जगह ज़रूर बताएं
- महिलाएं अगर सवाल पूछना चाहे तो ऑडियो क्लिप भेज सकती हैं
- सवाल करने का समय 10:00PM से 12:00PM PKT।
आप अपने देश का समय इन वेबसाइट से देख सकते हैं

JazakAllah

जज़ाकल्लाह!

#MuftiTariqMasood #AskMuftiTariqMasood #Islam #Muslim #IslamicVideos #IslamicBayan
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Apke jawab ke intezar me hu pls help main apke har bayan follow karta hu

ahmedsaboor
Автор

Mufti sahib meey Liye duaa farmaen
Meri bivi wapis shadi k Liye Razi ho jay.
Bas
Khula hua he court se
It's very hard to live without wife
Aap k banyan se Thoda dil ko hosla Mila

muhammadimran
Автор

Mufti sahab Rasam ki bad shadi kitne din me karna cahiye plz boliye syed zulfekhar india se

sonusyed
Автор

Qare sahib jummy ke nmaz prh k to kredofrokht kr skty hn na

mahwishshamsi
Автор

Khula k bad usi se nikha krna kaisa hai

AfreenpathanAfreenAfreenPathan
Автор

AOA...khulla ki digree issue ho gae lykin khulla paper pr shohar k signature nhi huway....or dusri jaga nikah kr Lia isski Shari haysiyat kia hai.?? Plzzzz rahnumai farma dyn

yasirsatti
Автор

Mara ap sa ek sawal ha ka: agar ma YouTube pher kisi be alma ke video upload karo aur is sa mujy earning ho kya wo earning jaiz hoga

ffexpertgamerz
Автор

Kya ye bta sakty h k khula k fori bad ksi r sy nikkah kia ja sakta h

Bilalkhan
Автор

Assalamualaikum, ,
Mufti sahab dream11 par pesa lagana kesa hai
Baaz log kehte hai ki dream11 huqumat se certified hai or sare. Tax wagerah katte Hain to ye pesa jaaiz hai
Aap thodi wazahat farma de
Ismail Khan Tonki
Rajasthan zila tonk

ismailkhantonki
Автор

Please yah Bata do please please please kia larki khola ka bad kehe bhr Shadi kar Sakti Hai please mujhe yehe Bata do please 🙏🙏🙏🙏🙏

Khanidgk
Автор

Khula k bd dobara nikkah kr sakty h kia hm dono dobara sath rehna chahty h larka b chahta h or larki b sath rehna chahti h

umaimarajpoot
Автор

Mare saath he hua hai yeh Mehabane karke jawab de.

ahmedsaboor
Автор

Nahe moulana qazi office se leya to Kya kare?

ahmedsaboor
Автор

Assalamualaikum mufti sahib
Agar koi Muslaman larka aik Eisai Larkee say muhubath karta ho aur larka ye chahta ho k wo larki musalman hojaye aur jahanuum ke aag say Bach Jaye aur eskelye wo larka khuda say duaye mangta Hoon aur Khuda ko rota ho aur us larki ka Khair chahta ho tho kia ye jayiz

abdullahshah.
Автор

Asalamoailikum mufti Sahab, khaula kay paper main agar aik ki baja yee 3 bar Talaq likhi ho tou is ka matlab hai kay khaula nahin talaq waqia hojaye gi yani is main niyaat shamil nahin hogi kyun kay agar shohar or biwi ki niyaat khaula ki hai Magar paper main 3 bar Talak mention kiya gaya hai Aur shohar nay sign bi kardiyee hai tou Kia badh main ruju ka koi rasta nikal sakta hai ya nahin jab kay shohar nay mou say Talak kay word bi Ada nahin kiye srif paper sign kiyee hain bacho kay Sam nay jin ki Umer 11, 16 or 18 saal hai. Is kay elawa 3 saal pehlay apni biwi ko aik talaq day di thi. Please meherbani farmayee or is maslay ka Hal bataye jitni jaldi hosakay. Jazak Allah!

shumailaartistrydiy
Автор

mufti sahib mere sawale hai ke gumah ke din kapray dohne kesa hai saad imran sarai alamgir

mrmikooh
Автор

Ek bar jisse nikah hua ho usse dobara nikah ho sakta h ya nhi

SaniyaAnsari-iqvw
Автор

Mera ak bhot zrore sawal hia please ak Ak aurat ka divorce hojae aur dosra nikaah kia wo ak month me kr shkti hai agar emergency ho koi family ka issue ho to dobra nikaah jalde kr shkty hai ?

sannakhan
Автор

Assalamualaikum
Mufti Sahab kya fake experience certificate banwa kar job kare to income haram ho jayengi?
Degree mehnat se hasil ki hai lekin freshers k liye achi jobs available nahi hai
Mohammed Yasir
India

mohammedyasir
Автор

Jab shohar bila waja k apni bv ko talaaq day sakta hai to ourat bila waja k khula ku nhe lay sakti Allah ki nazar mein sab banday brabar hein jo shohar nikaah mein rakhnay hein laykin wapis nhe lay jatay unse khula he leni hai ap kesay keh saktay 99% talaaq nhe hoti

fari