Jagjit Singh - Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka-(Saleem Kausar)-(Echoes-1998)

preview_player
Показать описание
Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka-
(Saleem Kausar) by Jagjit Singh.
(Album: Echoes-1998).

Lyrics in Hindi & English:-
मैं ख़याल हूँ किसी और का-
(सलीम कौसर) - जगजीत सिंह.
(एल्बम : एकोस-1998).
संगीत : जगजीत सिंह.

( इससे पहले इस ग़ज़ल का एक लाइव
वर्शन 02 सितम्बर, 2020 को नीचे
दर्शाए यू.आर.एल. के अन्तर्गत साझा
किया गया है:

आलाप...
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
सर-ए-आईना मेरा अक्स है
(सर-ए-आईना = आईने के सामने)
(अक्स = प्रतिबिम्ब, परछाई)
सर-ए-आईना मेरा अक्स है
पस-ए-आईना कोई और है
(पस-ए-आइना = आईने के पीछे, आईने में)
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
मैं ख़याल हूँ..

मैं किसी के दस्त-ए-तलब में हूँ
(दस्त-ए-तलब = इच्छा हाथों की)
तो किसी के हर्फ़-ए-दुआ में हूँ
(हर्फ़-ए-दुआ = दुआ के अक्षर)
मैं किसी के दस्त-ए-तलब में हूँ
तो किसी के हर्फ़-ए-दुआ में हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का
मैं नसीब हूँ किसी और का
मुझे माँगता कोई और है
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
मैं ख़याल हूँ..

तुझे दुश्मनों की ख़बर ना थी
मुझे दोस्तों का पता ना था
तुझे दुश्मनों की ख़बर ना थी
मुझे दोस्तों का पता ना था
तेरी दास्ताँ कोई और थी
(दास्ताँ = वृतांत, कथा, वर्णन)
तेरी दास्ताँ कोई और थी
मेरा वाक़या कोई और है
(वाक़या = घटना, वृतांत, समाचार)
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
सर-ए-आईना मेरा अक्स है
पस-ए-आईना कोई और है
मैं ख़याल हूँ किसी और का
मुझे सोचता कोई और है
मैं ख़याल हूँ..

इसी ग़ज़ल के कुछ और अश’आर:
अजब ऐतबार-ओ-बेऐतबारी
के दरम्याँ है ये ज़िंदगी
मैं क़रीब हूँ किसी और के
मुझे जानता कोई और है

तेरी रोशनी मेरे खद्दो-खाल
से मुख्तलिफ़ नहीं मगर
तू क़रीब आ तुझे देख लूँ
तू वही है या कोई और है

वही मुंसिफ़ों की रवायतें
वहीं फैसलों की इबारतें
मेरा जुर्म तो कोई और था
पर सजा मेरी कोई और है

कभी लौट आएँ तो पूछना
नहीं देखना उन्हें गौर से
जिन्हें रास्ते में खबर हुईं
कि ये रास्ता कोई और है

जो मेरी रियाज़त-ए-नीम-शब
को ’सलीम’ सुबह ना मिल सकी
तो फिर इसके मानी तो ये हुए
कि यहाँ खुदा कोई और है
(सलीम कौसर)
--------------------
Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka-
(Saleem Kausar) - Jagjit Singh.
(Album : Echoes-1998).
Music : Jagjit Singh.

( A Live version was earlier shared
on September 02, 2020, under URL:

Aalaap…
Main khayal hoon kisi aur ka
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Sar-e-aaina mera aqs hai
Sar-e-aaina mera aqs hai
Pas-e-aaina koyi aur hai
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Main khayal hoon..

Main kisee ke dast-e-talab mein hoon
To kisee ke harf-e-dua mein hoon
Main kisee ke dast-e-talab mein hoon
To kisee ke harf-e-dua mein hoon
Main naseeb hoon kisee aur ka
Main naseeb hoon kisee aur ka
Mujhe maangta koyi aur hai
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Main khayal hoon..

