filmov
tv
Umair, Abdullah Maharvi, JANI & Hasan Raheem - Tu Kahan (Official Audio)
Показать описание
Official Audio for 'Tu Kahan' by @AbdullahMaharvi , @JANIMUSIC & @HasanRaheem
Written & Performed by Abdullah Maharvi, JANI & Hasan Raheem
Produced, Mixed & Mastered by Umair
Follow Umair:
Follow Abdullah Maharvi:
Follow JANI:
Follow Hasan Raheem:
Lyrics:
[Verse: Abdullah Maharvi]
Teri yaadon ke sahaaray jeete hum.
Bikhra toota mein ye naa jaano tum.
Tu na mila, Kia thi wajah?
Bata de zara, Kyu hai saza?
Husan tere ke hain deewaanay hum.
Kehna chahein par keh na paayein hum.
Tu hi to tha, Tu hi raha.
Par baat ye, Tu jaane na.
[Chorus: Abdullah Maharvi]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
[Verse: JANI]
Hum khoob Lerhe, Dekh Khoob krein behes.
Hum Doob rahe tez, Hum khoob prhein faiz.
What you are?
Where you at?
What you be?
Konsi ego yahan I'm down on my knees.
Me ghr ki tooti cheezein jorh raha houn.
Me phrsey mehkhano ki trf dorh raha houn.
Kahan se is deewangi ka torh laon,
Me fanah horha houn tmse yehi toh kbsey bolrha houn.
Mujhe Ayena dikhta he ab Tooti hoi Deewar mein.
Ab kch nahi raha he mere iqtadar mein.
Woh fatiha prh chuke is dill k Mazar pey.
Ab Kahein ke na rahe unke intezar mein.
Meri Awargi hi le doobi mujhe kahein per.
Ek waqt me tere pass hoke nahi per,
But I'm not, As lost as you think,
Why you mad at me? lehja sahi ker.
Jo thamte the dil kbhi woh wo dharkanein ginein.
Woh sochte hein jeete jee mjhse hasratein chinein.
Falsafay ab in safoun pe,
Dill ki baatein laboun pey,
Khuda janta hai beshuk na the hum pehli safoun mein.
Khauf tha ya sehlene ka shouk tha.
Jalal lehro ko kinara kese rokta?
Zindagi ajeeran mein likhta ziada ter maut ka.
fitratein ajeeb ye zamana kahan tak tokta.
[Chorus: Abdullah Maharvi]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
[Verse: Hasan Raheem]
Shamo subah,
Dar pay teray main khara.
Tu kyun khafa?
Apno say main keh raha.
Kia thee wajah?
Teri ankhon main kehar tha.
Mujhe bataaa, mujhe bataaa.
Khudgarz tha, Mila tha sab bepanah.
Kitni dafa, Ansu main ye ponchta.
Ansu khatam, Insay lahu beh raha.
Tu hai kahan? ye to bata.
Laarey tu dainay nai ayi thee.
Main saleeka tu mera saya thee.
Har guftugu teri wo jaaiz thee.
Kismat meri kahan faiq thee.
Andaza hi nai tha muje ye kay,
Tanhai aisay ye khaye gee.
Main teray takaluf ka laiq nai.
Yet you tried to stay right besides me.
Beaecheni ka kaisa ye alam hai.
Kiaa ye meri aazmaish hai?
hamqadam ham teray na reh sakey.
Kia ye meri aazmaish hai?
Andaza hi nai tha muje ye kay,
Weeraani aisay ye khaye gee.
Main teray takaluf ka laiq nai
Yet you tried to stay right besides me.
[Chorus: Abdullah Maharvi & Hasan Raheem]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
#UMAIR #HasanRaheem #JANI #Abdullah #Tu Kahan
Written & Performed by Abdullah Maharvi, JANI & Hasan Raheem
Produced, Mixed & Mastered by Umair
Follow Umair:
Follow Abdullah Maharvi:
Follow JANI:
Follow Hasan Raheem:
Lyrics:
[Verse: Abdullah Maharvi]
Teri yaadon ke sahaaray jeete hum.
Bikhra toota mein ye naa jaano tum.
Tu na mila, Kia thi wajah?
Bata de zara, Kyu hai saza?
Husan tere ke hain deewaanay hum.
Kehna chahein par keh na paayein hum.
Tu hi to tha, Tu hi raha.
Par baat ye, Tu jaane na.
[Chorus: Abdullah Maharvi]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
[Verse: JANI]
Hum khoob Lerhe, Dekh Khoob krein behes.
Hum Doob rahe tez, Hum khoob prhein faiz.
What you are?
Where you at?
What you be?
Konsi ego yahan I'm down on my knees.
Me ghr ki tooti cheezein jorh raha houn.
Me phrsey mehkhano ki trf dorh raha houn.
Kahan se is deewangi ka torh laon,
Me fanah horha houn tmse yehi toh kbsey bolrha houn.
Mujhe Ayena dikhta he ab Tooti hoi Deewar mein.
Ab kch nahi raha he mere iqtadar mein.
Woh fatiha prh chuke is dill k Mazar pey.
Ab Kahein ke na rahe unke intezar mein.
Meri Awargi hi le doobi mujhe kahein per.
Ek waqt me tere pass hoke nahi per,
But I'm not, As lost as you think,
Why you mad at me? lehja sahi ker.
Jo thamte the dil kbhi woh wo dharkanein ginein.
Woh sochte hein jeete jee mjhse hasratein chinein.
Falsafay ab in safoun pe,
Dill ki baatein laboun pey,
Khuda janta hai beshuk na the hum pehli safoun mein.
Khauf tha ya sehlene ka shouk tha.
Jalal lehro ko kinara kese rokta?
Zindagi ajeeran mein likhta ziada ter maut ka.
fitratein ajeeb ye zamana kahan tak tokta.
[Chorus: Abdullah Maharvi]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
[Verse: Hasan Raheem]
Shamo subah,
Dar pay teray main khara.
Tu kyun khafa?
Apno say main keh raha.
Kia thee wajah?
Teri ankhon main kehar tha.
Mujhe bataaa, mujhe bataaa.
Khudgarz tha, Mila tha sab bepanah.
Kitni dafa, Ansu main ye ponchta.
Ansu khatam, Insay lahu beh raha.
Tu hai kahan? ye to bata.
Laarey tu dainay nai ayi thee.
Main saleeka tu mera saya thee.
Har guftugu teri wo jaaiz thee.
Kismat meri kahan faiq thee.
Andaza hi nai tha muje ye kay,
Tanhai aisay ye khaye gee.
Main teray takaluf ka laiq nai.
Yet you tried to stay right besides me.
Beaecheni ka kaisa ye alam hai.
Kiaa ye meri aazmaish hai?
hamqadam ham teray na reh sakey.
Kia ye meri aazmaish hai?
Andaza hi nai tha muje ye kay,
Weeraani aisay ye khaye gee.
Main teray takaluf ka laiq nai
Yet you tried to stay right besides me.
[Chorus: Abdullah Maharvi & Hasan Raheem]
Kyu?
Kya tu khafa mujhko bata.
Kyu?
Hai tu kahaan, Ye to bata.
#UMAIR #HasanRaheem #JANI #Abdullah #Tu Kahan
Комментарии