kiya Maa baap ko zakat dy sakty hain?\kiya Beta beti ko zakat dy sakty hain\Behan bhai ko zakat dena

preview_player
Показать описание
kiya Maa baap ko zakat dy sakty hain?\kiya Beta beti ko zakat dy sakty hain?

#zakat
#Maa_Baap
#Beta_Beti
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Beti kya de skti hai maa ko agar wo sahibe aihsiyaat na ho to

ursensei
Автор

Mufti sahab mere sbbu ghr bnwa rhe h mjhe unki hlp krni h bt abi mre pass utne paise nahi hai kya mai zakaat ka paisa de skti hu unko pls bta djye bht tnsiion me hu

mahisid
Автор

Nana Nani nawasa nawasi fir indirect kaise ho Gaya. Wo to side maa ke upar jaate hai

EliarsHussain-vqqf
Автор

Kia bhan kawary bhi ko zaqat dy sakti h or wo waldeen py karach kr skta h

meshiixatti
Автор

Mofaty saheb ... Beti ager ghareeb ho zayada pese na hon ... Aor maan baap bi ghreeb hon .. toe kya beti apni maan ko rose ka fedya de sakty he ... Ager lerki k waldain k paas zreya e moaash na hon ..

wasal-e-zaatwordsofsufies
Автор

Kindly bta dy k kia bhan kawary bhi ko zaqat dy skti h or wo waldeen py karach kr skta h

meshiixatti
Автор

حضرت شادی شدہ عورت اپنے والدین کو زکوٰۃ دے سکتی ہے کیا

shifahafsavlog
Автор

Asalamwalekum Kitna Present Zakat hota hai Aajkal, Deny waly ko batana zarori hai ya nahi isi Comment my jawab den Please

muhammadmurtaza
Автор

Asalamuaikm kiya ik shadi shuda been apni shadi shuda behen ko zakat de sakti he

afserbaig
Автор

Agar mawap ke pas pesa he or wo phir bi apne bete ko na de beta alag rehta kya wo zakat ke pese le sakta he apne bap se zarurt ke mutabik

hinasaifi
Автор

Salam hm sirf 3 bhenay hai hmera papa rent k ghr mae rahty hai or koi khas karobar b nhe hai muskil se rent nikalta hai ghr ka or me khud b itni stronge nhe k unki help kt skun hr month meny zukaat dany k liay kamatti dali hai to me apny papa ki help kr skti hun zukaat k paiso se yh unk ghr ka aik month ka rent da skti hun zukaat k paiso se

nayaabrajput
Автор

Mari itni haisiyat nhi k main apni maa ki madad krun...
To ky main apne sdke k paise apni maa ko de skti hun...
Jisse wo apna qrz de sken...
Main mere shohr or meri maa..
Hm sb krze me hain...
Braye krm rahnumai frmaayen

amreenmulla
Автор

Assalam alaikum warahmatullah janab meri bahen hai Jo sadisuda uske sawhar ke halat kharab hai kiya mai Jakat ka kuch hissa de sakta hun please reply Khan family se Hai

محمدعلم-نز
Автор

Kyaa bewa maa Apne bete ko Jo ki Shaadi Shuda h aur jaruratmand to us bete ko maa zakat de skti h ..

sanaya
Автор

Meri sali uska sawhar bimar Rahta kam nahi kar sakta hai kiya usko bhi Jakat De sakta hun please reply Khan family hai

محمدعلم-نز
Автор

Kiyon k beti k pese tow khawand k hote hen

wasal-e-zaatwordsofsufies
Автор

Ushar dia ja sakta hai agar beta maqrooz ho to koi maa apny bety ki ushr k zaria sy madad kar sakti hai?
mohtram answer dijiye ga fatwa nhi

mrpakistan
Автор

Agar behan bhai gareeb hon or 1 bhai he bas kuch ameer ho to kia wo bi bhai behan ko zakat nahi dy sakta . Ghar walyn bhuky hon or gairon ko zakat di jay ?

ranahurmyan
Автор

Kya saas ku apne paiso se zakath de sakthe hain

imran
Автор

What if daughter is divorced 2times n have kids n is poor not rich like family

rukshanabano