MDCAT TEST SESSION 2023

preview_player
Показать описание
Apply now 👇
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

I want to be a doctor but i have no resorces no cochings just self study and weak in physics chemistry plz kindely help me😩😩

gahagnsbs
Автор

Plzz aik baat kai bare main guide ker dain kai age improvement Sai sirf 17 make increase Hon aur current marks 1027/1100 hon you Kia improve kernaa chaiye plzz guide me .kindly

MdcatPreparation-rmiq
Автор

Apke 1st attempt mai kitnay marks thay mdcat mai please reply ??

shoaibsyed
Автор

Aslam o alaikum dr marium i want your some advices please in 2022 i appeared in mdcat as a fresher and couldnt secure admission and was in deep depression and trauma for many days because my all freinds have secured admissions and i was just congratulating all of them geniuenly im happy for them but for myself i was in deep regret and blaming my self all the time then mein ne jese tese khud ko sambhala and i decided to improve from 1st jan but one week has already passed aur abhi tak mein ne sahi se kuch shru nahin kiya kyun k mein bohot si confusions mein uljhi hui hun aur time pe task poora na hone pe again wahi selfdoubt wali thoughts aari hainn k imorove k bad bhi hoga ya nahin basically mera plan ye hai k mein saare chapters cover karun gi of fsc as pmdc aachuki hai so we have to cover whole syllabus as im from sindh board to total fsc k chapters hain 66 and 20 of them is physics and for physics my plan was that k mein physics in seconds se lecture lun gi kyiun k phy bohot weak hai meri and each chapter ko do din dun gi mein day 1 ko lecture and notes and day 2 ko book reading and mcq practice so according to that 40 days mein meri physics complete hojani chahiye baki bachi chem aur bio and for them mein ne ye socha tha k aik din mein aik chap karun gi kyun k in k lec nahin lun gi mein bio ki to wese bhi need nahin hoti books are enough i guess and chem k mere concepts clear hain lekin masla ye hai k har chapter ko mwin sindh board se parhne k baad ptb aur ftb se bhi parhna hai aur un k extra points shortlist kar k book pe likhne hain taake doobara ptb ftb alag se kholne ki zaroorat na pare plus mcqs bhi karne hain to ye itna sab aik chap ka aik din mein to cover nahin ho payega na thats why mujhe bio aur chem ka bhi 2 din mein aik chap karna hoga to technically meri pehli revision with 66 chapters 4 months mein complete hogi jan to april aur mujhe ye time bohot bohot zyada lag raha hai i dont knw why itne time mein to log 4 revisions kar lete hain aur meri aik hogi aur mein is baat se behadddd paresha hun aur parha bhi nahin jaraha aap batayen kya karun mein aur sab keh rahe hain august mein expected hai mdcat s may june july sircf 3 months honge revision k liye mere pass aur ye mujhe kam lag rahe hain because is dafa mein ne revision nahin ki thi sahi se tabhi kam marks aaye to is dafa mujhe jitna ho sake utni revisions deni hainn and for mcq practice i chose kips and premed is they enough ? jab aapne improve ka decide kiya tha to aapki first revision kitne months mei complete hui thi? aur aapne total kitni dafa revision ki thi poore syllabus ki? im sorry for the long comment but aap meri condition samajh rahi hongi as a improver aur kahin na kahin mujhe aap se bhi inspiration mili improve karne kii

BushraHeer-btbj
Автор

Aapi men 2nd year men hun abhi..mujhe admission procedure ke bare men pata nahin kuchh Abhi tak..Aap mujhe Sirf itna bataen ke mdcat ke result certificate aur hamare boards ki result admitting universities verify bhi Karti honge Nan us se pehle merit list men nam Nahin asakta Nan? Kindly tell me

wish
Автор

Assalamualaikum
Ap mujhe apsy contact ka koi number ya koi Instagram link dy plz

Sau