swaraj 855 Fe low high midiam gear box me nahi aane wala 😱 test me fail ho gaya hai

preview_player
Показать описание
#swaraj855fe
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhai swaraj 735 xt me kirloskr enjen aata h kya swaraj me kirloskr enjen konse modal me aata h

andtractor
Автор

Side gear mai problem hai center wala ok a centre gear vich high low medium a jayga March tak

sukhkhattra
Автор

Swaraj Company ke Engines se asha tho Hamre Punjab ke Jugadi mistry kamjab hai ...

jo mistry ne jugad se low hi medium gears normal Swaraj laga vo kamjab hai .... engine ke crunk e kamjor dalo ge tho crunk tho tute g e ... Tata Cummins 6.8L turbo charged engine 950nm ke torque deta hai 1500 rpm par ....

us engine ke crunk khabi nahi tuti ... jondeer 5405 2912cc turbo engine hota hai 256nm torque deta hai us crunk nahi tut ti ....

Swaraj ka Rb series ka pura ithas jano ... vohi Escort Company jis ke agg Farmtrack powertrack or Degitrack tractors atta market me us time 1970 me Escort 37 tractor atta tha jisa me phela Kirlosker Rb series ka sab se phela engine Escort 37 tractor me Kirlosker Rb3 100x116mm bore stroke vala 2733cc aircooled engine atta tha tho ...
Swaraj Company valo vho he Aircooled ko watercooled me convert karva k kirlosker Company se le kar Swaraj 735 me laga tha us ye engine bhout Successfull tha ku us time is ... ku us time itna competition nahi tha or ashe engine v bhout kam the .... pher usi kirlosker Rb3 engine ka sirf Bore size or Sleeves or Heads change 110x116 3307cc kr diya gya tha kr ke kirlosker Rb33 engine bna tha jo Swaraj 855 me Aya tha 2000 rpm Rated pura 55 hp aya tha torque ka pata nahi kay the old model ke ...
nicha se Crunk or samp block Rb3 or Rb33 ka same hai Agg v .... agg v 855 me 735 vali crunk atti hai jada torque bardast nahi kr saci phir 855 vala engine ke crunk change kr k stroke kam kr k 110x110 kr ke Swaraj 744 aya tha 3136cc Rb30 engine ke saath aya tha 45hp me aya tha ...
phir ye kirlosker ke Rb3 or Rb30 or Rb33 engines 1998 se 2012 tak chela Swaraj tractor me ...

kirlosker Rb44 jo Rb33 ka 4 cylinder 75hp veriant v Swaraj 978 fe export model me aya tha or Swaraj Mazda mini bus me or Electric Generators me aya tha or Rb66 6 cylinder v kirlosker Generators me aya hai ...

phela Swaraj Company Punjab government ki Company the phir Punjab ke Baimaan Cm Parkash Singh Badal Mahindra Company se Riswat kha or Swaraj Company profit me Apni khud ke hisadari dal k Swaraj Company free me Mahindra ko de D ...

phir Sawraj Company ko Mahindra ne khride liya or Kirlosker Company se Sabhi Rb series ke engine ka Petant or manufacturing ka license Mahindra ne kirlosker se khride liya hai ....

phir Rb series engine kirlosker ne 2014 baad manufacturing band kr D hai ..

or Ab kirlosker Company Kirlosker 25hp se 160 hp tak ye engines bna rahi hai 2R810 engine 25hp me atta hai kirlosker 3R810 35hp me atta hai or 4R810 45hp me atta hai or kirlosker3R1040 50 or 52 hp me Natural Aspirated atta hai Phir Kirlosker 3R1040T atta Turbocharged 55 hp engine or phir Kirlosker 3R1040TA atta hai 60 or 65 hp me atta hai or phir 4R1040 70hp or 72hp Natural Aspirated or 4R1040T or 4R1040TA or phir Kirlosker 6R1080T or 1080TA engine atta or phir 160 hp se uppet Kirlosker ke SL series ke Engine Atta hai ...

2014 Rb series Mahindra e bnati hai ....
Pruna kirlosker Rb series engine takat ke isab se tail jada leta the or output kam deta the ....
Phir Mahindra me Rb series engine ko Fuel Efficient bna ne k liya Engine ke head or Nozzles ko modifi kr diya modification baad ye engine takat kam ho gi or engine me Rpm Drop or backup torque kam ho hai ....

or Mahindra me Kirlosker Rb33 engine ke Crunk or stroke change kr ke 110x122mm bore stroke vala 3478cc Rb33Xm engine bna jo 52hp 2000rpm rated me Swaraj 855xm or seme Rb33xm 2000rpm rated 55hp me Swaraj 960fe or phir ye same Rb33xm 2100rpm Rated 60hp 240nm torque ke saath Swaraj 963 fe model me atta hai ...
or phir Mahindra ne Swaraj 735 me Rb3 2733cc engine band kr or R3 engine ke crunk change kar k 744 ki crunk dal k or Stroke kam kr k 100x110mm bore stroke vala 2591cc Rb25 engine Swaraj 735 or 735 Xt me aa rha hai Rb3 engine band ho gya hai ye hai Rb series ki Full history jo Rb3 Aircooled engine se shru hui or Rb33xm Water cooled tak ponchi hai ....

drrandhawa
Автор

Bhaiya 10 acer kheti ke liye konsa tractor acha rahega bhaiya damoh m. P. Se hu panja hal chalta hai hamare yha gehu chane aur dhan ki kheti hai please bataiye konsa Tractor acha rahega Rotavator bhi use kr sake please bataiye jiski diesel ki khapat bhi kam ho

aryansinghrajput
Автор

Sir sawraj XT Vs sonalika sikandar 50 compresor video banao

breakafail
Автор

Bhai ye kyon fail ho gaya kya kami kr di company n

civilengineering
Автор

Mare bhai sahi sahi batayo main 2, 3, month se wait kar raha hu ke h, l, m march tak aayga lakin mujhe lagta hai ki sonalika 750 hi lena padega

rlchakharia
Автор

45 sa 50 hp ma jyada average dana wala top 5 tractor

savitaaanjana