Shokar ko tight kaise karen honda sp 125 bs6

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

भाई इस गाड़ी की सस्पेंशन बेकार है झटके ज्यादा लगते है
मेरी वाली 4000km+ चल चुकी है
ऐसा कुछ सेटिंग हो सकती है क्या जिससे गाडी रफ़ रोड पे भी स्मूथ चले

Suresh_Kumaar
Автор

2000 chali hai or yahi problem hai koi bhai dekh raha hai to bhai mat lena Bike

faisalkhan-srbs
Автор

Bhai wo bilkul jump nahi karata hai usake liye piche 3 log bithane padate hai tabhi lagata hai bike me suspension hai karake.

shrikantchaudhari
Автор

Mere sp 125 k bhi rear suspension bahot hard hai jisse, 5 km chalane ke baad kamar me dard hone lagta hai, wo shob ko absorb nahi karta balki jab bhi khadda aaye to shok kagta hai aur bumper aaye to bike uchhalta hai jisse kamar me bahot dard hota hai aur mera rojka 70 to 100 km driving rehta hai, aur headlight bhi bekaar hai, raat ko ya fog me to chalu hai ya bandh kuchh pata nahi chalta.
Isse achhe shokabsober to mere 10 saal purani splendour ka tha, bahot hi soft tha. Din me 130 km chalane k baad bhi thakan nahi hoti, aur nahi kamar dard.

patelvimal
Автор

37000 km chala Chuka hun ek dum behtrin bike hai

VikashSharma-weyz