23rd Aug 2024 Makkah Fajr Sheikh Dosary

preview_player
Показать описание
Want Someone To Perform Umrah Badal ?

Want To Distribute Gifts In Haramain?

Haramain Website:

Haramain Facebook:

Haramain Twitter:

Haramain Instagram:

Haramain Snapchat:
► haramaininfo ◄

#Madinah #Hajj #Makkah #Madeenah #Madinah #Sudais #Haramain
#Maahir #Budair #Maher #Hudhaify #Juhany #Ghazzawi
#Baleelah #Hameed #Muhanna #Buayjaan #Fajr #Dhuhr #Asr #Maghrib #Isha
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Ma Sha Allah! Sheikh just made the day for Ajam lovers!

ehasanahmed
Автор

Ma'sha Allah ! Ya Maliikul-Kudus, Ya Hayyu, Ya Qay-yuum. Preserve him and his Voice 🤲🤲.

saadamuhammad-gtpi
Автор

MashaAllah! Heartwarming and mesmerizing recitation by Sheikh today of complete Surah Al-Maarij & Surah Noah. May Allah Taala accept it and preserve Sheikh and his melodious voice. Ameen! 💛💛💛

farjanayakubpatel
Автор

Maa Shaa Allah so beautiful and heart touching recitation of the holy quraan in haram.

Shah-oe
Автор

Subhannallah l’entendre en vrai est encore plus émouvant! Qu’Allah nous fasse miséricorde

heroofcolosus
Автор

❤ لا اله إلا الله ❤️
🌴 سبحان الله والحمدالله ولا اله إلا الله والله أكبر 🌴

umairawan
Автор

Assalamu Alaikum WarahmatUllah Wabarakatuhu
Alhamdulillah
JAZALLAHU ANNA Muhammadan Sallalahu Alaihi Wassallam Ma HUWA AHLUHU
Jazak Allah khairan kaseer
Ya Allah please accept all the good deeds beneficial dua of those who have sincerely served Islam ameen Ya Allah please bless you all ameen
Assalamu Alaikum WarahmatUllah Wabarakatuhu

alveerakhan
Автор

Jajakallah... Haiakallah ya Sheikh... 💕😢🥰

MDWasirUlAmin-cjec
Автор

Roman Urdu Translation:
1st Rakah:

2:10
Sawal karne wale ne sawal kiya hai us azaab ka jo (zaroor) waqey hone wala hai, **

2:        Kafiron (کَافِروں) ke liye; usey koi dafa karne wala nahin hai.

3:        (Us) Allah ki taraf se, Jo urooj (ascending steps) Wala hai.

4:        Malaikah (Farishte) aur Ruh (Jibrael ع) Uske taraf chadh kar jate hain ek aise din mein jiski miqdar pachas hazar saal hai.

5:        Pas, (aey Nabi ﷺ‎) sabr kijiye, khubsurat (shaista) sabr!!

6:        Beshak yeh (log) us (azab) ko bahut dur dekhte (samajhte) hain,

7:        Aur Hum usey bahut qareeb dekhte hain.

8:        (Woh azaab us din hoga) Jis din aasman pighle huey tambe (molten brass) ki tarah hoga,

9:        Aur pahad (rang-bi-rang) dhunki hui ruii (wool) ki tarah honge,

10:      Aur koi gehra dost (apne) kisi gehre dost ko na puchega,

11:      (Halanke) Woh (log) ek dusre ko dikhaye jayenge; (toh) mujrim chahega ke kash wo us din ke azab se (bachne ke liye) apne beton ko fidye me de de,

12:      Aur apni biwi, aur apne bhai ko,

13:      Aur apne kumbe (yani apne qareeb-tareen khandan) ko jo usey panah deta tha,

14:      Aur jo zameen mein hai (un) sab (logon) ko; taakey woh usey (azaab se) nijat dila dein.

15:      Hargiz nahin!! Beshak woh sholay wali (bhadakti hui) aag hai,

16:      (Jo muh aur) Sar ki khaal ko kheench laane wali hai,

17:      (Woh apni taraf) Pukaregi har (us shakhs ko) jisne peet pheri aur (haqq se) muh moada,

18:      Aur (jisne maal) jama kiya, phir (usey) sameit kar rakha (the one who amassed wealth),

19:      Beshak insan thud-dila (kam housla/impatient) paida kiya gaya hai.

20:      Jab usey takleef pahunchti hai (toh) ghabra uthta hai,

21:      Aur jab bhalayi (yani khush-haali) pahunchti hai (toh) bukh'l (yani kanjoosi) karne lagta hai.

