Teen Talaq ke Baad Baghair Halala Ke Ruju Karne Ka Asan Tarika | Shaikh Muhammad Naeemullah | IIRCTV

preview_player
Показать описание
Teen Talaq (Triple Talaq) ke Baad Baghair Halala Ke Ruju Karne Ka Asan Tarika By Shaikh Muhammad NaeemUllah Hafizahullah in Urdu and Hindi 2022 in - HD - Quality

Assalam O Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh

Dear brothers and sisters share it with friends and relatives.
Don't forget to like and comment. For watching videos like this and to be updated with all our new uploads do subscribe IIRCTV. Don't forget it! Jaza'kallah hu khair

Subscribe Our Channel For More Videos At

#Shaikh_Muhammad_NaeemUllah
#International_Islamic_Research_Center
#IIRC_PK
#IIRC_TV
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Dr.zakir naik ne bhi same yehi baat ki hai lakin Quran paak ki surah baqra or surah nisa me ek hi baat likha hai jo Allah farmatey hain k agar alag alag wakt me 1 ya 2 baar talaq k de di to ruju karlo 3 mahine me or tab bhi na chal sako to 3 talaq dene se pehley sahi se soch lo ya to usko apne pass rakh lo ya to 3 talaq de kar farik kardo taakey woh kisi or se nikkah kar sakey phir 3 talaq ka matlab k woh tumhari taraf se azaad hai yaad rakho 3 talaq dene ka matlab khud se usko azad karna hai, Baaki ek sath talaq dene ka kahin koi bayan nahi hai yeh surah bakra ayat 28 se 35 tak me likha hai or surah nisa me bhi

Jhankarbeatss
Автор

ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ ماشاءاللہ بہت خوب جناب والا آپ کو سلام کرتے ہیں ملتان پاکستان پنجاب میں رہتے ہوئے ہیں ملتان پاکستان

hajatgulkhattak
Автор

shaikh aap ne qurraan o hadees ke hawale se talaqe aur halale ke masale ko bahut hi achche tareeqe se bataya jo ulma halale ke qail hain gaur karein

ab.majeed.ansari.
Автор

رب العالمین آپ کو جزاء خیر عطا فرمائے مولانا صاحب بلکل ٹھیک عین دین کے مطابق بیان ہے 🎉

soldiersoldier
Автор

Bhut shukriya mera jo doubt tha aaj khatam ho gaya bhut se bayan sune par samjh me nahi aata tha aaj sahi se samjh aaya

nahidali
Автор

جزاکم اللہ خیرا اگر حضرت کی بات کو صحیح مان لیا جائے تو کتنے گھرانے اجڑنے سے بچ جائیں گے

AzizKhan-ew
Автор

Allah paak ap ko hifayt de mulana sahab.

fatimafaan
Автор

Ma sha Allah sir apki bayanse bohat fayda huya as salam walikum.

md.saifurrahman
Автор

Alhamdulillah I am Ahle Hadith and believe one sitting 3 talaq is one

csatvofficial
Автор

سچ کہا ہے ، اس اللہ کے بندے نے
سلامت رہیں

bashirahmed
Автор

سورہ البقرۃ آیت نمبر 230
فَاِنۡ طَلَّقَہَا فَلَا تَحِلُّ لَہٗ مِنۡۢ بَعۡدُ حَتّٰی تَنۡکِحَ زَوۡجًا غَیۡرَہٗ ؕ فَاِنۡ طَلَّقَہَا فَلَا جُنَاحَ عَلَیۡہِمَاۤ اَنۡ یَّتَرَاجَعَاۤ اِنۡ ظَنَّاۤ اَنۡ یُّقِیۡمَا حُدُوۡدَ اللّٰہِ ؕ وَ تِلۡکَ حُدُوۡدُ اللّٰہِ یُبَیِّنُہَا لِقَوۡمٍ یَّعۡلَمُوۡنَ ﴿۲۳۰﴾
اس آیت کو بھی پڑھو اور سمجھو اور وضع قطع درست کرو

dailyindia
Автор

Shukragujar hun aapka main ki aapane behtar tarike se hamen samjhaya hamare yahan per jitne Maulana hain utani hadise hain Allah Pak ka Khurshid aur tandurusti de aamin 🤲

sahilkhangxx
Автор

Shukriya aap ki bath se dil ko sukun mila hai alhamdulillha 😭😭😭😭😌🥰🤗

beautyqueen
Автор

مولانا کو تین تھپڑ رسید کریں اور پوچھیں کہ تین لگے ہیں یا ایک😂😂😂😂

AbdulRehman-lphd
Автор

Masha Allah drust farmaya apny Allah Apko slamt rakhy Ameen sum Ameen 🤲❤️

ChHani-fxng
Автор

Charo Imam k Nazdeek aik majlis main 3 dafa di janay wali talak bhi 3 hi shumar ho ghi go and research on it

NoMore_SunnyDays
Автор

आपने सही कहा है जनाब अल्लाह पाक आपके इल्म में इजाफा करे आमीन

sabirsiddiqui
Автор

Teen bar bolne se ek kaise hongi?
Teen hi hongi. Magar mashrut Nikah jayiz nahi. Beshak dusra Nikah hone k baad jab dusre shohar se Normally
Zindagi bitane k baad agar woh kisi sabab se apni murzi se Talaq deta hai to thik Warna koi period muqarrer nahi
.

RafiqShaikh-wqft
Автор

Hazrat umar ne aik banday ko dekha ki uski darhi bahut bari aor bikhri hui thi, uno ne logon ko hukam dia ki isko pakar kar goday k neechay dabaa kar rakho, phir barber ko bulaya aor uski darhi katwa kar choti kra di. Ye hazrat umar ka 3 talaqon wala faisla shaid isi lia nhi mantay.

Masood-wh
Автор

Allah inper Raham farmaye, Kiya inka ilm hazrat umer raziallahuanhu SE zyada hai Jo sahabi Hain aur khulefa rashedeen me SE Hain, jab unhone teen KO teen Kaha to teen he shumar hoga, us aur bhi sahaba maujood the sabne ittefaq Kar liya tha.

mobilefunda