Inheritance Share of Wife in Husband's Property - Law of Inheritance

preview_player
Показать описание
Learn about the Legal rights of a wife in regards to Inheritance of her husband's property under the Pakistani Laws as well under the Islamic Laws.Get a clear understanding of the process and steps a wife can take to protect her share in hier husband's property.

#WifeShareinHusbandProperty #Inheritance #InheritanceLawsinPakistan
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Husband sari zindagi kamata hai or mar jata hai peachy bivi bachy chor jata hai to uski full property bachon ko nhi mily ge ?? Husband ki bivi bachon hn or ma baap na hn to Kia husband ki property us k bhaion mein takseem ho jay ge ??? Plz reply zaror kijega…

stylewithrabia
Автор

The moment death happens inheritance is applicable.This concept of marriage or not marriage of a lady is another order of GOD.

SultanAli-uujz
Автор

If a person has two wife one wife ha boy and girls child but other wife has no child the wife has no child how much property 1/4 or 1/8 please tells me

muhammadsajid
Автор

A.oa Dear Lawyer sb..Nice information.
1.Qarz koe zima na ho.
Parents na ho.or na he Maabaap se Shohar ko kuj mila ho.


2.Husband ny apni sari kud bnaie hue Property saari wife ko deskta h?
3.Beta ek h.
4.Husband ke 2 sister ho pr uny kuj bhe nhe dena Chata to.

waheedanayat
Автор

Biwi apna hissa kisse de sakti hai maloom karaye

hajirabi
Автор

Agar biwi ke sath rehte hoe shohar ne jayedad banai ho tw biwi ka haq hoga uski jayedad per yaa usmain bhi hissa hoga

madihahashmi
Автор

Agr 2 Bety hn phir kis kis ko kitna hisa mily ga husband ki property se

stylewithrabia
Автор

Now the share which father ie 1/6gets from his deceased sons self accuquried property is not claimed by father in his life time and then after his death who are the heirs of this share...? Can one of the son claim that my siblings gave ot to me ? After 30years of their fathers death

roohibuchh
Автор

Sir please reply zroor Dena hamare ghar mein thori problem hai agr hus band apni life mein apni property wife k Naam krwa day to husband ki death k Baad us k marhoom Behan bhaion k bachon ka koi huq hai please jldi reply dena

ChMahar-vc
Автор

Ager sohar ki wirast us ko apny Walid sy Mili ha us kapni kamai ki nahi to pir biwi ka Kitna hissa ha

muhammadshahbaz-imdg
Автор

Deceased male k waldeen dono ko 1/6 mily ga ? Ya waldia k 1/6 aur waild k 1/6 ?

jehanzebkhan
Автор

Ek aurat jo widow ho jati hai aur uss k husband ki koi property apny paisy sy kharidi hoi nai hai jo b property husband k pass thi wo father ki tarf sy ai ya grand father ki traf sy ai iss surt main widow ka without children kia hisa ho ga ar kia koi qanoni qarwai ho sakhti h?

IntzaarSandhu
Автор

Sir ayk swal hay
Ayk aurat kamati shohar b kamata Raha aur UN ka joint account hay olaad b ni hay shohar apni aur bivi ki kamai say jaidad bnata hay ab dono retired ho jatay Hain wo b kamai UN k joints account main jati hay shohar ka intakaal ho jata hay to jaidad taqseem kaisay ho gi kia aur apni kamai ka taqaza kar sakti hay

msajidrana
Автор

For example ager meri awlad nahe hay awer walid sahab bhe nahe bus bewi awer walda awer bhai hay to kia meri jaidad may say bhaiyo ka hisa hoga ka nahe

NiqabKhan-gnmx
Автор

Sir agr deceased's wife property division sy phly second marriage krly tu wife ka hissa nahe banta....kya ye abhi intact hai iska law reference mil skta??

MuhammadAli-lfuk
Автор

Aslam alakum sir agar khawand fot ho jae aur wo sarkary mulazim ho aur us ki aulad me sirf do betian hoon aur bewa foran iddat k bad aage nikkah kar le to khawand kipension pe bevi aur betion ka kia haq ho ga?

ArshadKhan-blsx
Автор

Sir agar ek ghar biwi or shohar dono k naam hae or shohar ka inteqal hogaya hae tw biwi ka jo adha hissa h woh biwi ka hi rahega ?

Narmeen
Автор

Wafaat huay shaks ke aghr Sirf larkiya hon to wafaat huay shaks k bhaiyon ka hisa Kitna ho ga ho ga ya b nhi

azambutt
Автор

Assalam u Alaikum! Agr husband ki death k bad wife NY dusri shadi usi k bhai yani apny daver sy kr li r then phr wife ki death ho gai to phr Kia bv apny pahly shohr ki wrasat ki haq dar ho gi

MrsAzam-pvlp
Автор

Sir mere chachu ki death hue thi inky bachy nahi thy unky hisy me sy 1/4 unki wife Matlab apne Chachi ko de k Baki Jo paise bachy hain wo Bhan bhai me kaise takseem ho gy 7 bhane hain 1 Bhai hai

AdamsDot-vewj