Tujhe dushmano’n kee khabar na thi
Mujhe dosto’n ka pata na tha
Tujhe dushmano’n kee khabar na thi
Mujhe dosto’n ka pata na tha
Teri daastaa’n koyi aur thee
Teri daastaa’n koyi aur thee
Mera waakeya koyi aur hai
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Sar-e-aaina mera aqs hai
Pas-e-aaina koyi aur hai
Main khayal hoon kisi aur ka
Mujhe sochta koyi aur hai
Main khayal hoon..

Some more couplets of this ghazal:
Ajab aitbaar-o-Be-aitbaari
Ke darmiyaan hai ye zindagi
Main qareeb hoon kisi aur ke
Mujhe jaanta koyi aur hai

Teri roshni mere khadd-o-khaal
Se mukhtalif naheen magar
Tu qareeb aa tujhe dekh loon
Tu wehee hai ya koyi aur hai

Wehee munsifon kee rawaayten
Wehee faislon kee ibaarten
Mera jurm to koyi aur tha
Par sazaa meri koyi aur hai

Kabhi laut aayen to poochhna
Naheen dekhna unhen gaur se
Jinhen raaste mein khabar hui
Ki ye raasta koyi aur hai

Jo meri riyaazat-e-neem shab
Ko ‘Saleem’ subaha na mil sake
To phir isske maani to ye hue
Ki yehaan khuda koyi aur hai
(Saleem Kausar)
================
Asha Bhosle @ URL:
Mukesh - Film Songs-(Videos) @ URL:
Indian Classical (Instrumental) Music @ URL:
Ameer Khusrau @ URL:
Pankaj Udhas - Ghazals @ URL:
Ghulam Ali – Ghazals @ URL:
Mohammed Rafi – Ghazals @ URL:

And, many more @ scsharma is back @ URL:

#jagjitsingh #chitrasingh #ghulamali #hariharan #mohammedrafi #latamangeshkar #ashabhosle #mukesh #anupjalota #talatmahmood #mehdihassan
=============
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Nice singing, ❤My all time favourite ghazal.Thanks, Sir Ji, for today's upload❤❤❤

oldsoul
Автор

Thanks, Suresh ji, for sharing the Album version of this ghazal uploaded by you earlier in 2020, which was live !
Jagjitji emoted deep emotions in his renditions, giving a new flavor to the same ghazal!

What a beautiful start with a heart touching aalaap in accompaniment of enchanting bansuri vaadan !
Very soft and soothing rendition of the heart warming kalaam of Saleem Kausar sb !
Such endearing ghazals, sung in the golden voice of Jagjitji, can be heard with the same zest, any time and every time of the day!

And the added couplets of this ghazal are soul stirring...
Ajab aitbaar-o-be-aitbaari ke darmiyaan.n hai ye zindagi...Mai.n qareeb huu.n, kisi aur ke, mujhe jaanta koyi...
The last ash'aar written by the poet are heart rending...
Jo merii riyaazat-e-neem shab ko 'Saleem', subaha na mil sake to phir, iss ke maani to ye huye..
Ki yahaa.n khuda koyi aur hai !
Marvelous piece of poetry, music and rendition !

Heart felt appreciation and good wishes ! 🙏💐🙏

vichitram
Автор

Coming to the Album and the Ghazal, the Ghazal album actually came out in 1986 as a dual LP or dual Cassette album ❤. It was gifted by my mom on 19th January 2019 on my birthday and this Ghazal is one of my fvt ones. The way Master sings Tujhe Dushmanon Ki Khabar Na Thi, Mujhe Doston Ka Pata Na Tha, can't be sung by anybody else. It's somewhat like Suraj Ko Charagh dikhana but Can't express more 🥲🥲🥲

vighneshshirdhonkar
Автор

Sir the ghazal is good in the earphones and laptop but not on the phone 😢

vighneshshirdhonkar