Anupama | Kya Hoga Vanraj Ka Aglaa Qadam #reels

preview_player
Показать описание


*About*
------------

Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti – usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar. Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat.
Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar.
Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.

#अनुपमा
#anupama
#drama#family #reels
#reel
#vanrajshah
#rupaliganguly #sudhanshupandey
#indianserial #youtube
#youtubrshorts
#shorts #youtubereels
#anupamareels
#anupamaofficial

Connect with Our More Channels

Anupama | Kya Hoga Vanraj Ka Aglaa Qadam #reels
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Rakhi humesa sahi kehti thi kinjal ko paritosh se shadi nhi karni chahiye thi aaj dekho kya halat ho gayi hai uski isliye hume apni maa ki baat sunni chahiye

nandiniroy
Автор

उसके कर्मो का फल है , बरखा जी जरा बोलते हुए सोच लिया करो, जो 26 साल तक इन्जार कर सकता है वो ऐसा धिनोना काम कर ही नही सकता

manjukhurana
Автор

Ye serial najayz rishto main hi bana..har ek ka chakkar chelta rehta hai 😂😂

Mp-
Автор

Jab toshu ne ye kia..usko na jane kya kya sunaya mara peeta hungama kar diye..ye kavya madam sundar aurat hai aur pregnant hai tho kisi ne nai kaha..vanraj ne anupama ko ghar se bahar kar diya jab wo ek shaam saheliyon k saath thoda waqt guzaar li tho...ab dekho namard jaisa ro raha hai..himmat hi nai hai kuch kehne ka..iss serial main nainsaafi ka bhedbhaav ka koi basis nai hai..bas aivein har ek charactr ka alag treatment..par karte sab wahi hai..zeher ugalna 🙄🙄🙄🙄

MOODY
Автор

What did Kavya say. Is it Anruds child

murambiwagloria
Автор

Jaise ko taisa anupama k sth glt kiya to khud k sth b hona tha

hinalpandya
welcome to shbcf.ru