Iqamat-e-deen kaise haasil hoga? ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA

preview_player
Показать описание
ENGINEER MUHAMMAD ALI MIRZA
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

yahi ek kaam hai jo har ek ambiya ko kaha gaya karne ko aur aaj ambiya k baad hamari jimmedari hai.
Surah shuaara : Ayat 13

Ali mirza bhai Agar yeh kaam (Iqamat e deen) nahi to fir koi bhi kaam kuch nahi sirf aarzoo hai tamannaye ke siwa.

MultiANEESKHAN
Автор

Iqamat e deen har daur me aur har haal me farz hai...Quran ka mutaala haimein yahin batata hai....

amankhanlucknow
Автор

Engineer saab agr aap ko smjh nhi ayi to aap please km se km se km ye kahen k kisi jamat men shamil hojayen Tanzeem e Islami men ya jamat e Islami ya shubban men lekin please isko malign na kren

quotesforinspiration
Автор

Where is this sequence written in books, to first make good muslaman and then work on iqamat e deen

eovoos
Автор

Engineer Ali Mirza, you can't be correct always. Here i dont agree with you. Saudi Arabia aur Gulf mai toa namaaz sabi padtay hai..Koi firqa waariyat nhi hai. Koi Qabar parasti nhi hai wahaan. Magrr unhoon ne konsaa iqamat deen kiya hai.. Konsa revolution laaya hai unhoon ne... Muslim aqwaam prr Kuffaar zulm dhaa rahay hai. Unparr chadaayi krrhay hai.. Firr b wahan k hukumraan USA, Israel, aur aesay kuch mamaalik k ghulaam ban chukay hai. Yea Saudi aur doosray gulf nations kyun inkay bootlickers banay huvay hai..Engineer Mirza your opinion in this sphere is not correct. I watched your Podcast with Qaiser Ahmad Raja... Wallahi, i found you being dominated by Qaiser Raja.. First time i saw you fumbling and not able to answer various questions posed by Qaiser Raja regarding Political Islam.

shahfaisal
Автор

Aapka matlab ye hai ke jab tak 100 fisad muslam ( isme wo bhi include honge jo sirf naam ke musalmaan hai ) namaz na padhle tab tak baki ke 30/40 fisad bhi velle baithe rahe. Konsa logic hai engeneer sahab. Aur yahi ek tarika hai jisse aap ummat ko ek jagah jama kar sakte hai kyuki aap jis tarike se digar firko ko sirf expose krke unki bezzati krte hai isse wo extremism ki taraf badhege na ke firke se bahar aayege.

hashirhassan
Автор

Yai to bht baree baywakufi hai kay Muhammad Ali bhai uss waqt ke misal day rahay hain jab sahih say Islam bhi pura nhi hua tha. Iqamat e deen ka aqeeda Fateh Makkah pay ban gya tha. Waha konsay Namazi musalman thay. Sab kafir thay! Ajeeb baywakufon wali daleel dee hai! Mai muhammad ali bhai ke izat krta hu or Maulana IShaq sahab ka student bhi hu! But yai baat bilkul Islam kay rules kay khilaf hai kay app ek established aqeeday ko uss waqt say compare kar rahay jab sahih say Islam aya bhi nhi tha!

GeoKing