Nadeem Sarwar | Aey Kufio | 2016

preview_player
Показать описание
Stream and download the new album "Badshah Hussain" now:

Composition/Central Idea by Nadeem Sarwar
Poetry by Nadeem Sarwar

2016 © & ℗ Copyright Information:

• This video is protected under international Digital Millennium copyright act.
• All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

🎧❤❤😢 Ya Hussain ع دھڑکنوں میں با خدا گونجتی ہے کربلا ❤❤

alishanawar_d
Автор

This is not a video it's a message of imam❤😢

AminaDoll-lj
Автор

Us Hussain (as) ko qatal kr diya...💔
Jis k pas hai Marzi e Khuda...😭🙌🏻

Senorita
Автор

زندگی کے ساتھ بھى زندگی کے بعد بھى بادشاہ ہمارا یا حسین علیہ اسلام

gandhijiii
Автор

subahallah. .. nadeem bhai na sahi bayaan kiye Kufa k log aise hi tha . dukh or booghs sa bara howa .. . .. Dukha baz kufio

syedzainhaider
Автор

qurban jaun panjatan pak pe is nohay me dil cheer diya salam ya Hussain I am ehly sunnat but I love shia I love nadeem bhai

Lashari_fazal
Автор

Mere imam Hussain A.S K behen Zainab a.s Ka Wa Azeem Khutba Jo Bazdat Kufio Ko Kaha
Yeah Wahi Kofi Jo Kehtay Mola Hamra Koi Hi Nahi Lekin Bad Ahad
Wada Khilafi Karnay Walay Log
Nare Takbeer Allhu Akbar
Nare Risalat Ya Rasoolallah
Nare Haidere Ya Ali Murutuza
Nare Wilayat Ya Mehdi Khalifatallah

JaiHind-zeyr
Автор

Ghul machate be adab wo kufiyaane bad zabaan..(2)
wahshato’n ke dayere mein thi ali ki betiya’n
zalimo ke saamne, qatilo’n ke darmiyaa’n
choti dukhtare ali ki aa rahi thi ye sadaa
hussainnn…
nauha ye tha kulsoom ka, aye kufiyane bewafa..(2)
aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

1. Us hussain ko qatl kar diya
jiske paas hai marziye khuda
deen jiske ghar surkhroo hua
jis hussain ka, nana mustafa(s.a.w.w)..(2)
jis hussain ka, baba murtaza(a.s.)
jis hussain ki, maa hai sayyeda(s.a.)
ru baru agar hoga saamna
kaise jaoge peshe kibriya(s.w.t)..(2)

aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

2. Zulm kaunsa humpe na hua
phir bhi hum rahe raazi ba raza
bhai ko mere dhoka dediya
saath na diya, akela kar diya..(2)
pehle khat likhe aur bula liya
phir ghareeb ka khoo’n baha diya
mat zameen par tum bano khuda
waqt hai qareeb hoga faisla..(2)

aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

3. Aye kufiyo, zulm hogaya
aale mustafa se muqabela
itrate nabi hum hai ba khuda
zere aasma’n sar khula hua..(2)
baandh kar hame qaid kar liya
aur phir hame baaghi keh diya
jis ke nana se deene haq mila
us nawase ko ye sila mila

aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

4. Wa museebata, wa museebata
wa museebata, yu chaman luta
gher kar hame, laaye karbala
band hum pe phir paani kar diya
qatl kar diya ghar ka ghar mera
sayyedo ke sar kar diye juda
zulm ki hui hampe inteha
tum pe waay ho haay kya kiya
ajr e mustafa yu adaa kiya..(2)

aye kufiyane bewafa, aye zalimo ehle jafa
hai tumhe khabar, tum ho aashna
kiska ghar luta, kiska khoo’n baha
haye tumne ye kya kar diya
kisko loot kar, ghar jala diya
hai zabano par kalma e khuda
phir bhi seeno mein dil hai sang ka..(2)

rababsyed
Автор

meine hosh sambhala hai tou apke nouhy sune hain, Allah pak apko aur apke sathiyo aur un ke khandan ko hamesha salamat rakhe aur apni rehmat ata kare,

jahangeerahmed
Автор

Subhan Allah such a osm nooha I love nooha jab ma pareshan hoti hu to mola KO yad krti hu or yakeen kijiya meri pareshani dor hu jati hu
(Hussain zindabad)

anumkhan
Автор

Khuda aap ko salamat rakha ameen i am proud because i am shia ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

naseemayousuf
Автор

Masha Allah aise jalali nohe sirf nadeem sarwer hi pr sakta he.

ashrafalishigri
Автор

MashaAllah Labbaik Ya Moula Hussain a.s

HumSubKaShouk
Автор

Yazeed tere takht o taaj do ghadi ka tha
Aaj bhi dilo par hai hukumat Hussain ki💟💟💟💟💟💟💟💓💟💓💓💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟💟

muzaffershah
Автор

Qurban hojaon all e bait per dil rota hy I'm sunii but I love my shia brothers nadeem Bhai apka noha sun k to ankhon se ansu shuru hojaty hain hmre

laibapacky
Автор

mashallah bhie molaa salamat rakhy bss zindagi bhr yaa hussain a.s labik yaa hussain a.s labik ya hussain a.s

mrszeeshohaider
Автор

mashallah, mola salamat rkhe ap ko, aise hi noha recite krne ki Allah apko taufeeq de.ameen

alirizvisays
Автор

jis Hussain (as) ka Nana Mustafa (saww) 😢😢

alishanawar
Автор

ماشاءاللہ⁦❤️⁩ مولا سلامت رکھے۔۔۔
آمین

farazali
Автор

Ya ALI MADAM Nadeem Bro .... i salute panjtan PAK after i salute you coz when i lisent your noha i feel gland to wana do matam

qamar