22:      Siwaye namaziyo ke,

23:      Woh jo apni namazo par humeshgi ikhtiyar karne wale hai,

24:      Aur jinke maalon mein haq (hissa) muqarrar hai,

25:      Sawali (mangne wale) aur mehroom (sawal se bachne walo) ke waste.

26:      Aur jo badle ke din ki tasdeeq karte hain,

27:      Aur woh jo apne Rubb ke azaab se darne wale hain,

28:      Beshak unke Rubb ka azaab (koi) be-khauff hone ki cheez nahin hai,

29:      Aur woh jo apni sharmgahon ki hifazat karne wale hain,

30:      Siwaye apni biwiyon ke, ya (apni bandhiyo ke) jinke woh maalik (yani haqdar) hain, toh beshak unke paas jaane me unhein koi malamat nahi.

31:      Phir (ab) jo koi iske alawa (dusra tareeqa) talash karey, toh yehi woh (log) hain jo hadd se badhne wale hai.

32:      Aur woh jo apni amanaton ki aur apne ahad (wado/covenant) ka paas (nigrani/observe) karne wale hai,

33:      Aur woh jo apni gawahiyon par qayam (upright) rehne wale hain,

34:      Aur woh jo apni namazo ki hifazat karne wale hain.

35:      Yehi (woh log) hain jo Jannato mein izzat diye jaane wale hain. ع¹

*36:      Toh, (aey Nabi ﷺ‎) unhein kya (hua) hai jinhone kufr (كُفر) kiya ke apki taraf doudte chale aane wale hain, *

37. Dayein (right) taraf se aur bayein (left) taraf se, giroh ke giroh,

38:      Kya un mein se har shaqs yeh tama (umeed) rakhta hai ke woh niyamat wali Jannat mein dakhil kar diya jayega?

39:      Hargiz nahin! Beshak Humne unhein us (cheez) se paida kiya hai jisey woh (khoob) jante hain.

40:      Pas nahin! Main qasam khata hoon mashriqon aur maghribon ke Rubb ki ke beshak Hum zarur Qadir hain,

41:      Is (baat) par ke Hum (inki jagah) insey behtar (log) badal layein aur Hum aajiz (nakaam) hone Wale nahin.

42:      Toh chhodh dijiye unhein (ke) woh behes mubahisa karein (apni behuda baton par) aur woh khelte rahe yahan tak ke woh apne us din se jaa mile (yulaqu) jiska insey wada kiya jata hai.

43:      Jis din yeh (apni) qabron se nikal kar (is tarah) doudenge goya ke woh (apne kisi buthon [idols] ke) aasthano [altars] ki taraf daud rahe hon.

***44:      Unki nigahein jhuki hui hongi; zillat un par chhaa rahi hogi. Yehi hai (woh) din jiska woh wada kiye jate the. ع²***

**||70. Surah Ma'arij||**

QuranTranslators
Автор

Mearic Suresi 70 : 1 -44
Nuh Suresi 71 : 1 - 28

muttakisalih
Автор

Roman Urdu Translation:
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ

(Sab tarah ki) Tareef Allah Hi ke liye hai Jo tamam jahano (worlds/universe) ka Rubb hai.**

2. (Jo bada) Meherban aur (nihayat) reham karne Wala (hai).

3. (Jo) Roz e jaza ka Malik hai.

4. (Aey Parwardigar!) Hum Teri Hi ibadat karte hain aur Tujh Hi se madad maangte hain.

5. Humein seedhi (aur sachi) raah dikha.

6. Un logon ki raah jin par Tuney inaam farmaya,

***7. Na ke unki (raah) jin par Tera ghazab hota raha, aur na unki jo bhatke hue hain. ع¹***

*Ameen!!*
**||1. Surah Fatiha||**

QuranTranslators
Автор

Mettez les dates Hijri aussi. Chamsou wal qamarou yasjoudâne. Et évitez Janvier qui vient de la divinisée romainerie beuverie Janus et Mars de la divinisée romaine de la guerrerie. Et évitez ce que vous maîtrisez pas de l'accidentalité ressourcé à ses antécédents gréco-romain de nous guerroyer beaucoup des cultures alternatives tous azimuts y compris st Louis désapprouve leurs paressées contemporaines notamment outre Atlantique, louis 9e que j'ai eu au hatif Tasnim outre tombe sur mes méditations musicales dot USA. J'ai imaginé alors ce que ca devait caché de redoutable en backend. Il m'a rajouté de ne rien écouter des usa sauf the song of americhe: You gotta move.
25.8.2024g, 21.2.1446h

hanifrabbanihaqqani
join shbcf.ru