Income Tax on Cash Deposit in Current Account? Cash Deposit Limit in Current Account #shorts #reels

preview_player
Показать описание
What is the Cash Deposit Limit in Current Account ?

#cashtransactionlimit #incometaxnewupdate #WithdrawalLimit #CashDepositLimit #MultipleBankAccount #morebankaccount #BankAccount #PAN #Aadhar #2BankAccounts #bank #Banking #SBI #ITNewPortal #TDSrefund #TIS #IncomeTax #AIS #IncomeTaxUpdate #incometaxreturn #ITRupdate #ITR2022 #IncomeTaxDepartment #NGO #DeepakBaisla #StartRootFinTech #startup #entrepreneur #entrepreneurship #entrepreneurs #startuplife #shorts #ytshorts #reels #instagram #reelsinstagram #trending

Please don't forget to like, share and subscribe!

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Agar mei saal me 40 lakh cash deposit "individual current account" me karu, aur itr bhi na bharu, toh tax ka notice aayega kya sir... plz reply

amlan
Автор

If my transaction is around 15L on my current account in any fiscal year then should I need to file ITR?

subhojyotimukherjee
Автор

sir agr maineme 10cr transaction diposit, withdraw hota hai to is ke baremein bataye

pradumnakumar
Автор

Current account me non home branch se cash deposit kra skte h kya ....

Like as other state

subodhsoni
Автор

Bhai agar binance se p2p kare or upi se 1 saal me 1cr Rs. ya usse jyada deposit kare or 1cr upi se transfer kare to ITR bharna hoga kya?? Plzz reply

nomadicnadeem
Автор

Physically ya online deposit? Plz explain on video

gautampaul
Автор

Sir online transaction, upi krne me bhi AA skta h kya, incomtax notice

SachinnChouhan-myly
Автор

Hi sir aap ki ek help chiya sir kya ham saving account sa investment Kar sakta hai or koi income tax to nahi a ya ya koi problem to nahi hai saving account sa Share market mai. Investment Karna hai please bataya

zainsheikh
Автор

Current acc mai froudal incerunce kitna milta hai....??

GopiBamotra
Автор

Sir agar mein personal current account se p2p transaction krke 1cr se kam ka kru to income tax problem hogi ya fir nahi without itr or agar itr fill kru to kya hoga please reply

jashansoni-gd
Автор

Agar online aye aur online Jaye to kitne Tak please reply

XDEADCRYPTO
Автор

Sir ager mere current acount mai 25 lcs deposit hue o our 25 withdraw b hue ho toh kya koi tex lag sakta hai please reply

Dreamsameer
Автор

Sir agar cash cheque ke dwara jama karyenge to phir bhi ye problem aa sakta h

wolfgaming
Автор

Sir....kya current account ko saving account kiya ja sakta hai kya

jorden
Автор

Sir current account me agar Paisa nhi daale toh kya wo usko active rkhne ke liye bank auto sweep on karke Paisa dalta hai kya khud?

bssajwan
Автор

sir mer! current account yearly in out transaction 1.5cr hai mere whole sale business hai jisme profit margin bhoot kam hota hai but business pura online hai aur itr file karta hu but income 4 lakh hai tho notice aasakti hai?

mohiuddinvarekar
Автор

Me bank to bank transfer karata hu kya joga ab ?

letsfunx
Автор

1cr se kam jama karaenge to itr bharne ki jarurat nhi hai.
C account ka kya faeda hota hai ?

ajaychauhan
Автор

Sir koi bolta hai ek sall me 10 lakh se jyada pr esa hota hai .kya ye sach hai please reply 🥺🥺

ajaybhandariaut
Автор

Bhai ak bhot important questions hai for example mere account me 1 year me 60-70 lakh amount aya hai jisme se 5-10 lakh maine kisi se lie the and baki k mere business k hai toh usme se maine business ka jo bhi kharcha tha woh bhi kar dia toh mere ko bache 25 lakh ab us 25 lakh me maine 15 lakh rupiya ghar banane me laga dia toh mere ko income tax kitne amount ka Dena hoga total 25lakh ka ya 10 lakh ka jo in the end mere pass bacha hai reply pls because bhot dino se puch raha hu ye swal but koi bata nahi Raha hai

gumshuda