kya deled karke class 6 to 8 tak ke teacher ban sakte hai ? | deled karne ke baad teacher kaise bane

preview_player
Показать описание
kya deled karke class 6 to 8 tak ke teacher ban sakte hai
deled karne ke baad teacher kaise bane
deled entrance exam question paper 2023
deled entrance exam question paper
deled course kaise karen
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bpsc class 6 to 8th new Eligibility criteria के अनुसार अब सब eligible है जिसने 12th ke after gradution किया है या deled ke after ya sath mein deled ke जिसने gradution किया है Open से वो भी Eligible है

scertdelhideled
Автор

bade bhai kya hum bihar se deled karke or CTET exam bihar se de kar delhi me government school primary teacher ke liye apply kr skte hai

MohammedAdil-guvh
Автор

Kaya bstc ke sath BA private KARNI hai to kota university open se hi karni hogi ya fir koi bhi government college se BA private kar sakte hai

MahaveerSingh-etui
Автор

Sir me mp se hu or mene graduation Art se ki h jisme me mere economics. Political science or hindi rahe h to kya b.ed kar sakta hu mera subject combination to sahi h na sir plz reply or sir 6 se 8 me d.el.ed wale apply nahi kr sakte mp me

nikhilsoni
Автор

Pehle Graduation fir DELED krne par 6 to 8 teacher ban skte hai?

YourBoss-qnkz
Автор

To sir 6th to 8th tk ko pdane k liye kya krre delhi se?

teenakoli
Автор

sir ye btaiye plz bsc ke baad dled krenge to 6 to 8 mei maths padha sakte hai kya, mera 12 aur bsc dono mei pcm tha to

ritikdwivedi
Автор

Mtlb up uk hp wale jo btc kiye h wo all India me kahi bhi 6-8 teacher bn skte h?

st_ranger._
Автор

Sir agar mai d.el.ed krke ctet paper 2 qualify kr lu to kya 6-8 ke liye eligible hu?

harshitraj
Автор

जिसने 12th ke after gradution किया है या deled ke after ya sath mein deled ke जिसने gradution किया है Open से वो भी Eligible हैBpsc class 6 to 8th new Eligibility criteria के अनुसार अब सब eligible है

scertdelhideled
Автор

Sir ji graduation main % mayne rakhata h d.el.ed. ki hoon up se hoo. But graduation main 50% se kam h

poonamyadav
Автор

Sir Apse Question Hai Ki..??
Sir Mene Deled Mei Admission Lena Hai Haryana Mein Lakin Jo Ki 12th k Bass Per Hota Hai Lakin Sir Uttarakhand Mein Apply Krna Hai To Sir Ye To Nhi Hoga Ki Kuc Criteria Ho Ki Uttarakhand Mein Graduation K Bad Kiye Gaye Deled Wale Ko He Rakha Jaye...🙏Apan Sujhav De Ki Mein Kya Kru Sir??

i.aman.ak__
Автор

6-8 k liye subject combination jaroori h kya??

_dark_horse_
Автор

Sir mera DELEd hay aur uske bad Normal BA pass kia hoon ..Honers nahi hay ...kya main 6 to 8th tak k SST Teacher ban sakta hoon 😢😢??? Plzz reply sir

arcfalcon
Автор

Sir 12 math se ki hai aur ba kiya hai to kya me 6 to 8 math teacher ban sakti hu

SnehaShrivastava
Автор

Sir m abhi BA k ist year m hu to kya m d.el ed bhi kr sakti hu kya dono ek sath graduation m open se kr rhi hu

amarpalsharma
Автор

Job me rah kar deled karne ke bad, job ke Samy kaha dikkat hoga

faujiparivar
Автор

Bsc than deled to kya mai junior ki teacher bn skti hu

asthachauhan
Автор

To fir graduation aur d.el.ed alag alag karne se fayda hi kya hai isase achcha ham donon sath mein hi kar lenge kyunki upper primary mein ham eligible honge hi nahin chahe kuchh bhi kar le 😢

MdJahangir-tefy
Автор

Maine Bcom Hons. Kiya h Mjhe kya krna चाहिए BED OR BTC ? Please Help 😢

Spreet___