4 Amazing Tips To Law Students #thelegalindian

preview_player
Показать описание
4 Amazing Tips To Law Students #thelegalindian
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Sir bhout confuse hu mera 2024 me du law faculty me admission hoga aur me confuse hu konsa center chose karu lc1 lc2 ya clc mujhe minimum 5k per month ki bhi need hogi. Agar lc1 choose karta hu to internship ho jayegi but kuch part time job nahi ya tution teaching nahi ho payegi or internship me paisa nahi milega agar clc me jata hu to na internship hogi na part time job aur agar lc 2 me jata hu to part time job to ho jayegi par internship nahi ho payegi sir btao kya karna chahiye aur kitni internship sufficient hai? Aur koi aesa tarika hai ki me subha internship bhi kar lu lc1 me evening class bhi lelu or koi online teaching karke kuch income bhi ho jaye?? Kya karna chahiye?
Internship me first semester ke students ko kitna stipend mil jata hai lc1ke students ko morning internship ka??

bhavishujjainwal
Автор

Sir sabse badi problem ye hai ki jo abhi first year law student hain to vo kaise kisi advocate ko pass intern kare mera matlab approach kaise karna hai iske baare me bata dijea main Bihar se soon to start kaise karna hai iske bare me kuch knowledge nahi hai

abuhanzala