AURANGABAD KA MASHOOR NAAN KHALIYA| | Aurangabad Food | History of Nan Khaliya

preview_player
Показать описание
#Aurangzeb
#Nankhaliya
#Aurangabad
#documentory
#Aurangabad Street Food
Dating back to the era of Emperor Aurangzeb, this dish is a complete meal in itself and as legend suggests, was used to feed the royal army. The dish that is one of the compulsory items of a wedding feast in the city is found only in select hotels on a regular basis now. We tell you where you can find this delectable non-veg dish from the bygone past and better still, how you can prepare this Mughal delicacy all by yourself.
Paan | Stand-up Comedy by Aakash Gupta
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

I am from Hyderabad, once i visited Aurangabad and tasted Naan Khaliya... Alhamdulillah had a great experience...👌

shahsohail
Автор

Aurangabad ki Shaan👍🏻👍🏻👍🏻
Naan Qaliyah hai Pehchaan💖💖🌷🌷

Gk_of_islam
Автор

Masha Allah
Bahot Umda Aadil Bhai 👍👍

rehanquraishi
Автор

You said right. it is the water of local region which gives speacial taste to Preparation. either bread or Salan. Thanks

moj
Автор

Bahot acchi malumaat di aapne. Please humari request par kisi bawarchi se kha liye aur naan ki recipe bhi share kare aap. Hum naan khaliya bahot miss karte hai. Aap ki is help se hum apne ghar to bana ke kha sakte hai. Please

anjumshaikh
Автор

Kalya ka zikr safar nama Ibn-e-batoota men bhi hai, un ke qayam e Daulatabad ke Waqt. Aam taur se hum log Kalya ko urdu men 'qaf' se likhtay hain aur '
Ha' par khatm kartay hain lekin Ibn-e-batoota men 'kay' se shuru hokar ha ki bajay 'Ain' par khatm hota hai.
Aap ne kuldabad ka zikr kya hai, lekin ye Jalna men bhi banaya jata hai.
Aaj Kal to tables par nosh farmaya ajata hai, lekin traditional dastarkhwan, suf, badiya, sarbarahi wagayera ka bhi deedar kar wa den to nai peedhi ke ilm men bhi ajayga, aur guzri tahzeeb se bhi waqfiyat hojayegi.
Aurangabad men katoron(bowls) men Kalia khaya jata hai lekin traditionally khuldabad men choti thali men Kalia dalkar amnay samnay do admi usay share kartay hain/thay.
Hyderabad, Bombay, wagayera ke bairooni afraad ko pahle pahl maza nahi ata hai, aur aksar tazheek bhi kartay hain. lekin phir ek bar unke munh ko bhi lag gaya to farmayeshen kar kar ke nosh farmatay hain. . Plchli peedhi ke jo log taqseem ke Waqt Karachi chale gaye thay, woh wahan par khuldabad ka mashhoor urs manatay thay, aur wahan nankaliye ka ehtmam kartay thay. Abhi bhi gulf men basay kai zinda dilan nan kaliye ki taqareeb kartay hain. Pichlay 4 ek saal se ramzanon men Poona men bhi Aurangabad ke kareegar nan kalye ka business kartay hain, lekin sirf take-away ya home- delivery.
Aurangabad ke afraad jo husool ma'aash ke liye doosray shahron/mulkon men hain, woh A'bad visit ke baad wapis jatay waqt nan lejaten hain aur Kalia apne maqam par banlete hain.
Nan ki to khair A'bad ki apni khsoosiyat hai, lekin Kalia zara se variation ke sath north karnataka, kokan, sahaydri,
goa ke muslim ma'ashire men aam hai.
Meethay men aap ne aaj kal ke rayej meethon raway ka meetha aur double ka meetha kaha hai, jabke traditionally meetha muzaafir (zarda) hua karta tha.
New middle school men (1955)men hamare marhoom ustad Mannan Sahab ne sabaq padhaya tha ke agar kisi dawat men jao to pahle pata karo ke biryani hai ya nan kalia, agar biryani ho to akhri suf men baithna aur nan kalya ho toh pahli suf men. Kyon? Is paheli ko aap sujhaiye.

muzaffarmahmood
Автор

Good editing good research bhai. Aise hi videos banaye.

muhammedabdulhaleem
Автор

Adil bhai aise video mat banawo bhai... Ab Hyderabad se bhi phone aa raha hai...khaliya kay liye....kiya baat hai..salute to Khaliya Maker Team Aurangabad 👏

mohammedabdulrahim
Автор

Very interesting and unknown facts came to my acknowledgement today
All thanks to Adil Madni

noteitdown
Автор

Sahi me nan khaliya khaate to hai lekin uske piche ka b janna zaruri hona hum sabko👍👍👍👍good job

ameemahad
Автор

ماشاءاللہ بہت خوب عادل بھائی نے بہت اچھی معلومات فراہم کی

abdulgaffarkhan
Автор

aadil bhai Ab muze lagta Solapur main bhi nan khliya shuru karon

mohammedkarimshaikh
Автор

King of king
aurangabad ka nan kaliyaa

mubarakshaikh
Автор

Agar YouTube wale bhai sahab iski Sahi tarike se Maloom Hath aur pahchan kar rahi hai Nahin kha liya ki tu yah number jo mein de raha hun is number per phone ma ke a jao 9225 22525 to per

akrampathan
Автор

Ek aur request hai aapse gosht maande ki original recipe bhi de please

anjumshaikh
Автор

Daku k jaise awaz me awaz mat nikalo

Bache darr jate mere

dreammerchant
Автор

Im from pakistan but im trying this nan kaliya in qatar resturant wich i work its good im so wonder nan kaliya fans to much in qatar

sulmanajmal
Автор

Chacha Khuldabad ke khaliye main Phalli ke dane nahi dale jate..Khuldabad ka khaliya ek number rahte hai

abdullahchishty
Автор

Kaun si jagah machhali ki dawai khilai jaati hai purush mahila ka kya naam hai

faizanmalikmalik