Pure ev Entrance Neo | 2nd Mode Range Test | Price 81999/- Magnus EX vs Etrance Neo @Soulbiker

preview_player
Показать описание
pureev pure ev entrance neo
range test practical on road range

Range test of entrance Neo
This video is about Range test of Pure ev Entrance NEO electric scooter which comes with a 60V 2.5kWh Li ion battery.
I hope this video was helpful and informative.
LIKE COMMENT SHARE
SUBSCRIBE TO MY CHANNEL
@Soulbiker

Follow me on Instagram -

Etrance Neo walkaround video-

Magnus EX vs Entrance NEO video link -
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Jan 2022 me li thi.. Sep 2023 tak 23000 km bahut badhiya chali. Kuch parts badalne pade par Gaadi 90+ km ki range de deti thi aaram se. Lekin suddenly October 2023 me Gaadi ki range aadhi ho gayi 55-60 km wo bhi 1st-2nd mode me. Service se baat karne par pata chala ki warranty claim me Hyderabad bhej to denge battery lekin aayegi kab ye pata nahi. In between koi replacement battery bhi nahi denge. 2-3 months Gaadi khadi hi rahegi. Abhi company old battery buyback offer chala rahi hai jisme new battery Rs30000 (actual price 68000 bata rahe hain) dekar le sakte hain. Company ne pahle ghatiya quality ke cells use kiye the. Ab wo galti chhipaane ke liye Customer se hi paise maang rahe hain. 3 years warranty, extended warranty ka bhi company koi value nahi de rahi. Aise me bahut Saare customers pareshaan hi ghum rahe hain. Ab koi new battery bhi le lega to koi surity nahi hai ki kitna chalegi. Fraud kar rahi hai company customers ke saath. Sales bhi kaafi kam ho gaye hain inke.

AnilKumar
Автор

Bhut shandar scooty hai.. Mujhe bhi maja agya iski range dhekh ke... 👌👌👌👌

deedarrangrej
Автор

Main ne 20 days pehle kharida scooter bahut achchi hai magar speed chalane walaon ke liye nahi, 40 se 50 kmh avarage chalane walon ke liye, millage 95 to100 tak mujhe mila, 👌light vehicle city driving ke liye 👌

shabbeershabbeer
Автор

Great range test bri.
Your range test are reliable.keep going on.

avi
Автор

Bahot kharab scooty hai battery Naya rahna sa acha chalta hai lakin 2 saal ka baad battery bakar ho jata hai mera 6000 km ma hi battery ma problem AA Gaya or company battery ka worenty v claim nai kr raha hai

Aaradhya
Автор

Double sheet ho to kitna avrage degi bhai 1st mod pe

SandipKore-bm
Автор

Nice bro.. Apke pass bhi yahi scooty hai ky bhai..

deedarrangrej
Автор

भाई मै बहोत दिनसे देख राहा हु की तुम सिर्फ Pure Ev के बारेमे Video बना रहे हो.Ola S1 Air, Adhar 450s तुम्हारा पसंदीया Amper और बहोत से Band पर Video क्यु कही बना रहे हो?

tryambakgangatre
Автор

Battery chemistry lfp honi chahiye tha

thar